~dipsominiac~
Age: 123
7094 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ya kiya zarorat hai... kal tu khud dastak dainay k liyay khari hai us k darwzay pay par woh inkaar kar raha hai... us ko chahiyay k ami ki baat maan lay
~dipsominiac~
Age: 123
7094 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
but koi ager mera saath dey tu mein aaj hee kal ko ley ayoon
woh bhi yahi kahta hai us say....
"main nay us say kaha k agar tum stand lay lo gi tu sab maan jain gay coz mari ami tu shoro say yahi chahti theen tu tum mara sath do main sab ko mana loon ga"
~dipsominiac~
Age: 123
7094 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yahi tu samjhana chah rahi hon usay... k maan lo ami ki baat... anay wala kal aur haseen ho jaay ga coz aik aaisa insaan zindagi main shamil ho jaay ga jis ki dua mangi hai us nay.... jis ki care ko woh miss karta hai.... jis kay pyar ko woh miss karta hai... jis ki batoon ko har lamhay ko har feeling ko woh miss karta hai
~dipsominiac~
Age: 123
7094 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kabhi kabhi aaisia lagta hai k woh ya nahin chah raha ho.... usay aaisa lagta hai but main janti hoon usay... kal aaisay hi hansi aa gayee usay us ki batain yaad kartay aur aaisay hi dukh say us nay pocha "loog kyon change ho jatay hain"
~dipsominiac~
Age: 123
7094 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
humara buhat bara hai... isi liyay tu apni sab say pyari cheez kisi aur ko day rahay hain ab Allah karay woh us ki hifazat karay... lolzz main tu bhool gayee mujh say zada achi care kar laiti hai woh tu