Logo

Muhabbat talashtey heyn

Lamha lamha
aansou aansou
dhall rahii hey
zindagii
dard kii thaap pey
machaal rahii hey
koii humsafar
koii raazdaan naheyn
sounaoon jissey haal-e-dill
koii mahrubaan naheyn
mousam-e-khizaan
badaltaa hii naheyn
dill-e-pereshaan
sambhaltaa hii naheyn
saraab saraab saarey raastey heyn
aao sagar kaheyn sey
muhabbat talashtey heyn,,,,,,.




apni ik nazm

Posted on 4/2/2007 9:55:00 PM

buhat achi hain,khaas taur par shuru wala hissa buhat khoobsurat

hLamha lamha
aansou aansou
dhall rahii hey
zindagii



Posted on 4/2/2007 11:50:45 PM


Posted on 4/5/2007 11:29:38 AM

sun_shine:
buhat achi hain,khaas taur par shuru wala hissa buhat khoobsurat

hLamha lamha
aansou aansou
dhall rahii hey
zindagii



bohut shukrya parhneyn aur sarahneyn ka khush raheyey sadda

Posted on 4/10/2007 10:39:58 PM

talash bekaar
nahin milni
nayab ho gai hai





v nice poem

Posted on 4/11/2007 8:31:38 AM

most welcome

Posted on 4/11/2007 8:34:56 AM

very nice peom i like it all was nice
i already write in my diary
besyaar khoob ast.

Posted on 4/11/2007 10:04:44 AM


Posted on 4/11/2007 7:58:13 PM


Posted on 4/11/2007 11:53:46 PM

Rehan M Din:

bohut shukrya khush raheyey sadda

Posted on 4/12/2007 10:20:51 PM

Kuch dost palbhar me bhula diye jate hai kuch dost pal-pal yad aate hai hum apse yahi puchna chahte hai k dosto ki is kataar me hum kaha aate hai

Posted on 4/13/2007 7:06:47 AM

good

Posted on 4/13/2007 4:08:53 PM

g work

Posted on 4/14/2007 3:26:39 PM