sun_shine said:
Right
I think Agar Israel aik islami mulk hota tho
kya yeh Non Muslim Leaders isko aisay hi chor daitay
Agar Israel aik Islami Mulk hota tho
Uska haal Bhi Aj Iraq,palestine ya Afghanistan jaisa hota.
sun_shine said:
What can I say
sab Log jantay hain ...!
sun_shine said:
yaa Right
jaisay News pe aata hain k falah Player ko president nay kitnay lakh Rupees diye unki umda Performance k liye
So Hum Kabhi kabhaar sochtay hain kay
Yeh Paisa tho Awaam aur Mulk ka hain
Yeh President ko kya Haq banta hain
yeh paisa awaam kay tax say aata hain
so isay awaam pe hi kharch hona chaiye
na kay Kisi Film actor ya Sports player pe.
sun_shine said:
Assalam O Alaikum
Really true
Wakai hum apni zubaan ko bholtay ja rahay hain
To be Honest agar Hum Afghanistan main Wahan pe rehnay walay pathano say Pashto main baat karna shoru kardey
Tho I think kisi ko bhi hamari baat samajh nahi ayegi
Kyunki Hum pashto main Urdu k buhat words use kartay hain.
Rehan M Din said:
Onlyarbab is in balakot. busy in his job... no net facility there... iss liye online nahi aa sakta...![]()
sun_shine said:
rapunzel said:
sun_shine said:Assalam O Alaikum
*Mr.Koolest bro was here yesterday
but Mr.OnlyArbab bro is still missing...!
Waalaikum assalam
yeah Unki taswer har thanay mein lagayi ja chuki hai jald hi khabar mile gi![]()
![]()
Oh
Peshawar City kay?