Logo

*__Ek Pagal Sa Larka___*

Kisi Ko Dil Mein Bsya Tha Ek Pagal S Lrkay Nay
Ek Sapnon Ka Ghar Banya Tha Pagal S Lrkay Nay

Ek Shkhs Ko Paa Kr Woh Pholay Na Smya Tha
Pyar S Haath Thama Us Pagal S Lrkay Nay

Woh Shkhs Waqaf Na Ho Ska Us Ki Chahat s
Jis Ko Buhat Chaha Tha Us Pagal S Lrkay Nay

Thokar Na Lagay Tujh Ko Kabhi Raah e Zindgi Mein
Thokar Kha Kr Dua Di us Pagal S Lrkay Nay

Chala Tha Raah E Mohabbat Mein Khushion K Phool Chunane
Ghum K Kantoon S Bhr Liya Daman Us Pagal S Lrkay Nay

Kr k Chal Diya Sangdil Jo Us K Dil Ko Pash Pash
Buhat Bhrosa Kia Tha Us Par Us Pagal S Lrkay Nay

AarzuuKitna Na Samjh Tha woh Bewafa Ki Khatir
Tanhai Ko Galay Laga Liya Us Pagal S Lrkay Nay

Posted on 7/11/2005 1:25:53 AM

HiRa....:

ahaan nice ji

Posted on 7/12/2005 12:06:29 PM

Posted on 7/12/2005 12:06:54 PM

HEEY JEE 4 REPLYING. .)

Posted on 7/12/2005 6:07:52 PM

Posted on 7/12/2005 7:00:31 PM

HEELO WHAT HAPPENDE.?

Posted on 7/12/2005 8:55:15 PM

gud job hira

Posted on 7/13/2005 1:04:41 AM

thx ya hunz.4 replying.. :)

Posted on 7/13/2005 1:59:23 AM

any other poetry hira ???????????

Posted on 7/13/2005 3:35:12 PM

kaun gamon ke daur me jeena chahata hai,
par maut har gum ka haal nahin,
kabhi ansowon se bhi dona parta hai zindagi ke raston ko,
sab ko rehne ke liye milta koi mahal nahin!!

Posted on 7/13/2005 4:29:51 PM

mahal mein rehney ki chaah to kabhi ki hi nhi humney
lekin kabhi khushi ki ik gadi bhi jee nhi humney
kya batlaye ab aap ko apney halaat-e-mazzi
ke ab tak skuun ki zindgi jee nhi humney !!

Posted on 7/13/2005 4:30:01 PM

sukoon bhi milega gar rakhoge nahin maut ki tamana,
yehi to zidnagi hai, har maud se parta hai guzarna,
gum ke bina kushi ki ehimiyat* kaun samajhega,
har na man aye dost, aur koi mushkil se tu aab na darna

Posted on 7/13/2005 4:30:17 PM

Takleefein dil hi kam kahan hoti hain,
majbooriyon me jakdi zindagi hoti hai,
aaj keh di usne kuch aisi baat hai,
ashq nahi hain mere bas mein

Posted on 7/13/2005 4:30:37 PM

HiRa....:
sukoon bhi milega gar rakhoge nahin maut ki tamana,
yehi to zidnagi hai, har maud se parta hai guzarna,
gum ke bina kushi ki ehimiyat* kaun samajhega,
har na man aye dost, aur koi mushkil se tu aab na darna

hmmmm this one also good
baqi bhi perfect
but this one so gud

Posted on 7/14/2005 1:41:02 AM

par maut har gum ka haal nahin,    

hira, kis ki poetry hay yah?

agar ho sakay to aap sath main poets kay names bi likh diya karen

Posted on 7/14/2005 4:59:51 AM

nice

Posted on 7/14/2005 5:00:32 AM

Posted on 7/14/2005 6:48:12 AM

good

Posted on 7/14/2005 2:50:29 PM