Logo

Ahmed Faraz’s Last Ghazal







Posted on 10/29/2008 4:09:13 PM

very niceeee yarrr

Posted on 11/1/2008 11:01:38 PM

VERY NICE

Posted on 11/4/2008 2:21:31 AM

TASHNAGI ANKHO MEIN OR DARIYA KHAYALO MEIN RAHEY,
HUM NAWAGAR,KHUSH RAHEIN JAISEY BHI HALON MEIN RAHEY,

IS QADAR DUNIYA K DUKH AYE KHOBSORAT ZINDAGI,
JID TARHA TITLI MAKRI K JALO MEIN RAHEY,

DEKHNA AYE NORD-E-SHOQ!KOYE YAR TAK,
KUCH NA KUCH RANG-E-HINA PAO K CHALO MEIN RAHEY,

HUM SAY KIYUN MANGEY HISAB-E-JAN KOI JAB UMAR BHAR,
KAUN HAIN,KIYA HIAN,KAHAN HAIN?IN SAWALO MEIN RAHEY,

BADZANI AISI K GHERO KI WAFA BHI KHOT THI,
SO-E-ZAN AISA K HUM APNO KI CHALO MEIN RAHEY,

AIK DUNIYA KO MERI DEEWANGI KHUSH AA GAYI,
YAAD MAKTAB KI KITABO K HAWALO MEIN RAHEY,

ESHQ MEIN DUNIYA GANWAYI HAI NA JAN DI HAI FARAZ,
PHIR BHI EHL-E-MUHABBAT KI MISALO MEIN RAHEY.


Posted on 11/4/2008 2:31:02 AM