kash_beauty said:moun kam kholein
jab maaf karnay ka ikhtiyar ALLAH ko hai tou phir app baray kab say ho gay k unhay saza dein!!
saza or jaza ALLAH ka kaam hai!!
jo rules hein!!...un ko follow karein..kisi nay nahin roka app ko!
ISLAM yeh bhi kehta hai k maaf karna achi baat hai!
islam ki ek baat yaad hai or dusri nahin!!
wahhh
muslim ho tou aisa
kash_beauty said:woh rules wali baat ajj kal k muslims k liye thi!
demagh hamara kahan hai or kahan nahin!!
yeh app k liye jan-na zarori nahin!
agar app ko maaf karnay ka ikhtiyar nahin hai tou saza denay ka bhi ikhtiyar nahin hai!
ALLAH nay jo saza denay ko kaha hai..
woh hum aaam banday ko nahin kaha!!
Qazi(islamic court k judges) ko faisala suna-nay ka haq hai!
or SHAN...kisi ko saza denay walay hum ya app kaun hotay hein!!
app ka apna logic
hamara apna!
app ki baat man-na hum zarori nahin samjhtay!
app nay sahi kaha ho ga
apnay hasaab say
hum nay jo kaha apnay hasab say!
hum itna jantay hein k ALLAH ki zaat hai faisla karnay wali...woh kisi ko saza day tou theek na day tab bhi theek!
hum na saza day saktay hein or na he jaza!
kash_beauty said:anonymous
hum yahan kisi ko apnay concepts ki explanation dena zarori nahin samjhtay!!
ALLAH ko hum nay jawab dena hai!!...kisi or nay nahin!
hum iss kabil nahin hein k kisi ko maafi ya saza ka faisla suanyein!
kash_beauty said:akal hamari tou thikanay hai
likin.....kisi or ki ho ya na ho..os say hamay koi lena dena nahin
shor karna paglon ka kaam hai!!!!
hum kia kartay hein or kia nahin...keh chukay hein kisi ko batana zarori nahin samjhtay!
ji...kaha tha! k maaf kar dena chahiye!
or hum nay apna faisala apnay tak rakha hai!
kisi or per lago hona zarori nahin!
kisi ko app nay katl karna hai ya aag mein dalna hai..dalien
hum wohi karein gay jo kaha hai!!
hum iss kabil nahin...likin maaf kar dena behter hai!
kash_beauty said:SHAN..hamari jaga koi or hota na tou app ko bata deta k kaun kis kabil hai
per woh kia hai na..hum bachon ki baat ka bura nahin manatay!
ZEESHANAHMED said:aap nay apni post delete kyun kar di kashi?
Saher` said:the thing is to commit adultry be4 marriage is diffiently a sin but u dunno whoevea did dat wat goes rong wid dem whether it was a mistake or jst happened by dem
but here i agree wid kash we r no1 to punish dem agar sach mei unki hi galti hai tou saza denay wala khuda hai ham kaun hote hai saza denay waley ya kuch kehnay waly khuda jannay hum loog khud kitnay hii gunegaar hoo beshak hum ney aisa gunah na kia ho fir bhi kuch galteian hum say bhi hoi ho ge

kash_beauty said:koi fark nahin paray ga!!yahan laogon ko sachi baat kardwi lagti hai
jab loag ALLAH k kaam karnay ki koshish karnay lagein na tou un ka yehi haal hota hai!!
u r ryt!
hum khud itnay gunnah-gar hein
kisi or ko kis moun say saza dein..
ALLAH maaf karay hamay!
kash_beauty said:shan !!
app ko baat bardasht nahin hoti jab kaho tou !!
khud jo merzi boltein rahein
likin aglay banday ki baat bardasht karna app k bas ka kaam nahin hai!!!
kash_beauty said:hum nay post pardhi he nahin!!
app mein bardasht kitni hai woh hum pehlay din he dekh chukay thay!
or hum kia bardasht kar saktay hein or kia nahin!!
yeh na app k liye jan-na zarori hai or na hamara batana
ZEESHANAHMED said:
Saher` said:the thing is to commit adultry be4 marriage is diffiently a sin but u dunno whoevea did dat wat goes rong wid dem whether it was a mistake or jst happened by dem
but here i agree wid kash we r no1 to punish dem agar sach mei unki hi galti hai tou saza denay wala khuda hai ham kaun hote hai saza denay waley ya kuch kehnay waly khuda jannay hum loog khud kitnay hii gunegaar hoo beshak hum ney aisa gunah na kia ho fir bhi kuch galteian hum say bhi hoi ho ge
acha tu kia saza denay kay liye ab koi nya Nabi bulain?? Allah nay hi tu saza batai hai har sin ki kia wo yahaan khud aa kar de ga?? ya phir kia Islam is dunya say khatam ho gya hai jo saza nahi di ja sakti?? ya phir aap ko apna mazhab chahiye hi nahi??
aur agar koi murder kar de aap ka relative ka tu phir saza dilwanay kay peechay bhagtay hain?
Saher` said:
ZEESHANAHMED said:zeeshan ahmed saab g app kiss naye nabi ki baat kar rahen hain if u know dat our last prophet was PBHU(SAW)there will be on1else n Allah jab saza dey ga tou believe me app ko pata bhi nahi chalay ga waisay meray khayal mei app ko pata hii ho ga k akhir aik din muqarar hi hai ima talking abt day of judgement jis din har aik ka hisab hona hai
aur jo app islam ki baat kar rahey uss mein maaf kar denay aur dar guzar kar denay ka bhi kaha giya hai
n abt murder dats different thing......u shud know dat things differ from topic to topic so u bettea stick to topic
That is what i am saying, when there is no prophet to come then who will give punishments to sinners? Of course it is the responsibilty of the society to do this to stop increasing these sins.
And about this sin, let us see what Allah says:
"The woman and the man guilty of adultery or fornication,- flog each of them with a hundred stripes: Let not compassion move you in their case, in a matter prescribed by God, if ye believe in God and the Last Day: and let a party of the Believers witness their punishment". (Surah 24 Verse 2)
Read carefully "Let not compassion move you in their case, in a matter prescribed by God". When it is evident that this sin has been comitted by them, Allah does not give us any right to be copassionate to them. It is necessary so that the society does not get polluted with these sins.
Try to understand it dear friends