Dedications.............

20932 views 488 replies
Reply to Topic
Queen of jb

Age: 124
Total Posts: 5695
Points: 0

Location:
Virgin Islands, Virgin Islands
U CAN POST POEMS OR POETRY HERE AND DEDICAT IT TO SOME ONE U LOVE U cares AND MAKE SOME ONE DAY SPECIAL
Posted 14 Dec 2004

paki_fan says
jis ki yaad thi dil mein nishani ki tarha..
woh to bhool gaye humein kahani ki tarha
Posted 24 Mar 2005

guest. says
zehen k saray darechon ko mukfil kar dia
zabt nay much say meri jadoo-biyani cheen li
Posted 24 Mar 2005

guest. says
dobi hein meri ungliyan khud apnay lahu mein
yeh kanch k turdkon ko uthanay ka sila hai
Posted 24 Mar 2005

guest. says
dubna he tha jo kashti ka muqadar ya rab
aankh k samnay aye kash na sahil hota
Posted 24 Mar 2005

paki_fan says

very nice kash je
Posted 24 Mar 2005

guest. says


itnay anso
Posted 24 Mar 2005

guest. says
tou jo badla,badal gay hum bhi
piyar kartay thay bandgi tou nahin
waqt ket jay ga behr surat
tou koi shart-e-zindagi tou nahin
Posted 24 Mar 2005

guest. says
tu isay apni tamanon ka merkiz na bana
chaand herjai hai,her ghar mein uter jata hai
Posted 24 Mar 2005

guest. says
tamam ummer tera intazar kar lein gay
megar yeh ranj rahay ga kh ummer kam hai
Posted 24 Mar 2005

wow kashi tumhara toffee ka pac pakka......
Posted 25 Mar 2005

paki_fan says
paki_fan said:

Queen of jb said:

haan bhi kis kis ki toffee baqi hai.......


abh hum kia keh saktey hain sis je
app to kabh se humare saath asey ker rahi hain

Posted 25 Mar 2005

paki_fan says
Posted 25 Mar 2005

joker says
nice kash
Posted 25 Mar 2005


v nice Kash









Posted 25 Mar 2005

hey H.H nad dil ki rani post poetry .....



    WOW KIYA SHAIRI HAI KING JEE




              Tumhari Yaad...


tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai....... jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad

tumhara naam sun k dil dharakta hai.............dil dharaknay ka sabab bhi hai tumhari yaad

zindagi ka aik dukh tum ne mere naam kardiya........ isi dukh ki zimedar hai tumhari yaad

tumhaein yaad kar k aankhon se nikaltay hain aansoo... in aankhon se nikalnay walay aansoo bhi hain tumhari yaad

tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad


Posted 25 Mar 2005










Posted 25 Mar 2005











Posted 25 Mar 2005

joker says
hi queen
nice poetry
Queen of jb said:

hey H.H nad dil ki rani post poetry .....



    WOW KIYA SHAIRI HAI KING JEE




                Tumhari Yaad...


tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai....... jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad

tumhara naam sun k dil dharakta hai.............dil dharaknay ka sabab bhi hai tumhari yaad

zindagi ka aik dukh tum ne mere naam kardiya........ isi dukh ki zimedar hai tumhari yaad

tumhaein yaad kar k aankhon se nikaltay hain aansoo... in aankhon se nikalnay walay aansoo bhi hain tumhari yaad

tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad


Posted 25 Mar 2005

Doctor Sam says
Queen of jb said:

Doctor Sam said:

kya,...

toffeee...?



jee haan jo bhi humaray topic par atta hai uss ko millti hai.........


AWESOME POETRY DOCTOR SAMMMM........


to kahan hey hamari toffee queen g

achi wali toffee deni hey hamain
Posted 25 Mar 2005

Doctor Sam says


zindagi bhar tumhara naam mere
DiL se nikla kisi duaa ki tarah
Posted 25 Mar 2005

guest. says
wow...k0ool DS
Posted 25 Mar 2005

guest. says
Queen of jb said:

wow kashi tumhara toffee ka pac pakka......



hehehe..

hamari hisay ki toffees paki ko day dein
woh bechary upset hue hein..kyunk app un ki tofee dena bhool gaien!
Posted 25 Mar 2005

guest. says
totay khuwabon k kaflay rah-e-wafa mein kho gay
gird kuch itni pardi,hum pathar k ho gay
Posted 25 Mar 2005

guest. says
kitnay majboor hein hum apni ana ki hathon
zeera zeera bhi hue,or bikhartay bhi nahin
Posted 25 Mar 2005

guest. says
yaadon k phool sukh na jayein issliye
aankhon ko ashkbaar kia hai kabhi kabhi
hum say juno-nay ishq ka aalm na poochiye
apna he intazaar kia hai kabhi kabhi
Posted 25 Mar 2005

guest. says
khulta kisi pay kyun meray dil ka mamla
shairon k intakhab nay rusva kis mujhe
Posted 25 Mar 2005

guest. says
mooti tou nahin thay k koi palkon say junta
hum aankh say tapkay hue anso ki tarahn thay
Posted 25 Mar 2005

guest. says
ghum or khushi ka tuwazan kisi ko kia maloom
hazar ashq nikaltay hein ek hansi k liye
Posted 25 Mar 2005

guest. says
iss shart per khelon gi piya piyar ki bazi
jiton tou tujhay paon,haron tou piya teri
Posted 25 Mar 2005

guest. says
jurtay hue dekha nahin totay hue dil ko
gir jayein jo aanso woh uthay nahin jatay
Posted 25 Mar 2005

Reply to Topic