sehri & iftaar

3378 views 124 replies
Reply to Topic
nikama

Age: 49
Total Posts: 3660
Points: 0

Location:
rawalpindi, Pakistan

normally sehri k time kya khana pasand kerte hain
aur iftaar main kya ziada pasand he
Posted 19 Sep 2007

nikama says
yup
five 30 pe so jata hoon dobara,phir 8 baje uthta hoon
Posted 23 Sep 2007

Ayesha says
shahrukh khan said:

acha...parathay sey neend bohat ati hai..

yah mujh par naya inkishaf huwa hai aaj
Posted 24 Sep 2007

nikama says
abhi to kaafi roze baqi hain aap per na jane kya kya inkashafaat houn gay
Posted 24 Sep 2007

Ayesha says
foe example?
Posted 24 Sep 2007

Rapunzel says
nikama said:

perhezi khana
rapunzel kabaab khana lazmi he beshak haraam ho
ab mujhe pata chala aap moti kyun kehlati ho

Nikama BHAI sharam akro kis badtameez ki baton mein ak mujhe mota kaha aur ye haram wala falsafa tu apk lye bola tha
Posted 24 Sep 2007

Ayesha says
rapunzel said:

rap tum nay mujhay badtamees kiun kaha?
Posted 24 Sep 2007

Bitoo says
Posted 24 Sep 2007

Rapunzel says
Ayesha said:

mein ne tumhein kab kaha ise kahte hain chorni k sar mein tinka
Posted 24 Sep 2007

Ayesha says
oh acha acha
Posted 26 Sep 2007

nikama says
Ayesha said:

oh acha acha

oh,itni jaldi maan gai abhi to lerai ka maza ana shroo hua tha
Posted 26 Sep 2007

Ayesha says
nikama said:

Ayesha said:

oh acha acha

oh,itni jaldi maan gai abhi to lerai ka maza ana shroo hua tha

B-Jamalo

kitna maza ata hai tum ko larai daikh k
Posted 26 Sep 2007

nikama says
rozoun mai hi to maza ata he laraion ka
Posted 28 Sep 2007

sehri main bread with cheese
Posted 28 Sep 2007

nikama says
maze ker rahe ho
main ne aaj sehri main desi ghee ka paratha khaya tha aik hi,doosra khaya hi nahi gaya
Posted 28 Sep 2007

acha main roti khata hoon agar mazay ka kuch pakka ho aur roti ke ander ghee
Posted 28 Sep 2007

nikama says

baqi sab diet plan per chalay gay kya
Posted 28 Sep 2007

iftari main khajoor aur fruitchaat aur baryani khayie thie

Posted 29 Sep 2007

nikama says
main ne pikore aur fruit chaat,aftaari main
aur aaj sehri main phir vohi kuch plus aik apple bhi khaya tha
Posted 29 Sep 2007

Ayesha says
apple.............main nay khawab main red red apples daikhay
Posted 29 Sep 2007

Bitoo says
Apple
Posted 30 Sep 2007

Ayesha says
Bitoo tumhain to woh apple khana chahiye jo film "darna mana hai" main khatay hein aur phir jo bhi woh apple khata hai ...woh banda he ghayab ho jata hai
Posted 30 Sep 2007

sehri main sukhi roti par ghee aur sugar
Posted 02 Oct 2007

Ayesha says
bhindi qeemq..
Posted 03 Oct 2007

cheeta says
wasay normally u all know wat a cheeta eats but jab say shehar main aya hoon tab say paratha unda in sehri n aftari main every junk food is available on the table
Posted 03 Oct 2007

Ayesha says
cheeta said:

wasay normally u all know wat a cheeta eats but jab say shehar main aya hoon tab say paratha unda in sehri n aftari main every junk food is available on the table

sach much k cheeta hai
Posted 03 Oct 2007

Bitoo says
cheeta
Posted 03 Oct 2007

Ayesha says
Posted 04 Oct 2007

aaj bahir iftari ki dost ke saath
Posted 05 Oct 2007

cheeta says
kabi kissi nay iftari + date enjoy ki?? idea acha hai but date per kissay lay ker jaoon koi cheety hi nahi hai
Posted 05 Oct 2007

Bitoo says
cheeta
Posted 06 Oct 2007

Reply to Topic