Ek pyaar ka naghma hai
mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
kuch pakar khona hai kuch khoo kar pana hai
jewan ka matlab tu ana aur jana hai
do pal ke jewan se 1 umar churani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
ek pyar ka naghma hai mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
tu dhaar hai nadiya ki mein tera kinara hoon
tu mera sahara hai mein tera sahara hoon
ankhon mein samandar hai
ashaoun ka pani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai
ek pyar ka naghma hai mojon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai
main na rahuun ge leekin gunje ahen mere gaoon men
kese khile gi sarsoon kese lage gi mehndi paooon men
bain karen ge chand sitare
do dil toote do dil toote
pyar tumara dhekha dhekha tumara ankhen morna
toor to dala dil ko ap kiya piche choorna
tarpo ge tum b saath humare
do dil toote do dil hare