LAL MASJID

3610 views 50 replies
Reply to Topic
Shahrukh Khan

Age: 124
Total Posts: 43596
Points: 0

Location:
Netherlands, Netherlands
what u think guyz
Posted 05 Jul 2007

mmja says
rapunzel said:

Aj clippings dekhi hain LAL masjid n JAmia hafsa ki really it is so terrible daikh k rona ata hai in logon ne kitna ghalat kya hai ye govt tu MURDERER GOVt hai

not agree masajid to islam ki education kay liay hoti haion wahan pay itna aslah kyia kar raha tha?
Posted 12 Jul 2007

Balli says
agree with u mmja!!

thats the point!! un key paas itna aslaha kahan say aya?? suicide belts(bombing belts) kahan say aaein? mines kahan say aye?? yahan tak key un key paas tear gas say bachney key liye masks bhi thay!
Posted 13 Jul 2007

Rapunzel says
mmja said:

rapunzel said:

Aj clippings dekhi hain LAL masjid n JAmia hafsa ki really it is so terrible daikh k rona ata hai in logon ne kitna ghalat kya hai ye govt tu MURDERER GOVt hai

not agree masajid to islam ki education kay liay hoti haion wahan pay itna aslah kyia kar raha tha?

Aik bat note karna Agar tum logon ne khabrain suni hain thori thori dair bad Aik bat Ghazi Shaheed ne khud b ki thi mere pas itna aslaha nhi han agar mere marne k bad rakha jaye tu aur bat hai agar Unk pas itna asalah tha tu Un sab ka damagh kharab tha jo unhon ne use nhi kya saja k rakhi rakha k je GOVT aye gi tu dekh le
Agar Unk pas Aslaah Aya tu tab hawayi jahaz se aya ya surungh khodi gyi

Balli said:

agree with u mmja!!

thats the point!! un key paas itna aslaha kahan say aya?? suicide belts(bombing belts) kahan say aaein? mines kahan say aye?? yahan tak key un key paas tear gas say bachney key liye masks bhi thay!

Mere Aqal BAnd bhaiyo agar UNK pass itna Asalah tha tu kya tum ne aur mein ne ja k unk hath bandhe the k Bhaho ye aslaha use na akro ye Army jab andar aye gi unk lye rakh do OAy LOGO Apni Ankhain b kholo ab
Posted 13 Jul 2007

mmja says
rapu je operatin aik ya do din ka nahin tha itnay din gov kay khalaf larna woh bhi beghair aslay kay posible hai?jab final operation start huwa to woh bhi 15 say 20 ghento pay tha without aslah yeh posible hai?beshak unkay pas itna aslah tha or woh use bhi kar rahay thay lakin aik country ki army say jhetna asan kam nahin hai je harna to tha lakin itna mukabla beghair aslay kay ya shayed un kay pas patakay thay jin say 9 jawan shaheed ho gaye or near about 40 zakhimi ho gaye or 9,10 operation jari raha mojza hai wesay beghair aslay kay.
Posted 14 Jul 2007

aik min ruko MMja ye batayo k agar Ghazi sahib ne hi aurton aur bachon ko yarghamal banaya tha tu ab wo aurtain kahan hain?
Posted 14 Jul 2007

heart_hacker said:

aap batao?
Posted 14 Jul 2007

mahi jee says
main aap jbs friends se request kerti hon ke aisey topic na rakhain jain jin se kisi muslim ko dukh ho ya tu wo log baat karain ke jinko islam ke barey main mukamal malomat ho jo Quran aur Hadees ki mukamal taleem hasil ker chuka ho usko sab pata ho tab tu theek hai per hum main se koi bhi mukamla nahi janta tu aisey hasas topic per baat he na ki jaye,,,,,
coz we are muslim aur is sanhey per her musalman ko shdeed dukh hai
Posted 14 Jul 2007

Rapunzel says
shahrukh khan said:

heart_hacker said:

aik min ruko MMja ye batayo k agar Ghazi sahib ne hi aurton aur bachon ko yarghamal banaya tha tu ab wo aurtain kahan hain?

aap batao?

mein ne wo article post kar dya hai serious talk mein jo parhna chahe parh sakta hai
Posted 14 Jul 2007

Cinderella says
government...aah..is qabil b nai k uss ki burai karun...lal masjid operation GALATI nahi GUNAAH hai...Mushraf manhus ka baita 21 ghanta b ghaib ho to us kii jaan naikal jaey n wo duffer kitnay students ko ghaib kr wa k aram say so rha ho ga
Posted 14 Jul 2007

sun_shine said:

Dekhiye.pehlay Aap forum main dekh lejeye.kitnay log in Madrassa aur Molvi hazraat k khilaaaf hain.Kyun?Public agar inhain bura samajhti hain to wo bhi to apni jaga theek hain kyunki wo tasweer ka ek rukh dekh rahay hain.

itootally agree with u
Posted 14 Jul 2007

well let me tell ya ka weapons and other destruction things were brought from uzbekistan under the supervision of ejaz ul haq on his special request and the weapons were roaming on the roads of isb and in front of police station the haulted then wht did the government doo did they stop them from doing that haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaannnnnnnnnn
ALL WEAPONS WERE SUPPLIED TOO JAMIA HIFSA LIL BINAAT AND LAL MASJID
Posted 14 Jul 2007

mmja says
mein lal masjid kay against nahin hon mein manta hon kay musharif nay ghalt keyia lakin jo lal masjid walay kar rahay thay wo sahi tha .
Posted 14 Jul 2007

Rapunzel says
ab batayo wo sab tu chalo apni apni qabar mein chale gye ab Allah jane aur unk amal
Lekin ab jo khwateen,bache lapata hain unko kis k khate mein dalogay govt k ya Ghazi sahib k ya army k jo us waqt us jagah pe the jinhon ne operation khatam kya
Posted 15 Jul 2007

Xtreme says
Mushi the great Director!

army ka koi kasore nahin lakin musharif or ghazi dono ka kasore hai dono nay ghalt keyia jiski sazah masom bachon or khuwateen ko mili.
Posted 15 Jul 2007

Rapunzel says
Xtreme said:

Mushi the great Director!

He IS Parhaon
Posted 27 Jul 2007

Rapunzel says
mmja said:

rapunzel said:

ab batayo wo sab tu chalo apni apni qabar mein chale gye ab Allah jane aur unk amal
Lekin ab jo khwateen,bache lapata hain unko kis k khate mein dalogay govt k ya Ghazi sahib k ya army k jo us waqt us jagah pe the jinhon ne operation khatam kya

army ka koi kasore nahin lakin musharif or ghazi dono ka kasore hai dono nay ghalt keyia jiski sazah masom bachon or khuwateen ko mili.

GAHzi sahib ka kasoor chalo mein ne man lya unhon ne ghalti ki k un bacho ya aurtoon ko bahir nhi nikalne dya but just tell me one thing jo andar bacho aur khawateen ki itni tadad thi unk sath kya hua ab jab Ghazi Shaheed hogye ya jan bahak tu phr jab un bachon aur aurtoon ko nikala tu phr wo unknown kion hain?
Aj b Aik Khatoon Ki LASH jo k pieces mein thi jamia hafsa k malbay se nikli hai uska ye haal kis ne kya??

rapu sis mein to khud yehi keh raha hon musharif+ghazi dono nay ghalti ki jiski wajah say masom bachon or khuwateen ko apni jaan dayni pari 2 logoon ki hat dharmi ki saza oron ki mili ALLAH unko janat mein jagha ata farmaye(ameen)

GAHzi sahib ka kasoor chalo mein ne man lya unhon ne ghalti ki k un bacho ya aurtoon ko bahir nhi nikalne dya but just tell me one thing jo andar bacho aur khawateen ki itni tadad thi unk sath kya hua ab jab Ghazi Shaheed hogye ya jan bahak tu phr jab un bachon aur aurtoon ko nikala tu phr wo unknown kion hain?
Aj b Aik Khatoon Ki LASH jo k pieces mein thi jamia hafsa k malbay se nikli hai uska ye haal kis ne kya??
Posted 28 Jul 2007

valandrian says
bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984
bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984bd43984

bd43984
Posted 20 May 2018

Posted 23 Sep 2018

Reply to Topic