Logo

Hazrat Adam ke Paon ka nishan

sone days ago i talked to a medical student. and he was goint to convince me, that in sri lanka there is Hazrat Adam(as) ke Paon (pair= foot) ka nishan hai jo buhat barra hai. koi filmi actress aik film me uss paon ke nishan me acting ke dauran baithi thi and such more things.

what is the reallity? Hazrat adam (as) bhi kya nau zu billah koi ghair insani insan the?

i must confess, he was damn sure, that this foot-expression does exist and i was about to laugh about these stories.

Hazrat (as) Adam sri lanka me kya kar rahe the?

do u know something about these "Reallities"?

Posted on 5/30/2005 3:14:26 PM

djeedja lotta:

hmm sorry bro sorry

jis thran ki yah sotry ap na suni hai aur ap itna hans raha hoo ho same Ahmdiyat bhi yooon he hai but ap na uss ko serious liya hua hai bro belive me i kno k ap meri sub baaton say deny karoo gayy but app sub say baray kufar karnay walay hoo plz mai app pa koi attack naheen kar raha

Allah nay Aqal dee hai socho yaar sub sumaj aa jaya gaa
k sach kiya hai aur jhooot kiya hai

aur ahmdiyat bhi qamiyat ki nishanion mai say ek sub sa bari Nishani hai

so bro khuch hosh k nails lo

be happy

holla bq

Posted on 5/30/2005 3:42:40 PM

@black&white

yaar kabhi koi kaam ki baat bhi kiya karo, khali ghussa na kiya karo, kabhi koi daleel do, kabhi koi hawala bhi do.

and u are damn right, if u say ke ahmadiyyat qayamat ki nishaniyoN me se aik barri nishani hai. really u r right. iss tarah ke massih maud ne qayamat ke waqt ke aas paas hi ana hai, so we believe ke aa chuke hain and thats why there ist ahmadiyya muslim jamaat.

and to all other is there nothing to say. cool down, yaar. jo sawal poocha hai uss ka jawab do agar dena hai

Posted on 5/30/2005 9:53:17 PM

ahaan u;r point is?

Posted on 5/31/2005 3:46:54 AM

it was aquestion.

what do u believe about this paoN ka nishan? and why? any hadith? something else? any islamic proove? or just wehmi baat?

Posted on 6/1/2005 12:40:38 AM

shahrukh khan

so you believe? any islamic prooves? koi hadis, koi ayet, or just
credo, quod absurdum?

Posted on 6/1/2005 10:16:33 PM

djeedja lotta:
@black&white

yaar kabhi koi kaam ki baat bhi kiya karo, khali ghussa na kiya karo, kabhi koi daleel do, kabhi koi hawala bhi do.

and u are damn right, if u say ke ahmadiyyat qayamat ki nishaniyoN me se aik barri nishani hai. really u r right. iss tarah ke massih maud ne qayamat ke waqt ke aas paas hi ana hai, so we believe ke aa chuke hain and thats why there ist ahmadiyya muslim jamaat.

and to all other is there nothing to say. cool down, yaar. jo sawal poocha hai uss ka jawab do agar dena hai

hmm again looota sahib kool down

daleel i think kafi mil chuki hain app ko phely hee

bro mai sirf aqal ki baat kar raha hooon
zara khud aqal say socho tu dear bro sach khud he pata chal jaya ga plz dont mind again

plz uss fitnay k part mut banoo

"AllAH KI RUSI KO MAZBOTI SAY THAMY RAKHO AUR TAFRAQA MAI MAT PAROO"

looota bahi aub koi speLl ki mistake na nikal day na coz app ki daleel bhi spell ki mistake ki thran hoti hai K RUSI K SPELL TU "RASI" YOON HOTY HAIN

BE HAPPY

HOLLA

BASHAQ ALLAH HADIYAT DAY NA WALA HAI

BE HAPPY

Posted on 6/1/2005 11:49:27 PM

i think koi islamic prove nahi hai ...

Posted on 6/2/2005 4:53:56 PM

Quran main sirf utarnain ka ziker haii and jaga ka nahii bataya gia sirf itna kay un ko zameen per utara gia haii
rahii baat foot ki to i think wo kasii aur ka bi ho sukta haii ajj say phaly waly log kafi bary and lamby hoy thay,,
and baki Allah janta haii wo hii hum sub say acha jannain wala haii

Posted on 6/6/2005 10:13:14 AM

heart__hacker:
Quran main sirf utarnain ka ziker haii and jaga ka nahii bataya gia sirf itna kay un ko zameen per utara gia haii
rahii baat foot ki to i think wo kasii aur ka bi ho sukta haii ajj say phaly waly log kafi bary and lamby hoy thay,,
and baki Allah janta haii wo hii hum sub say acha jannain wala haii

hmmm heart_hacker
can u give a reference about this. quran me kahan aur kiss ke utarne ka zikar hai?
doosri baat, yeh aap ko kiss ne keh diya ke pehle walay log buhat barre aur lambe hote the? iss ka koi saboot?

Note about my opinion

Posted on 6/6/2005 4:08:06 PM

never heard abt it
jahan tak mera khyal Quran pak mei bhi kahin kuch nahi likha, na hi koi hadees wagera meri nazar si guzri (kya pata kahin kuch kaha gaya ho)

aur phir sri lanka

hmmm,,,,
aik aur baat,, purane zamane k log lambe hote the yeh baat suni me ne bhi hai par mujhe iss ka yakeen nahi hai,,,
dunya ki sabbbb se purani dead bodies bhi jo mili hein woh bhi normal size ki hein,, agar log thora thora kar k chota hona shuru hue to kuch to asaar hone chaiye the na
the funniest thing is,,, few ppl refer to "no gazza peer"
ab iss se agay hum kya kahein,, aisi baton pe hansna buri baat hai

Posted on 6/6/2005 10:38:23 PM

ham say raha nahin gaya and ham bi a gaey :D

hmm sach kiya hay and jhoot kiya yah to ALLAH kay siwa koi bi nahin jaanta

but jahan tak paon kay nishan ki baat hay to ham nay bi is kay barey main suna
and parha hay

http://www.yanabi.com/activeweb.cfm?a_id=692

yah aik link hay jahan pics bi hain,,,

and har baat ka saboot HONA yah bi koi zarori nahin hota, mojza bi kisi cheez ka name hay akhir

ALLAH ham ko nazar nahin atay but ham un ko maantay hain to yah MAN.NAY and YAQEEN KARNAY ki baat hay..

baki ham nay is baray main pata lagwanay ki koshish ki hay but
abhi ham zara busy hain jab wapis aen gaey phir to gonna post more info about it

jahan tak insanon kay puranay zamanay main barha honay ki baat hay to
yah ham nay bi suna hay..
yaqeen say kuch kaha nahin ja sakta but
PAK main aik mizaar hay A-K main
wahan un bazurg ki QABAR-mubarak bohaaaat barhi hay...

well haqeekat jo bi ho, aisi baton par as Sall said kay hasna nahin chahiyay, coz kiya pata yah SACH hi ho

Hazrat (as) Adam sri lanka me kya kar rahe the?

pahli baat yah sawal is tarha pochna hi ghalat hay

and SRI lanka duniya ka hi hissa hay na,ya kay nahin?

to Sri lanka main utaray gaey hon ya kahin aur HAY TO ZAMEEN PAR hi na, to is main itni hairani wali kon si baat hay?

okay gtg now...

ALLAH sab ko seedhay rastay par chalnay ki tofeek ata farmain, AMEN!

ALLAH HAFIZ!

Balich

Posted on 6/7/2005 6:15:25 PM

Djeedja main koyii baat saboot ya kasii say poochy bagir nahii kerta....mind it (gussay main nahii kaha)
read 1st supara...and read Quran with translataion u know it kahan hai..
and rahii baat bary and lamby kii to i think jo main nain suna wo bataya...

Djeedja Shareef:
heart__hacker:
Quran main sirf utarnain ka ziker haii and jaga ka nahii bataya gia sirf itna kay un ko zameen per utara gia haii
rahii baat foot ki to i think wo kasii aur ka bi ho sukta haii ajj say phaly waly log kafi bary and lamby hoy thay,,
and baki Allah janta haii wo hii hum sub say acha jannain wala haii

hmmm heart_hacker
can u give a reference about this. quran me kahan aur kiss ke utarne ka zikar hai?
doosri baat, yeh aap ko kiss ne keh diya ke pehle walay log buhat barre aur lambe hote the? iss ka koi saboot?

Note about my opinion

Posted on 6/7/2005 10:04:00 PM

damnnn,,,,, me ulluuu dufferrrr,,
areyy its a well known place aur mujhe pata hi nahi tha,, i searched on net aur kafi kuch hai iss k bare mei,,
mujhe yeh sab se intereseting lage
http://sripada.org/palihapitiya.htm
http://www.geocities.com/islamimiracles4/adams_peak.htm

i dont have a single idea k iss ki hakeekat kya hai

baliiccchhhhhh,,
tappoo ho gai,, hehehhee
hey waise woh bare waale peer sahab ka mazaar pak k bohot se shehron mei hai,, asli kaun sa hai koi pata nahi
par kabar k size ka height se koi taluk nahi hai,, yeh to simple si maane wali baat hai, prove ki bhi zaroorat nahi,,

Posted on 6/7/2005 10:55:22 PM

ufff ab aap logoN ne itne scientific saboot de diye hain ke abhi tak hansi nahi ruk rahi.

koi kehta hai mujza hai, koi kehta hai, kuch utarnay ka zikar hai, koi kehta hai ke aqal se kaam lo. wah wah, ab to waqi kuch kehne ko nahi reh jata.

references bhi mile to woh ke "khaddi da gawah daddu". hahaha

aik baat poochi thi bass. ab pata chall gya ke level kya hai.

@heart_hacker
yaar aap woh kuch utarne ki baat kar rahe the. mujhe nahi mila yaar. aap hi kuch karo ab. likh do idher, just copy and paste. dil ko sakoon mill jayega. wassalam

Note about my this opinion

Posted on 6/8/2005 5:03:25 PM

kya naaa DL
aise answers k baad aap mei aur doosron mei kya fark reh jae ga,,
sab ne apne point of view diya
ab kuch aap bhi kaho,,,
(hansne ki bajae )

i donno if anyone checked these links,,,
inn mei se kahin se bhi pata nahi chalta k yeh hazrat Adam k pau ka nishan hai,,, hindus ka apna akeeda hai aur budhists ka apna

btw,, yeh baat start kahan se hui k yeh Hazrat Adam ka footprint hai ??

Posted on 6/9/2005 11:20:54 PM

lol Chall ham tappay to nahin sachi
and jin peer ta aap zikar kar rahi hain un kay baray main ham nay
kabhi suna hi nahin sachi

Dl ji.. ham nay wohi kaha na jo PATA hay,and yah bi kaha hay na kay SACH to ALLAH hi jantay hain..

Dont know Chall,, ab info nahin hay ziada is baray main to kuch kaha nahin ja sakta na

Posted on 6/10/2005 12:23:00 AM

ji bilkul baja farmaya aap ne, Sach to siraf Allah hi jaanta hai, magar Allah ne kya mana farmaya hai ke insan hokar sach na jaaneN hamm?

chalo budhist, and hindu religion me to har aik barre ya chotte se pathar ko khuda bana kar uss ki izzat karne ki tradition hai, magar islam me inn cheezon ki kahaN ijazat hai? aik to qadam ka nishan, woh bhi ghair-insani, phir woh bhi hazrat aadam (as) ke naam laga diya bina tehqeeq aur bina aqal ke, phir agar koi "sanjeeda" insan mere jaisa hanse to uss ko nasseehat.

bass itni si kehni thi.

Note about my this opinion

Posted on 6/10/2005 11:32:03 PM

u the same djlota dude?

Posted on 6/11/2005 2:38:19 AM

hum ne aik topic start to kiya hai balich
just to discover wots hidden behind these mazaars

yeh bazu,, yeh lotta hi hai jo ab shareef ho gaya hai,, omg,, mujhe nawaz shareef yaad aa gaya

ufffff DL (hum aap ko DL hi kahein ge,, coz DS to pehle se hein jb pe)
yeh baat to samajh aati hai khud se hi
iss se agay bhi barho,,,
i asked yeh baat start kiss ne ki that its Hazrat Adam's foorprint ??

Posted on 6/11/2005 1:57:17 PM

kia pata yeh baat true ho
oos zamanay mai to dunia baraber thi yeh to bas har aik jaga ka naam baad mai logoo nai rakha hai
aur hazrat abraham (pbuh) kay foot prints bhi to saudia arabia mai hai kisy ko pata to nahi tha kai oos jaga ka naam kia rakha jai ga and by the saudia arabia ka name pehley khuch aur tha

djeedja lotta:
sone days ago i talked to a medical student. and he was goint to convince me, that in sri lanka there is Hazrat Adam(as) ke Paon (pair= foot) ka nishan hai jo buhat barra hai. koi filmi actress aik film me uss paon ke nishan me acting ke dauran baithi thi and such more things.

what is the reallity? Hazrat adam (as) bhi kya nau zu billah koi ghair insani insan the?

i must confess, he was damn sure, that this foot-expression does exist and i was about to laugh about these stories.

Hazrat (as) Adam sri lanka me kya kar rahe the?

do u know something about these "Reallities"?

Posted on 6/15/2005 12:13:43 AM

read QURAN PARA ONE
START READ FROM 35 TO 36
app ko jawab mil jay ga

Posted on 6/15/2005 11:18:34 AM

@irsa

aap buhat achi baateN karti haiN. kaisay kar leti haiN?

@heart hacker

yaar maiN ne parrh liya. balkeh do chaar ayat pehle aur do chaar baad me bhi parrh li. kuch utarna ka zikar nahi mila. yaar tum idher quote kar do na.

Posted on 6/16/2005 6:10:43 PM

it's just a reflection to the god just i like to talk about old true and muslim stories

Djeedja Shareef:
@irsa

aap buhat achi baateN karti haiN. kaisay kar leti haiN?

@heart hacker

yaar maiN ne parrh liya. balkeh do chaar ayat pehle aur do chaar baad me bhi parrh li. kuch utarna ka zikar nahi mila. yaar tum idher quote kar do na.

Posted on 6/16/2005 11:04:41 PM

28 to 36
(v breif story of) creation of world n hazrat Adam

par pau ka nishan ????

Posted on 6/17/2005 8:19:32 AM