jab meenu katti karta hai
![]()
jab koi promise toor day...
jab koi sahi say baat na karay...
jab koi naraz ho...
jab koi ignore karay (tab buhat zada rona ata hai)
jab koi shak karay
jab koi buhat buhat buhat yaad aay
jab kisi say bagair wajha kay chor diya tha tab tu buhat anso atay thay
jab zindagi say nafrat hoti hai tab bhi...
jab ya lagay k woh maray nahin ho ga...
jab ya lagay k usay koi aur pasand hai
jab ya lagay k woh kisi aur ka ho jaay ga
jab ya ahsas hota hai k I LUV HIM SO MUCH tu baithay baithay anso aa jatay hain aur jab ya ahsas ho k woh mujh say kitna pyar karta hai tab bhi....
aur abhi bhi anso hi hain raat say ankhon main promise but kuch kar nahin sakti....
aur ya jo KOI hai ya mara SUM1 hai

woh apna hee tha
jo ghum de gaya
hum ko rula gaya
hanstey hanstey khud tu woh chala gaya
kiska hai meenu kiska hai ?>
kiska hai meenu kiska hai ?>
APNAY AMAAN AOR ABBA KA HEY ...
wah shi jawab diya
aisa kab hota hey aap k sath?
![]()
![]()