Logo

Larkay Larkioun Ko Kun Chartay Hain?

Your opinion kay Larkay (boys) Larkioun (girls) Ko Kun Chartay Hain?

Posted on 2/16/2005 10:09:14 AM

Adaaabbb

phela app batao ap larki toa nahi

aray aray naraz nahi hona.
wasa kashhii/Sall/Dotcom/Rani/Raja/friend/Zeeshan/Faakhir ko invite karlo, phir pata chal jahayga.

Posted on 2/16/2005 1:16:04 PM

religion

hmm,,, it depends cherna kisse kaha jae
agar sirf light sa mazak ho to no one mind it,,, par as everything else mazak ki bhi limit hoti hai
ab limit se koi kyun bahir jata hai yeh to woh khud hi jaane

iss mei saari ki sari galti shayad larkon ki nahi hai,,, coz abhi yahan bohot se hazraat aa k kahein ge JAB LARKIYAN ITNA TAYYAR HO K NIKLEIN GI TO.... bla bla bla

but i always say,,,, bure shaks k saath bura karne se humein koi sawab nahi milta,,, so justtt....................................

khair,,,,,,, mujhe zyada nahi kuch kehna chaiye,,, guys can comment better than me

Posted on 2/16/2005 3:00:44 PM

First thing, I don't know how I posted this topic in 'Religion' forum and when it was posted, I was unable to change. Probably Moderator can change.

2nd thing, I'm a male as u can see from my profile.

Posted on 2/16/2005 11:27:02 PM

oh,, oupsss

me ne to kabhi apna profile check nahi kiya to aap ka kya karu

pm any mod to move this topic,,
and wait for comments

Posted on 2/17/2005 3:23:48 PM

lekin ya topic zehan ma kaysa aagaya?

kis ko chardia tha?

Posted on 2/17/2005 4:26:35 PM

stariz:
Adaaabbb

phela app batao ap larki toa nahi

aray aray naraz nahi hona.
wasa kashhii/Sall/Dotcom/Rani/Raja/friend/Zeeshan/Faakhir ko invite karlo, phir pata chal jahayga.

arey Rizwan bhai daraiye nahi, kashi, dot, rani etc Relegion, Serious Corner etc main anay ki zehmat nahi kartay hain , yahaan tu Sall, King, aap aur main aur ab SD aur Jia hi hotay hain.

Posted on 2/17/2005 5:14:21 PM

waisay agar khansak agar serious hain tu yeh Serious Corner ka aur agar nahi tu FOS ka topic hona chahiye tha.

Posted on 2/17/2005 5:16:13 PM

FOS kia hoa hai?

fuzool ki koi form toa nahi hai?

wasa koi baat nahi, thora refreshment ka liye acha topic hai...

thori deer ka liye app larki ban jao aur ma app ko cherta ho, phir batana ka kaysa laga. aur phir sab dekh lenga action ka reaction kia hota hai

Posted on 2/17/2005 5:20:33 PM

FOS Freedom Of Speech hota hai. aur refreshment wahaan bhi ho sakti hai.

Posted on 2/17/2005 5:55:23 PM

ok whatever

ab kisi larka na start lia hai toa souch kar hi lia hoga..

wasa pata hai mujhay kia lagta hai?
jis na start kia hai usko talkh tajurba zaror hoga is cheez kaa

Posted on 2/17/2005 6:55:30 PM

ZEESHANAHMED:
arey Rizwan bhai daraiye nahi, kashi, dot, rani etc Relegion, Serious Corner etc main anay ki zehmat nahi kartay hain , yahaan tu Sall, King, aap aur main aur ab SD aur Jia hi hotay hain.

kashi kahan postin karti hai or kahan nahin!!
it has nufin to do wid u!!

app sirf apnay baray mein baat karein..

hamary baray mein andaza laga kar kyun apna time or demagh waste kartay hein!!

Posted on 2/17/2005 6:56:44 PM

Posted on 2/17/2005 6:58:05 PM

tu phir tu unhain yeh bhi maloom ho ga kay chartay kyun hain

Posted on 2/17/2005 6:58:40 PM

shahrukh khan:
khansak:
Your opinion kay Larkay (boys) Larkioun (girls) Ko Kun Chartay Hain?

well...yeh topic wese larki ko banana chahiyey tha

abay yaar itni sari heroino ka sath kaam kar chuka ho ab bhe dil nahi bhara

Posted on 2/17/2005 6:59:21 PM

kash_beauty:
ZEESHANAHMED:
arey Rizwan bhai daraiye nahi, kashi, dot, rani etc Relegion, Serious Corner etc main anay ki zehmat nahi kartay hain , yahaan tu Sall, King, aap aur main aur ab SD aur Jia hi hotay hain.

kashi kahan postin karti hai or kahan nahin!!
it has nufin to do wid u!!

app sirf apnay baray mein baat karein..

hamary baray mein andaza laga kar kyun apna time or demagh waste kartay hein!!

aap naraz kyun hoti hain, such karwa laga na, main nay aap ko roka tu nahi you are most welcome.

Posted on 2/17/2005 7:00:55 PM

firebirgade ko bulaho...
means DOT koooo

Posted on 2/17/2005 7:04:29 PM

ZEESHANAHMED:
kash_beauty:
ZEESHANAHMED:
arey Rizwan bhai daraiye nahi, kashi, dot, rani etc Relegion, Serious Corner etc main anay ki zehmat nahi kartay hain , yahaan tu Sall, King, aap aur main aur ab SD aur Jia hi hotay hain.

kashi kahan postin karti hai or kahan nahin!!
it has nufin to do wid u!!

app sirf apnay baray mein baat karein..

hamary baray mein andaza laga kar kyun apna time or demagh waste kartay hein!!

aap naraz kyun hoti hain, such karwa laga na, main nay aap ko roka tu nahi you are most welcome.

kashiiii ya lagta hai DOT ki favor ma hai..
yani meri boss ki
aik aur rival

lekin tum na iska kia begara hai

Zeeshan bhai khana khanay chalay?

Posted on 2/17/2005 7:06:42 PM

stariz:

firebirgade ko bulaho...
means DOT koooo

na baba, wo tu khud aag laganay par uta aingay

Posted on 2/17/2005 7:07:33 PM

ZEESHANAHMED:
aap naraz kyun hoti hain, such karwa laga na, main nay aap ko roka tu nahi you are most welcome.

hum kahan postin kartay hein or kahan nahin!!
app ka masla nahin hai yeh!!

such itna bhi hai k hum wahan postin kar chukay hein
app ko zara glasses ki zarorat hai!

Posted on 2/17/2005 7:16:38 PM

stariz:

firebirgade ko bulaho...
means DOT koooo

abhi hum itnay kamzoor nahin hein k choti choti baaton per gussa karien

anywz..abb yeh kehna hai k yeh topic serious corner mein move kar dia hai!!
yahan serious rehna paray ga!!
warna posts move kar detay hein baghiar notice k!!!

Posted on 2/17/2005 7:20:26 PM

hve fun postin!!!

Posted on 2/17/2005 7:21:50 PM

ZEESHANAHMED:
stariz:

firebirgade ko bulaho...
means DOT koooo

na baba, wo tu khud aag laganay par uta aingay

Posted on 2/17/2005 7:35:35 PM

kash_beauty:
stariz:

firebirgade ko bulaho...
means DOT koooo

abhi hum itnay kamzoor nahin hein k choti choti baaton per gussa karien

anywz..abb yeh kehna hai k yeh topic serious corner mein move kar dia hai!!
yahan serious rehna paray ga!!
warna posts move kar detay hein baghiar notice k!!!

yani tumhara yaha kaam nahi hai
in other words
daal yaha nahi galay gi tumhari

Posted on 2/17/2005 7:36:08 PM

Posted on 2/17/2005 7:40:45 PM

i other word RIZ!!
serious corner mein serious postin!!

warna hum app ko keh chukay hein k app ki post move kar di jay gi!!

issk baad met kehna k app ko bataya nahin gaya!

Posted on 2/17/2005 7:44:15 PM

apne galt andaze apne paas rakhiye so so
36 nahi,, 56 yrs

topic ka kya hua ???

Posted on 2/17/2005 8:05:25 PM

hmm ok me so serious

so topic ka waqai ma kia hoa?

Posted on 2/17/2005 8:39:39 PM

Please be serious. I want to know ur comments as I am compiling a survey. Comments from both genders requred.
Thanks.

Posted on 2/21/2005 12:34:56 AM

Arey bhai zahir hai jab Iblees uksata hai ya phir uska apna nafs tu hi chartay hain.

Posted on 2/21/2005 12:38:15 AM

OK, let me ask the girls,
key jub larkay chartian hain tu aap ka kia reaction hota hai?

Posted on 2/21/2005 1:58:15 AM