KING OF JB said:pahli bar shai kaha u nay
![]()
Asman se Tapki said:
new_beau said:
Asman se Tapki said:arey acha hua ap nay explain karnay ka keh dia yunhi kisi dr. ko bura lag jata or yahan tashreef lanay waly to sam jesay achay achay drs b hain na.
janab maine yunhi,. aiven , khuamkhaw may ye bat likh di. hamain dr.sam ya aur drs. se koi bair nai ha.
asal main Sam se to hum aik topic may izhar e muhabat b farma chuky hain to loagon ko shak na ho isliay hum jhagra karty hain ab us se![]()
Mujhay Reason pata chal gaya.....buss iss izhaar kay baad hi aap tapak gayee ho gi na..
Hamaaray Daktar saab nay aap ko Dawayee day di hogi
![]()
Izhaar-e-Mohabbat
tusi q heran ho raey o?