Drugs ban 2yrs for Shoaib 1yr forAsif

4535 views 95 replies
Reply to Topic
wafakadard

Age: 124
Total Posts: 6204
Points: 0

Location:
United States, United States
Yeh kya chukar hai
cricinfo ki report



Shoaib and Asif banned for drugs use

Cricinfo staff

November 1, 2006


     
Shoaib Akhtar: his career is in ruins © Getty Images
Shoaib Akhtar has been banned from cricket for two years and Mohammad Asif for one, after being found guilty by the Pakistan Cricket Board of using the banned substance, nandrolone.

Both men tested positive in the build-up to the Champions Trophy, and were pulled out of Pakistan's squad on October 16, the day before their opening game. The ban could effectively end Shoaib's career, because he will be 33 by the time the ban is lifted.

The testing had been conducted internally by the PCB, and a three-man tribunal comprising barrister Shahid Hamid, the former captain Intikhab Alam and Waqar Ahmed, a medical expert, had conducted an inquiry.

Both men had been recovering from injuries in the weeks and months building up to their positive tests, with Shoaib suffering from knee and ankle problems and Asif fighting back from a shoulder problem that forced him to miss much of Pakistan's tour of England last summer.

Shoaib initially denied any misconduct, saying: "I have not knowingly taken any performance enhancing drugs and would never cheat my team-mates or opponents in this way." But earlier this week, both men declined the offer of a retest on their B samples, which implied that they did not question the results. Both men are, however, entitled to appeal against their ban.

"We gave a full chance to both the pacemen to fight their cases and after a thorough inquiry we feel they failed to prove their innocence," said Hamid, the chairman of the panel. "The process of doping was investigated carefully. We made sure the tests were conducted properly, samples reached the laboratory in Malaysia safely and there was no error in testing in the laboratory.

"Both the players were satisfied and accepted the tests and gave their point of view but after a thorough inquiry and bound by the Wada (World Anti-Doping Agency) and the International Cricket Council (ICC) we reached the decision."

Hamid explained why the two had received different sentences. "Akhtar contested the case saying that he has been on a high-protein diet which contained beef, chicken meat and other dietary supplements and he also said he took some herbal medicines from a Hakim (herbal expert) but he couldn't prove them."

Under the ICC's doping rules, a two-year ban is the minimum penalty for a first offence. However, the PCB said all along it will take its own decisions, since the tests were conducted internally. As a younger member of the squad, Asif, 24 next month, has been let off comparatively lightly, and can be expected to fight again for his place next year. For Shoaib, however, the final curtain could be falling on an eventful and controversial career. Both players do, however, have the right to appeal and, if they do, a separate tribunal will be conducted.

For Pakistan cricket as a whole, the verdict marks the end of an unpalatable three-month period, which began with the ball-tampering controversy at The Oval, which led to the first forfeiture in Test history and a four-ODI suspension for their captain, Inzamam-ul-Haq.

Younis Khan, Inzamam's stand-in, then resigned on the eve of the Champions Trophy, claiming he did not wish to be a "dummy" captain, only to be reinstated following the resignation of the PCB's exasperated chairman, Shahrayar Khan.

© Cricinfo
Posted 01 Nov 2006

sun_shine says
i think faisla honay main hi aik saal guzar jayega kyunki process kafi slow chal raha hain.
Posted 16 Nov 2006

mmja says
nahin je itna bhi dish na karo jalid hi ho jayega do hi played pasend thay pak kiteam main un main say bhi aik shoiby chela geyia to phir kyia maza match daykhnay ka
Posted 17 Nov 2006

sun_shine says
aapko pasand hain shoiab Akhter.
Posted 17 Nov 2006

mmja says
han je boht zeyiada is bat pay aksar bhai say phada bhi ho jata hai kyionkay usay shoiby itna nahin pasend lakin hamayn to boht pasend hai aik shoib or dosra m.yousif lagta hai apko nahin pasend hai
Posted 19 Nov 2006

sun_shine says
yaa aapko kaisay pata chala jee?
Posted 20 Nov 2006

mmja says
apkay reply daykh kay indaza ho raha hai kay ap shoiby kay against ho shayed uski achi harkaton ki wajah say
Posted 21 Nov 2006

sun_shine says
yaa mujhay achay nahi lagtay.
laikin main ek baat kehti hoon kay aksar aankhon dekha bhi such nahi hota.aur jaha tak baat hain unki harkaton ki to shayad woh sirf ilzaam ho ya shayad sach ho.
per thodi buhat burai to har insaan main hoti hain.
Posted 21 Nov 2006

wafakadard says
Aj Pakistani team ko pata cahala hoo gha

keh ASIF & AKHTER ke alwaaaa team chal nhi sakti ;)


Lara 196*
Posted 21 Nov 2006

mmja says
sun_shine said:

yaa mujhay achay nahi lagtay.
laikin main ek baat kehti hoon kay aksar aankhon dekha bhi such nahi hota.aur jaha tak baat hain unki harkaton ki to shayad woh sirf ilzaam ho ya shayad sach ho.
per thodi buhat burai to har insaan main hoti hain.


yehi to main kehta hon ager us main boryian hai to apni jagha lakin team main woh cricket khaylnay kay liay hai or jitne woh bechara fight karta hai mainay pak main boht kum players ko utni fight kartay daykha hai bilkul ded pitches pay bechara itna zor lagata hai kaye dafa woh fit bhi nahin hota lakin phir bhi pak kay liay pori jan marta hai ager usko na pasend karna hai to is wajahs ay karo kay woh acha player nahin hai na kay siliay kay us main koi or boraye hai
Posted 22 Nov 2006

sun_shine says
sorry mainay aisa nahi kaha kay un main burai hain isliye mujhay achay nahi lagtay.balkay choice ki baat hain.aapko koi pasand hota hain aur koi pasand nahi hota.yeh to matter of choice hain jee.
Posted 22 Nov 2006

mmja says
aray sory kar kay hamayn parayia na karayn
je ap sahi keh rahi hain bus kyia karon shoiby kay case main thora jazbati hon isi wajah say aksar walid sahib or bhai say bhi phada ho jata hai
wesay apko konsay players pasend hain pak main or world main
Posted 23 Nov 2006

sun_shine says
mujhay indian cricket team pasand hain aur baaki teams main se bhi kuch achay players hain.
aapko konsay players pasand hain shoaib akhter kay ilawa.
Posted 23 Nov 2006

mmja says
india pasend hai tabhi unki support kar rahi thi chori pakri gaye yaho
pak=m.yousif
srilanka=jaysoryia,vass,murli
englaind=kevin pietorson
newziland=shane bond
southafrica=boucher,pollock
Posted 24 Nov 2006

sun_shine says
yaa indian team ko main bachpan se dekhti aarahi hoon.
mujhay yaad hain woh pehla cricketrer jisay main janti thi woh"Ajay Jadeja"thay.
Mohd.yousuf aik achay cricketer aur kaafi achay insaan hain.
Posted 24 Nov 2006

mmja says
m.yousif ka koi mukabla nahin hai
india kay alawah us time koi or team nahin khaylti thi kyia
aje jadeja acha fighter tha or ab acha dancer bhi hai
Posted 27 Nov 2006

sun_shine says
us time saari teams hoti thi per main sirf indian team ko janti thi aur kuch aur players ko jaisay Imran khan,muralitharan etc.
Ajay Jadeja ko dance kartay huay maine nahi dekha.ek show main contestant thay per maine woh show nahi dekha.
kyun aapko indian team achi nahi lagti?
Posted 27 Nov 2006

mmja says
imran khan ko to zeyiada nahind aykha lakin recors kehtay hain unka koi mukabla nahin hai or murli to zabardast banda hai
india ki team mughay kuch khas pasend nahin hai kyionkay woh srif aik do bando pay khari hoti hai woh chal gaye to theek nahin to sari team dheer ho jati hai telent ki kami hai wahan khas kar fast bowling main
Posted 28 Nov 2006

sun_shine says
talent ki kami nahi Indian team main.unki luck thori si kharaab hain.
Posted 28 Nov 2006

wafakadard says
sun_shine said:

talent ki kami nahi Indian team main.unki luck thori si kharaab hain.




Luck sahe hai

garooor zeeada hai

also un ke fan's achay nhi hain

abhi dekhain na

INDIA match haar gayaa

Kaif's house attacked by protesters
yeh to bilkul pagloon wali bat hai na
ab cricketer beecharaa kaysay sakoon say khel paye ghaaaa

Posted 28 Nov 2006

mmja says
sun_shine said:

talent ki kami nahi Indian team main.unki luck thori si kharaab hain.


dono hi chezay hain tellent bhi thora kam hai ab ap unki fast bowling ki masal lay layn unho nay aj tak bhi world class bowler nahin produce kyia uskay bad kaye matches main little master nay jald bazi main sara mathc kharab kar deyia
Posted 29 Nov 2006

mmja says
wafakadard said:

sun_shine said:

talent ki kami nahi Indian team main.unki luck thori si kharaab hain.




Luck sahe hai

garooor zeeada hai

also un ke fan's achay nhi hain

abhi dekhain na

INDIA match haar gayaa

Kaif's house attacked by protesters
yeh to bilkul pagloon wali bat hai na
ab cricketer beecharaa kaysay sakoon say khel paye ghaaaa


yeh masla to pak main bhi hai wasim akram kay ghar pay kaye dafa logon nay pathir maray thay uskay bad imran khan jab kabhi zero pay out ho jata to usay bhi galyian nikalnay say baz nahin atay thay
Posted 29 Nov 2006

wafakadard says
right
usi liye to jeet nhi patay

aj kal pakistan jeet raha hai
pather nhi lag rahay

jab pather lagain gaaay is wakat HARNA soroooh hoo jay ghaa (kyon keh players ki tension zeeada hoo jay ghi)
Posted 29 Nov 2006

sun_shine says
yaa you may be right wafa jee.
per i think kay acha aur bura time period bhi hota hain.
shayad kahi kuch kami reh gaye ho per luck ka factor har jaga hota hain.
asians fans buhat emotional hotay hain.
wo khel kay maidan ko jang ka maidaan samajhtay hain.
yaha pakistan main bhi aisa hi hota hain.
agla match aaj hain Inshallah umeed hain.
Posted 29 Nov 2006

mmja says
pathar tab partay hain jab team harti hai jheetnay pay nahin partay yar aik bat or bhi hai ager team lar kay haray to dukh nahin hota lakin ager fight show na karay to dil dukhta hai hum to welay loog hain kheer hai par loog becharay itna kam chor kay time nikaltay hain to unka bhi phir kuch haq banta hai aik masal or bhi hai ager hamar koi player 90 pay ho or hamari team jheet rahi ho to phir bhi tamam loogon yeh duaa mang rahay hotay hain kay iski century ho jaye or ap yakeen karayn jab koye bhi impt match team harti hai to loog ronay tak lag jatay hain jahan itna kuch loog crickters kay liay kartay hain to unhay bhi badlay main kuch dayna chaye atleast fight zaror show karni chaye ager apnay icc cham trophgy ka pak ka S.A kay khalaf match daykha ho to apkay samnay hai thori si bhi fight nahin dikhaye gaye is case main awam thora dish ho jati hai or woh kard ayti hai jo nahin karna chaye
Posted 29 Nov 2006

sun_shine says
yaa you are right.players ka bhi kuch farz banta hain.per wo bhi apni koshish kartay hain.yaa jesa aap nay kaha kay achi fight back karni chahiye.i agree with you.
Posted 30 Nov 2006

mmja says
thanks
ab ager ap india vs s.africa kay macth daykhay main india ka fan nahin hon lakin phir bhi as a criket fan dukh hota hai one sided match daykh kay koi fight hi nahin hai india ki tarif say or pak bhi aksar yeh karta hai or is dafa ashes main bhi yehi hona hai ause nay easily jheet jana hai
Posted 01 Dec 2006

sun_shine says
in the 4th ODI jab dhoni aur karthik batting kar rahay thay to aisa laga k shayad indian team jeet jaye per aisa na ho saka.pathan ne achi batting ki.i think India ki batting line up main garbar hain.Ashes series main nahi dekhti waisay pechli baar dekhi thi.
Posted 01 Dec 2006

mmja says
foran say pehlay chapal ki chuti kar dayni chaye achi khasi team ko tajarbon or zati pasend na pasend ki shakar kar deyia hai ganguly ko test main lay leyia geyia hai or laxshaman ki vice captain bana deyia hai iskay alawah kaif,agarkar,raina,mongia drop kar deyian hain
ashes pichla dafa ka to zabardast tha is dafa pehla test mazay ka nahintha lakin second main lagta hai englaind kuch karayga
Posted 02 Dec 2006

sun_shine says
england jeetay to acha hain.
Mr.Chappel kay experaments khatam hi nahi hotay.
acha hua k Ganguly ko test team main lay liya kyunki woh aik achay aur experienced player hain.
Posted 02 Dec 2006

mmja says
mushkil lagta hai kay jhetay
wasim akram nay sab say achi bat kahi hai india kay barayn main kay ajkal unki team ko groundd main daykh kay lagta hi nahin hai kay koye team kheel rahi hai lagta hai 11 players kheel rahay hain or apni team main poition paki karnay kaychakar main hainteam haray ya jhetay no tension
gnguly kay anay say aik fayida yeh bhi hoga kay left and right ka combinition ho jayega jo bowlers khas kar nitini ko kafi preshan karayga
Posted 05 Dec 2006

Reply to Topic