yes.u r 100% right coz Rasool saheb-e-Shariyat hota hai aur Woh nai/new shariyat le kar ata hai jab kay Nabi usi old Shariyat per ka'em hota hai Rasool ek time mai Nabi bhi hosakta hai aur Rasool bhi lakin Nabi ''Nabi tho hosakta hai lakin Rasool nahi. Rasool sahab-e-shariyat hota hey.Koi aasmaani kitab ya saheefa us par utarta hey.
Nabi sahab-e-shariyat nahi hota.
any one who can tell in more detail...