V.I.P QuEsTiOn

8987 views 234 replies
Reply to Topic
13mera7

Age: 124
Total Posts: 5
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hello aik baat hai boht important kon lerkii iska jawaab day saktee hai ...baat yeh hai kay kia jo muj say baat kertee hai wo kia sirf muj say baat kertee hai??
Posted 11 Jul 2004

paki_fan says
oye oye oye
yeh kia ho raha hai mere bare mein
ufffff
u guys

and sunz je
i am male
so rahee mere liye suse nahin hota


Posted 10 Aug 2004

paki_fan says
lekin adii
don't take it in other way man


Posted 10 Aug 2004

sirf13 says
paki fan aik tumhi to ho meray hamraaz tum situation ko samaj sakthay lagta hai tumharya seenay mai dil dhrkhta hai baqi sab to tottoy howy ko aur toor tooor ker chknachooor kerdy gay
Posted 11 Aug 2004

sirf13 says
yaar mai bhagnay walon mai nhi hon laikin kuch loog bhaga daity hai forcefully>>>>>yaar this is not sportsman ship aur either not a very good attitude?
Posted 11 Aug 2004

aap bhagne walon mein se nahi aap tu actually aik bahut dheet insaan hain jo kisi k tameez se baat kerne pe maante nahi aur phir apni izat khud larate hain..kyun f16????sahee kaha na meine???
Posted 11 Aug 2004

Guest_005 says
JI aap nay kabhi galat nahi farmaya ji ...

Posted 11 Aug 2004

bilkul jee bilkul...
Posted 11 Aug 2004

sirf13 says
aray ji kon sahi kah rah hai aur kon galat Allah daikh raha hai
Posted 11 Aug 2004

paki_fan says
sirf13 said:

paki fan aik tumhi to ho meray hamraaz tum situation ko samaj sakthay lagta hai tumharya seenay mai dil dhrkhta hai baqi sab to tottoy howy ko aur toor tooor ker chknachooor kerdy gay



mein samgha nahin
Posted 11 Aug 2004

sirf13 says
yaar paki fan mujay tum is pooray janu baba mai bhlay manas dikhayii daitay ho lagta hai bachpan mai ham langootii yar hoa kerty thaiy yaad aaia?
Posted 12 Aug 2004

friend_16 says
itna makhan kis khushee main lagaya ja raha hai ..

aur forcefully awein nahi nikala jata .. jaab koi apne haad se guzarta hai ya badtamezi kerta hai tu phir to forcefully nikalna tu paray ga na ..

yea rite sunzz..
Posted 12 Aug 2004

Guest_005 says
Posted 12 Aug 2004

paki_fan says
sirf13 said:

yaar paki fan mujay tum is pooray janu baba mai bhlay manas dikhayii daitay ho lagta hai bachpan mai ham hoa kerty thaiy yaad aaia?



yaarrrrr mein to tumhein jaanta tak nahin hoon to yeh langootii yar (jo bhi..) kese hain hum
acha batao kia mein tumhein janta hoon
kyun keh mein bohat confuse ho raha hoon tumhari baaton se..
Posted 12 Aug 2004

paki_fan says
friend_16 said:

itna makhan kis khushee main lagaya ja raha hai ..

aur forcefully awein nahi nikala jata .. jaab koi apne haad se guzarta hai ya badtamezi kerta hai tu phir to forcefully nikalna tu paray ga na ..

yea rite sunzz..



friend je
aap ka matlab hai makhan mujhey lagya ja raha hai?
Posted 12 Aug 2004

friend_16 says
jaab app ki baat ho rahee hai tu meray khayal say is ka matlab tu yahee hai kay app ko makhan lagaya ja raha hai ..
Posted 13 Aug 2004

sirf13 says
yaar paki fan tum meray yaar ho tum meray boht achay dost ho aur "
Tum hi to ho sanam meray ham raaaaz >>>>>>>>
Posted 13 Aug 2004

Guest_005 says
chalooo
Posted 13 Aug 2004

bilkul sahee kaha adii....aur paki fan yeh sirf13 ki bataon mein na ana warna u'll regret trust me...yeh farigh insaan hain jo logon ko tang kerna apne farz samjhte hain.....
Posted 13 Aug 2004

Guest_005 says
farz nahi aadat hai in ki...

aur aisay logoon main mujhay achay say thik karna bhi aata hai ....
Posted 13 Aug 2004

paki_fan says
Sunzzz said:

bilkul sahee kaha adii....aur paki fan yeh sirf13 ki bataon mein na ana warna u'll regret trust me...yeh farigh insaan hain jo logon ko tang kerna apne farz samjhte hain.....



thanks Sunzzz je i really appreciate werna mein to pagal ho raha tha keh kon janab hain yeh..

aur SIRF13... ye drama tha to pehley boltey na.. ase hi pareshan ker diya tha

Posted 13 Aug 2004

paki_fan says
JB Ka Raja said:

farz nahi aadat hai in ki...

aur aisay logoon main mujhay achay say thik karna bhi aata hai ....



kasey?
Posted 13 Aug 2004

miss_cool says
..............hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm...thinking ...u just think........
Posted 14 Aug 2004

sirf13 says
yeh log nhi jantay paki fan inko bta do kay tum meray dost ho aur meray sath ager yeh log panga lain gai to ham mil ker fight kerain gai ab to sara bhi meri paki gf ban gayi hai kyo kya kahti ho?
Posted 14 Aug 2004

paki_fan says
yaaaaaaar kia ker rahey hoooo
uff khudaya .........
oh mein llarka hoon.. aur yeh gf wali baat kia ker rahey ho??
Posted 14 Aug 2004

pata chal gaya na paki_fan k sirf13 nuts hai...lolzzzz aur adii lagta hai sirf13 ko aapko hi sabaq sikhana parey ga...
Posted 14 Aug 2004

paki_fan says
plz adi and sunzz mujhey bacha lo
werna mein pagal ho jaon ga



Posted 15 Aug 2004

paki_fan says
sirf13.. u were thinking i were a girl
Posted 15 Aug 2004

friend_16 says
... kitna maza aa raha hai yahaan post parh ker ..
Posted 15 Aug 2004

sirf13 says
yaar paki fan tum insy kyon chupa rahi ho bata kyon nahi daity kay tum meri pahli gf ho aur tumharii ijazat kay bagair mai koee lerki nahi phasaata bat do paki fan bata do aaj wo din agya hai kay ham apni mohabbat ka izhar sab kay samnay kerkay unlogon kay daant khatay kerdain kia kahti ho?
Posted 16 Aug 2004

Guest_005 says
sirf13 i warn you last time ...ok ...ab aisi wesi koi baat ki to ....aap ko fir say ban kar dia jay ga,,,,..


aap ko warning ka asar nahi ho ra..laikin its last time....ok
Posted 16 Aug 2004

Reply to Topic