Logo

~*~ Main aur Meri TaNhAii ~*~

Rehtey Hain saath saath main aur meri tanhai
Kartey Hain raaz ki baat mai aur meri tanhai

Din to guzar hi jata hai loogon ki bheer main
Raat guzara kartey hain tanhai main

Saanson ka kya bharosa kab chor deh saath
Lekin rahain geh saath main aur meri tanhai

Aaye na tumhe yaad kabhi bhool kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai

Aap kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai

Tum ko rakhiy geh saath jannat bana kay ghar ki
Reh jaye phir na tanha main aur meri tanhai


Posted on 5/27/2005 6:09:40 PM


Posted on 5/27/2005 6:12:11 PM


Posted on 5/27/2005 6:12:53 PM


Posted on 5/28/2005 11:59:55 PM

o itnee sad kiyoon

Posted on 5/29/2005 12:19:24 AM

gud work but in sad mood

Posted on 5/29/2005 2:23:42 AM


    aankh kisi ke chehrey per aur dil mein dhiaan kisi ka
hum bhi kia hein baat kisi se, wehm o gumaan kisi ka

Posted on 5/29/2005 2:57:31 AM