waisay i was thinking jo loog bahir jatay hein un kay frnds (non-muslims) to hotay hein .. aur kuch tu zaroorat ki waja say bhee hotay hein kia ye ghalat hai?![]()
1st surat mean key agar koi non muslim pasand ho apne parents se bhi zaida tu ussey dosti khatam kar do
Friendship kay jo meaning Quran main liye gaey hain wo hain kisi ko "mehboob rakhna", "aziz rakhna" jo sirf muslims kay sath makhsoos hain. Albatta Allah nay har insaan kay sath, chahay wo muslim ho ya non muslim, husn e saluk ka hukam dya hai.

hmmm,,,, got it
but does it mean k humein harr aik muslim ko "mehboob ya azeez" rakhna chaiye
![]()
Arey in ayaat par ghor tu karain, yahaan kufr aur kuffar say HUB (muhabbat) na rakhnay ka hukam dya gya hai, har Muslim ko mehboob rakhnay par israar nahi kya gya.
hey Salam
nice.. topic..
lekin yaar jab tak hum unsa dosti nahi karenga toa kaysa unko Islam ka message phonchahenga? what way?
meri aik net fellow hai woh Islam ma convert hoi thi aur khud uska kehna hai ka app baat karo is tarha ka unko bura bhe nahi laga aur woh baat ko samjh bhe jahay. like woh dhal jahay hum ma naka hum unma.
continuee plzz... i like this topic![]()

mera khyal Z is rite,, dosti na rakhne ka matlab yeh nahi k tum unn se mail mulakat nahi rakh sakte,,, matlab yeh k unn ko itna mehboob na rakho k unn ki adaat apna lo,, yehi na ??

haan toa yahi na
per u know what
har koi aik jaisa nahi hota.
i mean non muslims ma bhe koi itna close hojata hai ka hum usko kahi na kahi, kisi na kisi waja sa like karna lag jata hai.. like someone nature and things or maybe the way he/she deal you. even help u when u need him.
i don't know what can i name this relation, other than friendship. but tell u what i have some non muslim fellows and more over they are like a brother and sister to me. honestly i mean it.
haan apna Iman ka pakka hona zarori hai.
aur Sall tum toa rehti bhe non muslim country ma ho
so hum sa bhetar toa tum face karti hongi is chez ko.