arayyyyyyyyyy friends kia hogaya
yaar agar to applog mazak ko nahi samjhty to bata doo hum ainda mazak nahi karengay
isska matlab hai tum dono nay ajtak hamen to dosst samjha hi nahiii
aur dekho firdos ye baat zehniat ki nahi hai main to tumhain apna doost samjhta hoon isslye cher chaar kar leta hoon okk abb nahi karoonga tum apna dil saaaf rakho okk