Valuable Islamic Q & A

27764 views 194 replies
Reply to Topic
new_beau

Age: 123
Total Posts: 10168
Points: 0

Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Posted 20 Aug 2005

Ashii says
me ne abhi saare to nahi parhe
par thora thora kar k post karo plz
aise sab mix up ho jata hai

btw iss mei 2 answers se me mutafiq nahi hu

kuch questions parh k puchne waale ki akal pe herat hoti hai
Posted 06 Sep 2005

Badal says
Very informative Q & A's

However i differ on at leatst these 10 issues:

1- imaam kay peechay surah fatiha parhna (we should stay silent)
2- wali ki marzi kay baghair nikah (nikah marzi kay baghair bhi ho jata hai)
3- jabri tallak (tallak har haal main ho jati hai)
4- taweez (taweez use karnay main koi qabahat nahi agar us main ghair islami words nahi hain)
5- ikathi 3 tallak (ikathi 3 tallakain valid hoti hain)
6- "ya" nabi/rasool (bolna jaiz hai agar ye akeeda nahi hai kay wo khud directly sun rahay hain ya mojood hain)
7- Nabi ko Allah ka deedaar (he did see Allah on Mairaj)
8- namaz main rafa yadain (rafa yadain nahi karna chahiye)
9- traveeh 8 rakat (traveeh 20 rakat hai aur sunnat say sabit hai)
10- mayyiat ko sawab puhanchana (mayyiat ko tilawat e quran aur sadaka ka sawab puhanchta hai)

in sab issues par ikhtilaf hua hai. aik group kay belief ko dosray kay args sunay baghar durust tasleem kar lena na insaafi hogi. i will very briefly discuss just first issue.

Surah Fatiha Behind Imaam:

1- Rasulullah (sallallahu alaihi wasallam) is reported to have said: "When you begin your congregational prayers, straighten your rows. Thereafter when the Imaam says the takbeer (i.e. when he says Allahu Akbar aloud) you must also say the takbeer. When he begins the recital of the Qur’an, you must remain silent. And when he recites walad daul leen then you should say Aameen". By performing your salaah in this manner Allah Ta’ala will love you." [Muslim; ch. on tashahhud]

2- It is reported from Hazrat Ataa Ibn Yasaar (radhiallahu anhu) that he questioned Hazrat Zaid Ibn Thaabit (radhiallahu anhu) concerning reciting Qira’at with the Imaam. Hazrat Zaid (radhiallahu anhu) answered: "There is no recitation of the Glorious Qur’an in any salaah behind the Imaam". [Sahih Muslim, chapter on Sujood-ut-Tilaawah, Hadith 577]

3- Hazrat Abdullah Ibn Umar (radhiallahu anhu) used to repeatedly say: "Whoever performs salaah behind the Imaam, the Imaam’s qiraat suffices for him". (Sunan Baihaqi; chapter on not reciting qiraat behind the Imaam — Imaam Baihaqi (R.A.) has stated that this Hadith is Sahih.)

4- Hazrat Abdullah Ibn Umar (radhiallahu anhu) was asked: "Must the muqtadi recite behind the Imam?" He replied that the qiraat of the Imaam is sufficient for the muqtadi. But if he performs salaah individually, then he must recite qiraat. It was the practice of Hazrat Abdullah Ibn Umar (radhiallahu anhu) also that he would not recite surah fatiha behind the Imam. (In Aathaarus Sunan (Vol. 1 pg.89) this Hadith has been classified as sahih).

5- Hazrat Jaabir (radhiallahu anhu) narrates that the one who does not recite sura fatiha even in one rakaat, his salaah is not valid. However, if he is behind an Imam he must not recite surah fatiha. (This Hadith has been classified as hasan — Tirmizi). It is on the basis of this Hadith that Imaam Tirmidhi (R.A.) has narrated from Imam Ahmad bin Hanbal (R.A.) [who was the teacher of the ustaad of Imaam Bukhari (R.A.)] that the narration "Whoever does not recite surah fatiha his salaah is not complete" refers to one who performs his salaah alone. It does not include the muqtadi (Jami’ Tirmidhi, ibid). In the above Hadith it is very clearly mentioned that the muqtadi must not recite sura fatiha.

Posted 07 Sep 2005

Ashii says
agree to Z for
2, 5, and 9
baki ka pata nahi

8 : rafa yadei kya hota hai ??????

10 : mayyat ko sawab pohonchta hai iss pe shak nahi but its sounds strange,, kya koi bura shaks k gunah sirf iss liye kam ho jate hein kyun k uss k marne k baad log uss k liye Quran pak parhein ??
wot if kissi k liye yeh sab karne wala na ho ???
jo cheez me ne notice ki,,, jiss k paas zyada paise hein woh utne hi zyada khatam/kherat karwata hai
to iss ka matlab yeh hua k..............................

jabri talak kya hoti hai ???
Posted 07 Sep 2005

Badal says
SALL said:

8 : rafa yadei kya hota hai ?????

"Rafa' Yadain" means dono hathoon ko buland karna. aur ye kehtay hain Namaz main takbeer kehtay huay hath kanoon tak uthanay ko. pehli takbeer par tu sabhi hath uthatay hain magar ruku main jatay aur uthtay huay bhi kuch log hath uthatay hain. Imaam e Azam abu Hanifa kay nazdeek rafa yadain na karna afzal bulkay zaroori hai, aur Imaam Shafi kay nazdeed karna afzal hai.

SALL said:

10 : mayyat ko sawab pohonchta hai iss pe shak nahi but its sounds strange,, kya koi bura shaks k gunah sirf iss liye kam ho jate hein kyun k uss k marne k baad log uss k liye Quran pak parhein ??
wot if kissi k liye yeh sab karne wala na ho ??

why not? kia ye itself uski aik khoobi nahi kay wo apnay peechay aisay log chor kar gya hai jo us kay darajaat ki bulandi kay liye sadqa o khairaat kartay hain? aur agar banda itna hi gunahgaar hai kay us kay apna bhi us say door bhagtay hoon tu zahir phir kon aisa karay ga.
agar kisi kay liye yeh sab karnay wala koi na ho tu phir ya tu ye uski kamzoori hai, ya phir uski kismat.

SALL said:

jo cheez me ne notice ki,,, jiss k paas zyada paise hein woh utne hi zyada khatam/kherat karwata hai
to iss ka matlab yeh hua k..............................

i agree, aajkal log sirf shuhrat kay liye ya riwaaj samajh kar society main apni naak oonchi rakhnay kay ziada khatam/kherat etc kartay hain jin main dikhawa ziada hota hai aur nyyat kam.

aur sadqa/kherat kay liye koi din makhsoos nahi like teesra, daswaan, chaliswaan, barsi etc. ye tu kisi bhi wakt kiya ja sakta hai.

SALL said:

jabri talak kya hoti hai ???

jabri tallak means divorce by force, for example agar kisi larki kay parents usay tallak lenay par majboor karain.

There is a Sahih Hadith about it, i dont remember the refference, the words are "teen afa'al har haal main waqa' ho jatay hain, Nikah, Tallak, aur Itaaq"

Here Itaaq means ghulaam ko azaad karna. and we believe kay tallak agar halat-e-nazaa main bhi di jaye tu waka' ho jati hai. similarly wo nikah jo wali ki marzi kay baghair kar liye jaye.
Posted 07 Sep 2005

new_beau says
Al Hamdulillah...SALL and specially BADAL...I am really happy...That you both did read the complete topic and gave cooments...This Topic is Succesful Al Hamdulillha...I am also very much Happy with the Comments of badel...He gave proper References...Jazakallah Bil Khair....

Regarding Difference in Opinion...I am also a student..I just found these pages informative so I shared with you all...

We can Share more...Thanks for your Support and Correction...
Posted 07 Sep 2005

sara_kh says
I dont agree with the #2 k nikah marzi k baghair bhi ho jata hai
if i remember it correct (please correct me if im wrong)
k once a woman came to Prophet P.B.U.H and said that are nikah was not with her conscent and the Prophet SAWS said that her marriage is to be dissolved...

please correct me if im wrong anywhere bcoz what i wrote is to the best of my knowledge
Posted 17 Sep 2005

new_beau says
Dear Sara...I am not sure about your question. I would like to request other members to pls answer Sara'a Question. We'll be thankful toyou...
Posted 18 Sep 2005

new_beau says
Posted 20 Sep 2005

new_beau says
More are Coming Soon Inshallah
Posted 07 Oct 2005

Doctor Sam says
Nice effort Rizwan, i appreciate this,

Jazak Allah...

Posted 07 Oct 2005

new_beau says
Thanks Doc Sam
Posted 07 Oct 2005

new_beau says
More Coming Soon Inshallah.
Posted 29 Oct 2005

shahani says
new_beau said:

ILM E GAIB NABI PAK KA YAY AAP KO KIS N KAHA K NABI PAK KHUD SE JANTE THAY NAHI MERE NABI PAK KO ALLAH NAY HI ATA KIA ILM AB KITNA DIA YAY AIK ALAG SAWAL HAY IS KA JAWAB B MEIN QURAN SE DOONGA INSHA ALLAH
LEKIN PEHLE MUJHAY KOEE YAY BATAE K DUNIA KA SABH SA BARA GAIB KIA HAY??
BARAE MEHARBANI JAWAB DENE SE PEHLE SOCH LEJEGA...

MERE NABI PAK KO ALLAH N HAR CHEEZ KA ILM DIA IS KA JAWAB MEIN AAP K JAWAB K BAAD DOONGA
Posted 01 Nov 2005

new_beau says
waiting for some valuable info from your side ...Welcome here.   
Posted 06 Nov 2005

new_beau says
Posted 08 Nov 2005

new_beau says
Posted 08 Nov 2005

aikalone says
Milaade Nabee Manana Shirk hay

Ghalat bilkul ghalat.

I performed Umrah Last Year. I saw that On Monday The arab fasting and ask me to iftar with them in Masjidul Haram. I asked them that I am not fasting as that was not Ramazan. They said today is the day when Peace Be Upon Him Was born and citizen of Makkah fasting on Every Monday.

Aaik Hadees Shareef bhee hay kay. Hazoor Peace be upon him kay chacha Abu Lahab ko marne kay baad kisi ne khuwab main dekha to pucha kay kiya howa marne kay baad tumhare sath to us ne kahan kay sakht azaab hay likin Barooz Monday maree two fingers se pani ya koee or liquid nikalta hay jo farhat bakhsh hota hay main wo fingers suck karta hoon. Ye wohee 2 fingers hain kay jab Abu Lahab kay Kaneez Hazam Suweba ne abu lahab ko Hazoor Peace Be Upon Him ki birth kay news sunayee thee to abu lahab ne apni 2 fingers se ishara karkay us ka aazaad kar diya tha.

Jab aik Kafir par se Hazoor ke birthday wale din aazam kam ho jata hay to jam to phir bhee muslims hain.

I am not agree with this.

Jo loog mana karte hain wo bhee wo Independence Day, Iqbal Day, Quid-e-Azam Day, Pakistan Day, even apne apne madrasoon kay Jashne Tasees (jis din wo madrasah bana tha) manata hain to phir Peace be upon him ka Meelad Manane se kiyoon rooktey hain.

Or agar aap bidaaet kehtey hain to phir Masajid main AC lagana, Tiles lagana, Fans lagana, Loud speaker lagana, ye sab bhee to bidaat hoyee in ko kiyoon mana nahi kiya jata. Jalsoo main loud spaker ka use ye pehlay to kabhee nahee tha.

Nabee ka Milad manana bare bare Oliya Allah se sabit hay. Jis main Hazart Shah Wali-u-Allah, Hazrt Shah Abdul Haq Muhadise Dehalve bhee shamail hain.

Khuda keliye kiyoon loogoo ko gumaree kee taraf le jara hay hain.
Posted 09 Nov 2005

aikalone says

Posted 09 Nov 2005

aikalone says

Posted 09 Nov 2005

new_beau says
aikalone said:

Dear Aik Alone

Thanks for sharing your Views.

This Topic is to Share Information and Comments are also welcome.

The Major Purpose is to Deliver the Words.

Believe or Not Believe AND agree or not to agree is something else.

In some points you are not agree.

In Some Points IAM TOTALLY NOT agree with you.

I made some Points in from your Article Also. But Then I thought Wer are not here to Compete.

Also It can Discourage you in posting Here.

So MOST WELCOME AND THANKS for posting Your Articles.

ALLAH SUBHANAHU TA'ALLAH hum sub ko Hidyata naseeb fermaye aur Hum sub ko aisa bana day keh Hum ussay Pasand Aajyenn.. AAMEEN
Posted 09 Nov 2005

Badal says
sara_kh said:

I dont agree with the #2 k nikah marzi k baghair bhi ho jata hai
if i remember it correct (please correct me if im wrong)
k once a woman came to Prophet P.B.U.H and said that are nikah was not with her conscent and the Prophet SAWS said that her marriage is to be dissolved...

please correct me if im wrong anywhere bcoz what i wrote is to the best of my knowledge

I said "wali (guardian) ki marzi kay baghair", it was not "apni marzi kay baghair", meaning guardian ki marzi kay baghair nikah valid hota hai.

Aur agar khud iqrar kar liya whether willingly or unwillingly tu bhi nikah valid hoga. agar inkar kar day tu obviously valid nahi hoga. Sayyiduna Abu Hurayra (Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) said: "There are three things which, whether taken seriously or in jest, are treated as serious (and the effect of them occur in all circumstances): Marriage (nikah), divorce (tallaq) and taking one’s wife back (raj’a)." (Sunan Abu Dawud, Sunan Tirmidhi, Sunan Ibn Majah). Nikah by force, or while intoxicated comes under the ruling for jest, where one has free will of speech as opposed to sleep and insanity where one has not a free will of speech.

And the hadith you mentioned, though you didnt give any refference, it means after nikah she told the Prophet that nikah wasnt with her consent (it might be by force) so the Prophet dissolved the nikah which is called Khula, he didnt say that nikah was void or so but dissolved it (as you mentioed). Women have right of Khula as men can give Tallaq.
Posted 10 Nov 2005

new_beau says

Posted 11 Nov 2005

new_beau says
Posted 14 Nov 2005

new_beau says
Posted 14 Nov 2005

new_beau says
Posted 14 Nov 2005

~Fragi~ says
mashallah NIce Work done . thz for sharing NB
Posted 20 Nov 2005

shahani says
NABI PAK KA MEELAD MANANE SE ROKNE WALA NABI KA UMMATI NAHI HO SAKTA Q NK KON HAY JIS KO APNE NABI K JANM DIN SE PIAR NAHI AUR US DIN KO KON HAY JO BARE EID NAHI KAHTA EID MEELAD U NABI SAL ALLAH ALEH WA ALEH WASALAM SABH N MANAYA SABH MUSALMAANO NE
HAAAN SHAITAN KO NABI PAK K JANM DIN PAR RONA AAYA AUR WO HI US DIN APNA KHARB MOONH KAR K RONE LAGA THA AAJ KAL B ESE HEIN JO NABI PAK K JANM DIN KO MANANE SE ROKTE HEIN
LEKIN RAHEGA UOONHE UN KA CHARCHA KHAK HOJAENGE JAL JANE WALE.
Posted 20 Nov 2005

new_beau says
~Fragi~ said:

mashallah NIce Work done . thz for sharing NB

Thanks for Appreciation Fragi
Posted 20 Nov 2005

new_beau says
shahani said:

Allah Hum ko Sahi Raah dikhaye Aameen...Allah Hamaray Dilonn mainn Truth Daalay Aameen
Posted 20 Nov 2005

~Fragi~ says
new_beau said:

~Fragi~ said:

mashallah NIce Work done . thz for sharing NB

Thanks for Appreciation Fragi

u r welkum n post more for info
Posted 20 Nov 2005

Reply to Topic