Logo

Boy Alone Need a shelter From Strom


Jab Dil Toot JaTA hAI TO Din nahi guzarta lakin insan Bhai Kiya Hai Ke dil tootne kE baad Bhai kissi Masiihe Ka Intazar Karta hai ke Shaid Koi aye or who Ham ke sager se Bahir Nikale
lakin lakin lakin ................[alieneyesa]

Posted on 7/15/2003 3:12:40 PM

yaar mansoor jee tumhara dil to bahot dhukka ho ga hoor bari zalim hai poor boy

Posted on 7/15/2003 3:24:44 PM

hooor ho heer ho ya jo bhi ho sab hi zalim hoti hain
dil apni jaga duniya apni jaga haseena apni jaga or job apni jaga ye hi to duniya hai piyarooo
lakin jeene ko to sab hi jete hain
lakin khooshi se pharpoor zindagi jeena hi mere nazdeek jena hai
isi liye main hoor heer   ji talash main hoon jeeeeee

Posted on 7/15/2003 3:42:55 PM

hoor jee sun leya ab yea na kehna khi iss mae bh tera hath hae

Posted on 7/15/2003 8:53:38 PM

sun raha hoon bhi sun raha hoon lakin sun sun ker samjh nahi ati samjh ati hai ker ker is liyek erna chahta hoon tajurba aik main bhi phir aap ko batoon ga ke kiya howa

Posted on 7/16/2003 1:28:36 PM

mansooor jee batawoo mae sun raha hoon

Posted on 7/16/2003 11:10:59 PM

acha soffia je
very nice

Posted on 7/18/2003 1:39:52 AM

Hi sexy watssup how is it goin

Posted on 7/18/2003 2:16:13 PM

welcome to jb babemansoor aap ni to khudh hi bataya tha

Posted on 7/18/2003 10:54:05 PM

asl main mohabat yani love esa rishta hai jo totne main sab se asan hai lakin ager suche dil se ho to ka totna sab si moshkil hai
lakin mujhe koi ye batay ke mohabat hai khan
kahan milti hai
ya millsakti hai

Posted on 7/20/2003 12:36:43 PM

lEKIN KOI AATHA HI NAHIN HAI! LOL! GREAT POETRY... U SEEM TO B A GREAT POET... DO WRITE MORE

Posted on 7/21/2003 11:08:54 PM

aray main or poet aray nahi mujhe in cheeso ka kuch ata pata nahi mujhe to kai dafa apna bhi pata nahi hota lakin lakin perhna acha lagta hai time nahi hota wese aik poem aap ke liye kuen ke aap bhi to
cute ho
O Mistress mine, where are you roaming?
O, stay and hear; your true love's coming,
That can sing both high and low:
Trip no further, pretty sweeting;
Journeys end in lovers meeting,
Every wise man's son doth know.

What is love? 'Tis not hereafter;
Present mirth hath present laughter;
What's to come is still unsure:
In delay there lies not plenty;
Then, come kiss me, sweet and twenty,
Youth's a stuff will not endure.

Posted on 7/24/2003 1:45:59 PM

itni bari poem te sirf good khan ji.....

Posted on 7/24/2003 10:43:50 PM