Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
zayada wazandar to nahi hua na...
Posted 30 Apr 2006

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
What's this going on in here?

TV =
Posted 30 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Hassi iss baat pe aaie thi ki...

Mai khud ka wazan to badha nahi paya,
To fir lafzon mein wazan kahan se laun.
Zindagi mein itni bar marr chuka hu ki,
Samajh nahi aata khud ki lash kaha dafnaun.


Posted 30 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
lol @ wazan....

Posted 29 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Zamaney waley yun deikhte hai mujhko,
Ki asman ka ye tanha sitara kaun hai,
Janey kya gunah hua tha mujhse ki...
Iss duniya ne mera tamasha banaya hai.
Posted 23 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Zaroor huzoor....

Ba-shart-eh... tum bhi jawaab deitay raho.
Posted 21 Apr 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
shayad tumney kuch nahi kaha,
par mere dil ko jo suna eh-dost...
Wah! Kya khoob tha kaha... Tumney
Posted 21 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Thx soo much :)
Posted 21 Apr 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Arrey wah.... Kya baat hai.
Kun kehta hai sirf husan waley he katal kartey hain,
Ishq ki rah pe deikho... roz kitney katal hotay hain
Posted 21 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Khamosh rehna agar mujhey aata hota,
Uski bewafaie ka gila mai nahi karta.
Na milta mujhey agar gham wafa ke badlay...
To shayad dil mein khamoshi ko panah nahi deita.


Bw duno how that post went blank


new_beau said:

Khamosh Post

aaa
Posted 21 Apr 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Ki jhoth bolna mujh nadaan ko nahi aata,
Bata eh-kaatil teri tareef kaisey karun?

Thx sooo much yaar. Btw Translate it plz... I dunno the meaning of words "huroof, tahajji, riyaazi"

new_beau said:

MashaAllah GSVIRDI...

Mainn tou Huroof-e-Tahajji bhi nahin Perh Sakta
Teri Aankhainn hainn Riyaazi kay Sawalonn Jaisi

Posted 21 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India


Posted 21 Apr 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Again urdu post, but without translation...


Hum to taras gaye anpi ankon se zamana deikhne ko,
Aur uss bedard ki adat hai nigahon se baat karne ki.
Posted 21 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Chalo inn lines ko aagey continue karo...
Posted 11 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Takalluf na karo aiye sanam tum aanso bahane ka,
Ki khaak ho jayeinge hum.. tumko khabar honay tak
Posted 11 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Oye thx yaar...
Aa Jhaphi pa

new_beau said:

Bewafa terey tohfa-e-judaie ka khalipan...
Fanah hota hua mera yeh vajood lagta hai




hye mainn mer gaya iss per

Posted 11 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Aie khuda yaad kar raha hu tujhey,
Tumney pal bhar mein bhula diya mujhey,
Meri ibadat mein kya kami dikhi tujhey,
Mainey to bewafa se wafa ke hai...
Kis baat ki sazaa de raha hai mujhey,
Hasenon ne ishq ka mazakh banaya hai...
Uss bewafa ko iss baat ki tu saza dey,
Bahut dard mila hai zamaney se aaj...
Abb janat ho naseeb meri rooh ko,
Dil ki gehrai se aaj dua do mujhey.
Posted 09 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Continued...

Teri nazar kay sitam kya bayan karein,
Teekhi nazar ka teer dil-pe-aa lagta hai,
Bewafa terey tohfa-e-judaie ka khalipan...
Fanah hota hua mera yeh vajood lagta hai.
Posted 09 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Kuch juda juda sa aaj aasman lagta hai,
Kuch juda juda sa aaj yeh jahan lagta hai,
Koi wajah to nahi hai meray muskuraney ki aaj...
Par muskurata hua sa zindagi ka kaarwan lagta hai.


Kushaam deed ke liye Shukriya
new_beau said:

Welcome

Posted 08 Apr 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Oops, I forgot to write thx for ur kind words in reply to my posts here. :)

Thx Beau :)

new_beau said:

GSVIRDI....

Good efforts.///These are your Own Lnes or Intekhaab ?

Can you Post in Urdu as we please...Keep It Up....

Posted 31 Mar 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Hi Beau,
Ek dost kahey aur hum na karein, aise to bekaar nahi.
Par bolo hum woh kaise dein, jo mere ikhtiaar mein nahi.
These are all my lines only, provided if u believe it.
Kabhi kabhi dil ke zubaan ko hum kagaz pe utaar leitey hain,
Jantey hai unka jawab nahi aayega fir bhi pukar leitey hain.

Urdu mein mai zaroor likhta, ba-shartey mai urdu jaanta hota. But I'll try for sure :)


new_beau said:

GSVIRDI....
Good efforts.///These are your Own Lnes or Intekhaab ?

Can you Post in Urdu as we please...Keep It Up....

Posted 31 Mar 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Auron ka to maloom nahi,
par humein to rona nahi aata.
Aur woh yeh samajh baithay,
Ki dil-e-jazbat samajhna nahi aata.

Hi Muffi,
   I'm happy in my life n is thankful for whatever is given by god. Par fir bhi janey kyun dil yeh mera, itazar mein hai uski, jo kabhi tha he nahi mera. Strange thing u'll see is that I write sad sheir from my happy heart also.
   Hum bhi uss modd se guzarey hain, jis modd pe haseen miletey hain. Humne bhi ek se piyar kar liya, jisey log bewafa kehtey hain. These lines just came in my mind & I wrote, But I'm happy at this time. There are many times when we feel happy, n in that time only we're able to feel the real feelings of some1 who needs a support.
   Talking about Gf & wife... I'll say that:
" Love is easy to say... difficult to stay... beautiful to feel... difficult to deal.
Difficulty is a part of life... and thats the reason why girlfriend is never a wife"

Just smile, bcoz a smile can travel a Mile :)



Muffi said:

*Sigh* i feel like .. but these things slow me down.. give me one good reason people do shairi like this?

first of all are u all blind? a guy of my age knows what love is.. and u dont?

love is from ur wife.. not from ur GF.. so those who lost there GF.. i am happy that it didnt take very much long time for u to recognize that these relationships are fake.. so have a masti filled life till u get married.. as after marriage ur boss changes

Posted 31 Mar 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Thx a lot muffi,
    I was able to understand that beautiful sheir... but there are few words I need to know.
Jowzz = ??
Iwazz = ??
Farhat = ??
After knowing these words I'll write this same thing in my way :)

Gsvirdi
Muffi said:

Ok mein translate karta hoon.. fiker not badshaho..

The topic is

" Kabhi Journey ya phir Kabhi Night Taken from Me "

kabhi safar kabhi shaam le gaya mujhse
tumhara dard kaaye kaam le gaya mujhse

Mujhe Khabar Na howi Aur Zamana Jaate Howey
nazar bacha ke tera naam le gaya mujhse

Ussey zaida zarorat thi ghar bhasane ki
Woh aa ke Mere dar-o-baam (doors n doors) le gaya mujhse

Bhala kahan koi jowzz us se milne wala tha
Bus ek Juraat NaKaam le gaya mujhse

Bus ek Lamhe ke Sach Jhoot Ke Iwazz farhat
tamam umer ka ilzaam le gaya mujhse

----------------------------------------------------

i guess thats all for u.. as u can understand urdu if written in english.. hain je?

even if u dont.. ask me ny word definition & i will tell u .. :)

Posted 31 Mar 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
]Bahut khoob

butaina said:

hi every body ,
zindagi gum ki sham ha yah sham kabhi to daley ge tu nahi to tere yaad i sahey jo sada saath to rehey ge

Posted 31 Mar 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
I dunno urdu....
Btw what's written there?


Fairl_Girl said:

Posted 27 Mar 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Bahut khoob :)
Let's think a lil more on this....
Tumko apna banaye baithey hain,
Gumnam see apni iss hasti ko...
Deikho hum mitaye baithey hain.

Tum se milna bhi ek hadsah thehrah,
Ki aaj tak humarey nadan khwab...
Raste pe nazrein bichaye baithey hain.

Ummed-e-izahar hai uss bekhabar se,
Jiske dar pe sir jhokaye baithey hain.

Unn pe to ansoo bhi mere asar nahi kartey,
Suraj bann ke dil mein mere woh baithey hain.

subha ka sooraj piyaam bhala kya laye,
Hum unki Zulfon ki shayam mein baithey hai.


Fairl_Girl said:

TUM KO APNA BANAYE BETHY HAIN
APNI HASTI KO MITAYE BETHY HAIN

TUM SAY MILNA BHI HADSAH THERAH
DAAG DIL KAY SAJAYE BETHY HAIN

UN PE AANSO ASER NAHI KARTEY
HUM JAHAN SIR JHOKAYE BETHY HAIN

SUBHA SOORAJ PIYAM KIYA LAYE
KAL SAY NAZRAIN CHURAYE BETHY HAI

Posted 22 Mar 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Holi ko teri muskan ne bana diya gulabi hai,
Gulal se zyada lagtay tere gaal gulabi hai,
Pechli Holi pe jo rang diya tha tuney...
Nishani ka woh romaal ajj bhi gulabi hai.

Happy Holi Everybody :)
Posted 15 Mar 2006

Topic: Koi...

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India

Ek khauf sa hai mann mein ghar kiye hue,
Karega barbaad mujhey yeh judie ka khayal.
Posted 27 Feb 2006

Topic: kaash

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India



Zindagi kya hoti hai tumko hum batayeingey,
Apney katil ko seenay se laga kar...
Hum maut ko bhi jeena sikhayeingey.
Posted 27 Feb 2006

gsvirdi

Age: 47
5546 days old here
Total Posts: 41
Points: 0

Location:
Noida, India
Shukriya huzoor

paki_fan said:

veryy nice

Posted 17 Apr 2005