~CHANDA ki CHANDNI~

122452 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

~CHANDNI~ says




Main ek sadi se baithi hoon

Is raah se koi guzra nahin

Kuch chaand ke rath to guzre the

Par chaand se koi utra nahin

Main ek sadi se baithi hoon

Din raat ke dono pahiye bhi

Kuch dhool udaakar beet gaye, beet gaye

Din raat ke dono pahiye bhi

Kuch dhool udaakar beet gaye

Main man aangan mein baithi rahi

Chaukhat se koi guzra nahin

Aakaash bada buddha baba

Sab ko kuch baant te jaata hai, jaata hai

Aakaash bada buddha baba

Sab ko kuch baant te jaata hai

Aankhon ko nichoda maine bahut

Par koi aansu utra nahin

Main ek sadi se baithi hoon

Posted 19 Sep 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:





Main ek sadi se baithi hoon

Is raah se koi guzra nahin

Kuch chaand ke rath to guzre the

Par chaand se koi utra nahin

Main ek sadi se baithi hoon

Din raat ke dono pahiye bhi

Kuch dhool udaakar beet gaye, beet gaye

Din raat ke dono pahiye bhi

Kuch dhool udaakar beet gaye

Main man aangan mein baithi rahi

Chaukhat se koi guzra nahin

Aakaash bada buddha baba

Sab ko kuch baant te jaata hai, jaata hai

Aakaash bada buddha baba

Sab ko kuch baant te jaata hai

Aankhon ko nichoda maine bahut

Par koi aansu utra nahin

Main ek sadi se baithi hoon



     niceee

Posted 19 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Posted 19 Sep 2007

Miss mine says


Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota,
Kabhi Ek Nazar Chahat Se
Dekh Hee Liya Hota...

Hum Bhi Tujhe Ishq-0-Mohabbat
Se Aashna Karte,
Bas Ek Baar Apne Dil Mein
Aane To Diya Hota...

Kiya Jata Tumhara Bas
Hamein He Dil Se Khushi Milti,
Apni Zindagi Ki Kitaab Mein
Naam Hamara Bhi Likh Liya Hota...

Dekh Lete Zara Ghor Se Shayad,
Tumhare Haath Ki Lakiron Mein
Hamari Kismat Ka Bhi Diya Hota.
Meri Khamosh Mohabbat Ka
Itna To Sila Diya Hota...




Posted 19 Sep 2007

Posted 19 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Posted 20 Sep 2007

eshajam says
Great,,MM and Chandni ji
Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Posted 20 Sep 2007

eshajam says
nice pic and poem
Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says



OH MERY ~CHANDNI~


cHAha tUm sE miLkAR diL kO sAmjHayen............



Hansi tumhari aisi...........

Jo mann ko bhaye....

Mahak tUmhari aiSi..........

jO paas bULaye.........


OH MERY ~CHANDNI~


Lafzon ko mAine .......

hAr Bar saJaya..........

Nazar tUmhari aiSi ,........

Har bAaT bHuLaye........


OH MERY ~CHANDNI~


DooR tUmhaRe hOkar bHi ......

Mai pAAs Hi Raha...........

kHwab tUmhare aiSe.......

AanKhon me sAmaye.............


OH MERY ~CHANDNI~


GooNJ rAhi AawAzen...........

aB tAk kaano mE......

yAadon ki ShehnAi.............

Kya sAnGEeT baNaye............


OH MERY ~CHANDNI~


sHaAm hO rAhi Hai aB ........

JaANe ka Waqt hAi.............

cHAha tUm sE miLkAR............

diL kO sAmjHayen............


OH MERY ~CHANDNI~


RaaZ Jo Dil me dAfaN raHa .........

mEhfOOz abHI tak....

soCha diL Ki bAaT...........

aaJ tUmKo bAtLayen...............


OH MERY ~CHANDNI~





Posted 20 Sep 2007

Miss mine says


Thxs CB LG   


Wowwww Beautiful   

Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Posted 20 Sep 2007

Miss mine said:



Thxs CB LG   


Wowwww Beautiful   



u'r wex
Posted 20 Sep 2007

Mujrim says
Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Posted 20 Sep 2007

~CHANDNI~ says






Aye Dil Ye Tu Ne Kaisa Rog Liya
Maine Apno Ko Bhula Key
Eik Ghair Ko Apna Man Liya!!!!
Har ek ka dil bahelaya,
Na mera hi dil bahelana aaya muje
Shabe gum mein bhi hasata raha,
Kaya karu, Fir bhi na rona aaya muje...
Machal Machal kar arman mere khud hi dafan ho jate hai,
Jis dhage ki mai janib hun,Are, Vo dhage hi kafan ho jate hai!!!
Mita de apni Husti ko Agar doh Martba Chahe.....
Ke Dana Khak may Milkar Gul-e-gulzar hota hay.
Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein
Pata nahi tha ki shayiri mein itna dum hein,
har dil mein kahi chuppa hua gum hein
Rakibo ke sir galat ilzame bevafai hai,
Gairo ne to sirf hava di hai, Aag apano ne lagayi hai!!!
Pyaar toh kiya mainey bahut,
magar izhaar na karna aaya ...
usney poocha toh mujhsey bahut,
magar ikraar na karna ayaa...
husn-o-jawani ho to har aik ko gharoor aata hai
tere bahar adaoon ko dekh kar hamain saroor aata hai
tujeh bahar kaha to iss leye kay har mosaam
shajar se rooth bhi jaye to lot kar zaroor aata hai.
Us falak ke teer ka kya nishana tha
Jahan thee meri manzil wahin mera aashiyana tha
Bas pahunch hi rahi thi kashti saahil pe
Is toofan ko bhi abhi hi aana tha...
Sir se chaddar, badan se hava le gayi,
Zindagi hum fakiro se kaya le gayi,
Meri muththi mein to kuch sukhe hue phool hai,
Khushbo ko udakar hava le gayi,
Maien samandar ke sine mein chala gaya,
Raat ek mauj aayi Usen baha le gayi,
~Chand~ ne raat ko Jagakar kaha,
Kssi ladake ne tumhari ashaqui le gayi...
Aap gairon ki baat karte ho
Aap gairon ki baat karte ho
Humne apnoko azmaya hai
Log katonse bachke chalte hain
Log katonse bachke chalte hain
Humne phoolon se zakham khaye hain.
aanken band kar bhi hum tera deedar karte hain
aee sanam hum to sirf tum se pyar karte hain.
lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta
saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon
teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
Khhoob gaye pardes ke apne, deewaaro dar bhool gaye,
sheesh mahal me aisa bhi kya, mitti ke ghar bhool gaye ...
mere ashqon ka har qatra,
tere mohabbat ki nishani hai,
jo tu samjhe to moti (pearl) hai,
tu na samjhe to paani hai..!!
youn to koi tanha nahi hota,
chaah kar bhi koi juda nahi hota,
mohabbat ko to majbooriyaN hi le doobti hai,
warna khushi se koi bewafa nahi hota!!
mera har iqraar, tere har inkaar se achha hoga.
mera har din, teri har raat se acha hoga.
yaqeeN nA aaye, to apni doli se jhaaNk lena.
meri maiyat ka janaaza, teri doli se achha hoga!!!




Posted 22 Sep 2007

Mujrim says
mazrat chahta hoo itni lambi parhnay ki himmat nai mujh mei
Posted 22 Sep 2007

Miss mine says


    wow gud   
Posted 22 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Mujrim said:

mazrat chahta hoo itni lambi parhnay ki himmat nai mujh mei




Posted 23 Sep 2007

cutefriend says
   
Posted 24 Sep 2007

~CHANDNI~ says
thannnx    cf
Posted 24 Sep 2007

~tasha~ says
Posted 24 Sep 2007

~CHANDNI~ says



~CHANDNI~ raat thi

mein uske paas tha
woh mere karib thi
fir woh mere paas aayi
aur thodi si ghabraayi

jab meine uska haath pakada
to woh thodi si sharmaayi
usne kaha aaj hum
aise bandhan me bandh jaaye
jise duniya ki
koi taakat na tod paaye

meri khushi ka andaaza
lagana mushkil tha
par iske aage jo hua
woh batana bhi mushkil hai

usne mera haath
haatho me lekar kaha
yeh to janam janmo
ka bandhan hai

phir mujhe yaad aaya
woh Saawan ka mausam
woh ~CHANDNI~ raat
PER
yeh to Raksha Bandhan KI RAAT THY hai!




Posted 24 Sep 2007

~tasha~ says
Posted 25 Sep 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:




~CHANDNI~ raat thi

mein uske paas tha
woh mere karib thi
fir woh mere paas aayi
aur thodi si ghabraayi

jab meine uska haath pakada
to woh thodi si sharmaayi
usne kaha aaj hum
aise bandhan me bandh jaaye
jise duniya ki
koi taakat na tod paaye

meri khushi ka andaaza
lagana mushkil tha
par iske aage jo hua
woh batana bhi mushkil hai

usne mera haath
haatho me lekar kaha
yeh to janam janmo
ka bandhan hai

phir mujhe yaad aaya
woh Saawan ka mausam
woh ~CHANDNI~ raat
PER
yeh to Raksha Bandhan KI RAAT THY hai!







     
Posted 25 Sep 2007

Mujrim says
gud 1
Posted 25 Sep 2007

Miss mine says
*Socha tha hawa ka rukh badal gaya *

*Ho na ho meri judaii ne tumhein badal diya *

* *

*Mehkne lagi thi meri tanhayian *

*Chalkne lagi thi mugh par tumhare pyar ke parchaiyan *

* *

*Lekin rukh badalthi hawa tufaan saath layegi *

*Judai ke baad ka yeh Milan hamare pyar ki sachaiye batyegi *

* *

*Shishe se bane dil ko dard ne churchur kar diya *

*Fir nafrat ke chigarion ne dil ko pathar bhi kar diya*

* *

*Meine jo tumhein mohabat mein dil diya *

*Tukhra kar mughi ko tumne bewafa keh diya*

* *

*Bewafai karna janti tau is kadar mohabaat na karte hum *

*Yaadon ko seene se lagaye roz roz na marte hum *

* *

*Na jane konsa jhonka tha jo inta behka gaya *

*Yeh kaisi mohabaat thi jismein bas tinka bhar aithabaar reh gaya*

* *

*Shakk ke daiyre mein jo phool khilthe hain*

*Unse mehek nahi ati unke bas kante chubte hain*

* *

*Jane se pehle mud ke dekh letee ek baar*

*Mughe marta chor gaye katil ko dekh lete ek baar*

* *

*Mughe bewafa kitni asani se keh gaye *

*Mughe Zindegi kehkar meri zindegi leh gaye *

WAITING FOR U MOONBEAM   
Posted 30 Sep 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

*Socha tha hawa ka rukh badal gaya *

*Ho na ho meri judaii ne tumhein badal diya *

* *

*Mehkne lagi thi meri tanhayian *

*Chalkne lagi thi mugh par tumhare pyar ke parchaiyan *

* *

*Lekin rukh badalthi hawa tufaan saath layegi *

*Judai ke baad ka yeh Milan hamare pyar ki sachaiye batyegi *

* *

*Shishe se bane dil ko dard ne churchur kar diya *

*Fir nafrat ke chigarion ne dil ko pathar bhi kar diya*

* *

*Meine jo tumhein mohabat mein dil diya *

*Tukhra kar mughi ko tumne bewafa keh diya*

* *

*Bewafai karna janti tau is kadar mohabaat na karte hum *

*Yaadon ko seene se lagaye roz roz na marte hum *

* *

*Na jane konsa jhonka tha jo inta behka gaya *

*Yeh kaisi mohabaat thi jismein bas tinka bhar aithabaar reh gaya*

* *

*Shakk ke daiyre mein jo phool khilthe hain*

*Unse mehek nahi ati unke bas kante chubte hain*

* *

*Jane se pehle mud ke dekh letee ek baar*

*Mughe marta chor gaye katil ko dekh lete ek baar*

* *

*Mughe bewafa kitni asani se keh gaye *

*Mughe Zindegi kehkar meri zindegi leh gaye *

WAITING FOR U MOONBEAM   




Posted 03 Oct 2007

~CHANDNI~ says


Kitni Raat Beet Gayi,
Kitne Din Beet Gaye,
Bas Beeta Nhi To Yaadonka Wo Pal,
Wo Guzra Hua Kal,
Beeti Nahi To Aankhonki Nami
Aur Hamare Jeevan Mein Apki Kami...
beeta nahi to yeh dard ka saama
jo tu mujhko degaya
aati nahi to labon pe haasi
teri gham ki yaadein rula gayi
najane tu kaisa suaGAat degaya
dard-o-gham to mere daman se jor gaya
ab to andhera hi acha lagta hai
tamanna-e-roshni maar gayi
kitni raat beet gayi
kitne din beet gaye
humari aankhein to aashq bahar hi reh gayi...
Posted 04 Oct 2007

Miss mine says


   WOW !!!   

   Picture n poetry is beautiful
Posted 04 Oct 2007

Reply to Topic
Copyright ©2024 Janubaba.com - All Rights Reserved.- .056