Attn plz Jb ki tareekh main pehli baar
aik game post ker rahi hoon aap k replies ka intezaar rahay ga very simple game
aap ko aik baat say do batain banani hai
e.g
ager main new game start karoon to do batain hon gi
ya to sab interest lain gay
ya phir ignore karain gay
ab ager aap nay ignore kya to do batain hon gi
ya to mujhay ghussa aaye ga
ya phir mujhay dukh ho ga
ab ager mujhay dukh hua to do batain hon gi............
ager khaber sachi ho gi to adii ,adii hoga
aur ager jhooti ho gi to do batin hon gi
ya to adii fasadii hai ya phir jhoota
ab ager adii jhoota hai to............