Logo

V.I.P QuEsTiOn

JB Ka Raja:
sirf13:
yaar paki tum ko aik shair sunata hon bara intrstin hai

Tum aaiy aisa laga pagloon ki bastii mai aik aur aaya


yaar paki ...dekh lo ...ye aap ko apni basti main lay ja raha ha....


nahin nahin adii
hum apni basti mein hi theek hain

Posted on 8/23/2004 9:41:28 PM

yaar paki aaj kia prog yar mera dil ker rah hai kaheen outing per chalay?

Posted on 8/24/2004 10:13:53 AM

paki mujhe tu lagta hai k sirf13 ka mental problem uncontrollable ho gaya hai..isse iss k haal per hi chor dein

Posted on 8/24/2004 2:52:45 PM

sunzz tumharay liay aik shair hai

ko ko ka ka ki ki ko ka ki ko ko ka ki ko

kaisa?

Posted on 8/24/2004 2:59:37 PM

paki_fan:
JB Ka Raja:
sirf13:
yaar paki tum ko aik shair sunata hon bara intrstin hai

Tum aaiy aisa laga pagloon ki bastii mai aik aur aaya


yaar paki ...dekh lo ...ye aap ko apni basti main lay ja raha ha....


nahin nahin adii
hum apni basti mein hi theek hain



good Paki....

nahi to main to samjha tha aik achaa member gia

Posted on 8/24/2004 3:21:37 PM

sirf13:
sunzz tumharay liay aik shair hai

ko ko ka ka ki ki ko ka ki ko ko ka ki ko

kaisa?



haan aik bander yaad aa raha hai ...aap ka shair sun kar.... kahin wo tum to nahi

Posted on 8/24/2004 3:23:24 PM

Sunzzz:
paki mujhe tu lagta hai k sirf13 ka mental problem uncontrollable ho gaya hai..isse iss k haal per hi chor dein





is ko lagta hai ab block karna paray ga...aisay ye nahi mannay ga

Posted on 8/24/2004 3:26:06 PM

sirf13:
yaar paki aaj kia prog yar mera dil ker rah hai kaheen outing per chalay?



ahaaan ,,,,,//////   chalo paki bhugtooo is koo

Posted on 8/24/2004 3:27:47 PM

bolnay dein.. hum kaun sa suntay hein..

[whisper to paki fan ] .. address pata ker lein .. baad main pagal khana ko day daina...

Posted on 8/24/2004 4:35:11 PM

sirf13:
yaar paki aaj kia prog yar mera dil ker rah hai kaheen outing per chalay?


to jao na
mujh se kyun pooch rahey ho

Posted on 8/24/2004 9:58:33 PM

Sunzzz:
paki mujhe tu lagta hai k sirf13 ka mental problem uncontrollable ho gaya hai..isse iss k haal per hi chor dein


sunzzz je es ki mental problem mein es ke 2nd time ke message se hi mujhey pata pata chal gayi tha

Posted on 8/24/2004 10:00:39 PM

JB Ka Raja:
paki_fan:
JB Ka Raja:
sirf13:
yaar paki tum ko aik shair sunata hon bara intrstin hai

Tum aaiy aisa laga pagloon ki bastii mai aik aur aaya


yaar paki ...dekh lo ...ye aap ko apni basti main lay ja raha ha....


nahin nahin adii
hum apni basti mein hi theek hain



good Paki....

nahi to main to samjha tha aik achaa member gia



dun worry adii mein itni jaldi yahaan se jane wala nahin hoon mujhey bhagao na

Posted on 8/24/2004 10:01:16 PM

JB Ka Raja:
sirf13:
sunzz tumharay liay aik shair hai

ko ko ka ka ki ki ko ka ki ko ko ka ki ko

kaisa?



haan aik bander yaad aa raha hai ...aap ka shair sun kar.... kahin wo tum to nahi


lagta to yeh hi hai

Posted on 8/24/2004 10:01:34 PM

friend_16:
bolnay dein.. hum kaun sa suntay hein..

[whisper to paki fan ] .. address pata ker lein .. baad main pagal khana ko day daina...


friend .. yeh kaam mere liye mushkil hai
kyun ke yeh sahab meri kisi baat ka theek se jawab to dete nahin address kahaan dein gey

Posted on 8/24/2004 10:05:15 PM

King of jb:
waha tumhay adi milay ga es say mil layna



wow.. mujhey to nahin pata tha   thanks for telling king
adii pphir to tum es SIRF13 ko theek kerna, atleast experience to ho gia ho ga na.. just kidding

Posted on 8/24/2004 10:08:58 PM

hello everybody yaar aj mai zindhgi kay us moor per khra hon jahn per koe mera apna nahi sab mujay nikalnay kay liay tyar hain aakhir kyn ?

Posted on 8/25/2004 10:18:57 AM

paki_fan:
friend_16:
bolnay dein.. hum kaun sa suntay hein..

[whisper to paki fan ] .. address pata ker lein .. baad main pagal khana ko day daina...


friend .. yeh kaam mere liye mushkil hai
kyun ke yeh sahab meri kisi baat ka theek se jawab to dete nahin address kahaan dein gey


aray mushkil kahaan hai wo app ko janay ki offer ker rahay hein ..app address pooch lein ..

Posted on 8/25/2004 1:27:20 PM

sirf13:
sunzz tumharay liay aik shair hai

ko ko ka ka ki ki ko ka ki ko ko ka ki ko

kaisa?

aap kyun ajeeb o gharib awazein nikaal rahein hain thehrey hum abhi queeny ko bulatey hainaap ko sahe ker dein gi awain shairee ki tang mat toren

Posted on 8/25/2004 2:18:18 PM

acha chalo aik aur shair sunata hon 2 larkyan ja rahi hoti hain abhi to thoda dor gay hoti hai to ?????????

Posted on 8/25/2004 7:47:37 PM










Posted on 8/25/2004 8:50:35 PM

tera kuch nahi ho sakta kaliaaaaa

Posted on 8/25/2004 8:51:15 PM


Posted on 8/26/2004 6:13:45 AM

sirf13:
hello everybody yaar aj mai zindhgi kay us moor per khra hon jahn per koe mera apna nahi sab mujay nikalnay kay liay tyar hain aakhir kyn ?


yaar tum keh to es tarha rahey ho jis tarha tumhara koi kasooooor hi nahin
sudhar jao baba

Posted on 8/26/2004 6:14:06 AM

friend_16:
paki_fan:
friend_16:
bolnay dein.. hum kaun sa suntay hein..

[whisper to paki fan ] .. address pata ker lein .. baad main pagal khana ko day daina...


friend .. yeh kaam mere liye mushkil hai
kyun ke yeh sahab meri kisi baat ka theek se jawab to dete nahin address kahaan dein gey


aray mushkil kahaan hai wo app ko janay ki offer ker rahay hein ..app address pooch lein ..




hmmmmmmm
uhooo uhooo

Posted on 8/26/2004 6:14:39 AM

Sunzzz:
sirf13:
sunzz tumharay liay aik shair hai

ko ko ka ka ki ki ko ka ki ko ko ka ki ko

kaisa?

aap kyun ajeeb o gharib awazein nikaal rahein hain thehrey hum abhi queeny ko bulatey hainaap ko sahe ker dein gi awain shairee ki tang mat toren


je tang kia yeh " ko ko ka ka ki ki" wagra ker ke to es nein shayeri ke hath paon bhi tord diye hain

Posted on 8/26/2004 6:15:56 AM

sirf13:
acha chalo aik aur shair sunata hon 2 larkyan ja rahi hoti hain abhi to thoda dor gay hoti hai to ?????????


thora door gayein to un ke bhai a gayw
aur tumhari khoob ... achi tarha dhulai hui un ke hathoon se

Posted on 8/26/2004 6:17:01 AM

lolzz @ paki fan ... lagta hai app sirf13 kay saath he thay...

Posted on 8/26/2004 2:52:59 PM

hmmmmmmmm

Posted on 8/26/2004 3:19:42 PM

app bhee thay kia..?

Posted on 8/26/2004 3:47:40 PM

na baba na ..is 13 mera 14 . 15. 16 say Allah Bachay ...lolllllzzzzzzz

Posted on 8/26/2004 4:02:40 PM