TV Commercials

30033 views 545 replies
Reply to Topic
Rehan M Din

Age: 43
Total Posts: 15020
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

tell ji tell
keh aj kal kon sa TV commercial acha ja raha hai...
matlab ap ko pasand aya hai...
aur kon sa bura laga hai...

Mujhay to RIO Biscuit walay adds boht pasand ae hain... Zabardast Idea... very nice...

Ufone ka previous add acha tha... subah 7 bajay tak free call wala...

Ufone 5 ka 15 - (Not GOOD)

ZONG.... nice graphics... music bhi acha hai....
Posted 22 Apr 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

*Ok right
Olpers ka wohi last year ramadhan kareem wala commercial hi hain

Ufone ka new add dekhnay ka ittefak nahi hua...!

nhi Olpers ka niya aya hai
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Telenor ka Pakwan service wala add acha hai...

Japan kay naqshay aur Ammi mai aaj aftari bahar sai laon ga...

theek hai na rapu...

Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
Dalda ka add acha hai lekin uska jingle bohat slow kar dya hai
Posted 05 Sep 2008

sun_shine says
Rapunzel said:

sun_shine said:

*Ok right
Olpers ka wohi last year ramadhan kareem wala commercial hi hain

Ufone ka new add dekhnay ka ittefak nahi hua...!

nhi Olpers ka niya aya hai

Assalam O Alaikum

*oh sorry yaa its a new one...!
Really nice one
Posted 05 Sep 2008

sun_shine says
Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Telenor ka Pakwan service wala add acha hai...

Japan kay naqshay aur Ammi mai aaj aftari bahar sai laon ga...

theek hai na rapu...

*yaa yeh commercial bhi acha hain..!
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha
Posted 05 Sep 2008

sun_shine says
Rapunzel said:

Dalda ka add acha hai lekin uska jingle bohat slow kar dya hai

*yaa right...!
Posted 05 Sep 2008

sun_shine says
*Ok right jee

Pepsi ka new Commercial bhi acha hain
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

Posted 05 Sep 2008

sun_shine said:

*Ok right jee

Pepsi ka new Commercial bhi acha hain

jis mai larkay ko nadia keh raha hota hai...
Posted 05 Sep 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*yaa Right Sir
Lolz woh un person ko Nadia kyun keh rahay hota hain?
Posted 05 Sep 2008

yeh to mujhay bhi nahi samajh aai...
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Rapunzel said:

Dalda ka add acha hai lekin uska jingle bohat slow kar dya hai

*yaa right...!

thnx
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

*Ok right jee

Pepsi ka new Commercial bhi acha hain

kon sa
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

jee shakt manna hai
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Right Sir
Lolz woh un person ko Nadia kyun keh rahay hota hain?

oh wo wala asal mein "Four Men Show" ki team hai is show add mein aur wo apne show mein bi aik dosre ko Nadia kah kar mukhatib karte hain(Aaj channel ki newscaster)
Posted 05 Sep 2008

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

jee shakt manna hai

khana to mana nahi haii na...
Posted 06 Sep 2008

sun_shine says
Rehan M Din said:

yeh to mujhay bhi nahi samajh aai...

Assalam O Alaikum

*Ok Right jee...!
Posted 06 Sep 2008

Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Right Sir
Lolz woh un person ko Nadia kyun keh rahay hota hain?

oh wo wala asal mein "Four Men Show" ki team hai is show add mein aur wo apne show mein bi aik dosre ko Nadia kah kar mukhatib karte hain(Aaj channel ki newscaster)

hairat hai... "four men show" dekhnay ka ittefaq mujay nahi howa...

*Oh lolz Right
waisay kafi acha Commercial hain...!
Posted 06 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

jee shakt manna hai

khana to mana nahi haii na...

mana hai na roza jo hai

AAJ per aata hai zarur dekhein

yup kafi funny
Posted 06 Sep 2008

sun_shine says
Assalam O Alaikum

*Yaa right
tata Indicom ka Commercial bhi acha hain...!
Posted 08 Sep 2008

Rapunzel says
Waalaikum Assalam

hmm nhi dekha
Posted 08 Sep 2008

Sprite ka add acha hai...

pyas hai to rukna kya...

Posted 08 Sep 2008

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

jee shakt manna hai

khana to mana nahi haii na...

mana hai na roza jo hai

aftaaar kay waqt to nahi mana na...

Japan kay naqshay...
Posted 08 Sep 2008

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

sun_shine said:

Assalam O Alaikum

*yaa Right Sir
Lolz woh un person ko Nadia kyun keh rahay hota hain?

oh wo wala asal mein "Four Men Show" ki team hai is show add mein aur wo apne show mein bi aik dosre ko Nadia kah kar mukhatib karte hain(Aaj channel ki newscaster)

hairat hai... "four men show" dekhnay ka ittefaq mujay nahi howa...

AAJ per aata hai zarur dekhein

Kis waqt aata hai???
Posted 08 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Rapunzel said:

Waalaikum Assalam

its ok dear n telenor ka add end se dekha tha

kyoun end sai dekhna mana hai kya?

jee shakt manna hai

khana to mana nahi haii na...

mana hai na roza jo hai

aftaaar kay waqt to nahi mana na...

Japan kay naqshay...

hmmmm lekin Aftar mein tv band hota hai
Posted 08 Sep 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Sprite ka add acha hai...

pyas hai to rukna kya...

nhi dekha
Posted 08 Sep 2008

Reply to Topic