Teen Tracker said:bhai tumhare akal hay diesel jo leak kar rahee hay
SanaSana said:i hope ke uun chand logo main mera shumaar nahi hota..queen
i wan2 be a mod of Jbistan :P:)(again)
subha said:kuch logon ko add and kuch ko remove ker don
Doctor Sam said:meri wish...
jb k hawalay se...
Koi khaas nahi,
buss ye k log aik doosray ki respect karain. Taunt na kiya karain..
aor buss sab khush rahain....
nikama said:hamari akal bhi diesel hi he,aag laga deti he aag
nikama said:i wish k daily ziada se ziada log on line huwa karain.there r hardly 100 or so ppl,running the forum.
~Fragi~ said:
rapunzel said:i want 2 be a moderator wo bhi senior
hazooroon khawhishein aiseeeeeee
Doctor Sam said:
rapunzel said:
Doctor Sam said:haan jee.. ye hui na achi baat... kisi k kaam to aani chahiye na aqal...
meri tarf se sari aqal DOC ko de do
aaaw..
hum ne to aap k bhalay k liye e kaha tha...
k aqal us ko milay jis ko zaroorat hey, aakhir itni qeemti cheez hey..
Hum kion lain... Humaray pass pehle e hey,,
rapunzel said:
~Fragi~ said:
rapunzel said:i want 2 be a moderator wo bhi senior
hazooroon khawhishein aiseeeeeee
kyun
~Fragi~ said:
rapunzel said:
~Fragi~ said:
rapunzel said:i want 2 be a moderator wo bhi senior
hazooroon khawhishein aiseeeeeee
kyun
marzi hamari .. khair not a bad wish
Doctor Sam said:naam bhi nikamma
aqal bhi nikammi...
Nikamma... Naam hi kaafi hey...
nikama said:nazar a raha he sab ko k aag kis ko lagi he
~Fragi~ said:
SALL said:jab me online hoti hu
tab aur sab bhi hua karein
pehlay sab ko sms kar diya karien
nikama said:haan kabhi na kabhi kya pata apunzel mod ban hi jay phir meri khair nahin
rapunzel said:
~Fragi~ said:
SALL said:jab me online hoti hu
tab aur sab bhi hua karein
pehlay sab ko sms kar diya karien
paise fragi se le lena aap
nikama said:vo eidi nahin deta sms k paise kahan de ga
Teen Tracker said:Fire Brigade ko bulao
nikama said:vo eidi nahin deta sms k paise kahan de ga
rapunzel said:
Doctor Sam said:naam bhi nikamma
aqal bhi nikammi...
Nikamma... Naam hi kaafi hey...
nikamma
slogan acha hai DOC