kabi pakistan nahie gayie, nahie pak ke pedeshi hoon, likin apnay maaon ko, apnay bachon ko, aur apnay buzorgon ko takleef meai deek ker meri akoon meai asson nikal aya, Bristh on Paper, Pakistani in nature.
idder mujay meri paycheck ke intzaar hai, pir pesay masjid meai nahie likin Muslim Hands wallon ko do ge, Kapray be deena chatie hoon,
ALLAH unko ke kabroon meai noor ler ker aya, ALLAH sub ko aram aur tasalee daya, Jumma raat ke khatum meai un ka yaad be karon ge
main bhi her rooz khabroon main dhekh rahin hon dil toot jata hai really bachoon ko dhekh ker sab se zayada dil dhukhta hai....kash hum unke pyaroon ke liye kuch ker sakte jo guzer gae hain leekin friends jo guzer gae hain unke liye maghfarat ki dua karain aur jo hain unki madat karain allah ajar dai ga.
yes the dead cannot come back, but we must help the living it's tuff for them, and it is not fair on them either, but i have noticed something, normal Pakistani people, not even trained not even asked to help out in rescue operations. that makes me proud to call myself a muslim.
we cannot help ALLAH's will in doing thigs but we can help our fellow brothers and sisters in arms,
ow i fell so sorry for u
allah ka shuker hai ke humari family me sab tek ha
edar australia mai kafe logo ke family earthquake mai chale gai or ab koi family he nahi hai onki
javad yeh sun ker boohat afsos khuda unke piche reh jane waloon ko saber ata kare aur unko janat main jaga de ameen. Per honi ko koi nahin tal sakta na app na hum.