Meri Teraf A Ker To Dekh
Mutawjah Na Hoon To Kehna
Meari Rah Main Chal K To Dekh
Rahain Na Khool Doo To Kehna
Mujh Sey al Ker K Dekh
Bakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna
Meray Liye Beyqader Ho K To Dekh
Qader Ki Had Na Ker Doon To Kehna
Meray Liye Lut K To Dekh
Rehmat K Khazaney Na Luta Doon To Kehna
Meray Liye Bik K To Dekh
Anmool Na Ker Doo To Kehna
Mujhey Rab Maan K To Dekh
Sab Sey Beyniyaaz Na Kerdoo To Kehna
Meray Khuaf Sey Ansoo To Baha K To Dekh
Maghfirat K Darya Na Bahadoo To Kehna
Wafa Ki Laaj Nibha K To Dekh
Ata Ki Had Na Kerdoon To Kehna
Meray Naam Ki Tazem Ker K To Dekh
Hakim-e-Takreem Ki Inteha Na ker Do To Kehna
Apni Hasti Ko Fana Ker K To Dekh
Jam-e-Baqa Sey Serfaraze Na Kerdoo To Kehna
Mujhey Haieyolkaieyoom Man K To Dekh
Abdi Hayat Ka Ameen Na Banadoon To Kehna
Mera Ho K To Dekh
Her Kisi Ko Tera Na Bana Doon To Kehna
Jab koee kisi baat par hansey to is kee 2 meanings ho saktee hain.
1. Ye kay us kee samajh main ye baat hee nahee aayee
2. Ye kay is information se usko bohat khushee hoyee hay or jab koee khush hota hay to wo us ka izhar bhee karta hay. And the best way of showing your hapiness is smile.