Logo

TT bhai.... Sardaar of Nikammi Tanzeem

Mubarak dain sab log tt bhai ko..
wese ye khabar kafi purani hey, lekin aaj tt bhai is khushi main sab ko aik adad shandar treat day rahay hain..


Posted on 2/22/2006 8:52:17 PM

chalooo jii.. daktarr sahab,,
hum dabba ko to nahi aap ko mubarik de dete hein
aap ko bhi aik sardar mil gaya





tannn tan tan tannn tannn tannnnn

Posted on 2/23/2006 12:18:30 AM

ab TT kaum se khitab farmaye gay

Posted on 2/23/2006 1:40:42 AM

SALL:
chalooo jii.. daktarr sahab,,
hum dabba ko to nahi aap ko mubarik de dete hein
aap ko bhi aik sardar mil gaya





tannn tan tan tannn tannn tannnnn


khair mubarak khair mubarak..

lekin kya ye mubarak sirf hamaray liye hey..

Posted on 2/23/2006 11:33:02 AM

Teen Tracker:
ab TT kaum se khitab farmaye gay


kahan hey khitaab...

Posted on 2/23/2006 11:33:43 AM

he said that hwe will address to us
so come on Bhai plz we r waitinf 4 ue address

Posted on 2/23/2006 5:54:12 PM

TT ka adress main bata daiti hoon

TT
sadar baraye tanzeem e nikamman
bekaar mohalla
fursat wali gali
nikamma abad
tel:042-1111111
cell:0700-420000000050
email
[email protected]

Posted on 2/23/2006 6:03:28 PM

shahrukh khan:
pehle qoomi tarana


chalo sare khare ho jao ready 1 2 3
PAk sarr zameen shad bad

Posted on 2/23/2006 6:06:02 PM

QUEEN VICTORIA:
TT ka adress main bata daiti hoon

TT
sadar baraye tanzeem e nikamman
bekaar mohalla
fursat wali gali
nikamma abad
tel:042-1111111
cell:0700-420000000050
email
[email protected]




Posted on 2/23/2006 6:07:03 PM

~CHANDNI~:
kiya kiya TT bhai nay


lo.. awaam ko tt bhai k karnaamon ka pata e nahi...
hudd ho gai hey...

Posted on 2/23/2006 7:06:13 PM

rapunzel:
he said that hwe will address to us
so come on Bhai plz we r waitinf 4 ue address



aaaw.. humain to pata e nahi k unhon ne apna address dena hey... ooh tt bhai treat dena chah rahay hain shayad...

Posted on 2/23/2006 7:07:17 PM

shahrukh khan:
pehle qoomi tarana


kis kis ko aata hey poora tarana...


Posted on 2/23/2006 7:08:23 PM

Saradaar sahab,... kithay o tussi janaab...

Posted on 2/23/2006 7:09:33 PM

Doctor Sam:
rapunzel:
he said that hwe will address to us
so come on Bhai plz we r waitinf 4 ue address



aaaw.. humain to pata e nahi k unhon ne apna address dena hey... ooh tt bhai treat dena chah rahay hain shayad...



g g lag raha hai

Posted on 2/23/2006 8:30:51 PM

TT bhai zindabaad...


Posted on 2/23/2006 8:34:21 PM

of course

Posted on 2/23/2006 8:35:39 PM

aik aor naara lagaien zor se...


Posted on 2/23/2006 8:51:04 PM

achaaaaaaaaaaa
TT bahi Zindabad

Posted on 2/23/2006 8:53:32 PM

QUEEN VICTORIA:
TT ka adress main bata daiti hoon

TT
sadar baraye tanzeem e nikamman
bekaar mohalla
fursat wali gali
nikamma abad
tel:042-1111111
cell:0700-420000000050
email
[email protected]



TT bhai aaj kal tareepar hay, jab se unho ne nikama kaum ki sadarat sambhalee hay dushamano ki chatee par saanp lot rahe hain ,Allah mujhe bachaye ,Aur yeh kia qv aap ne address bata dia

Posted on 2/23/2006 10:37:05 PM

koi baat nahi TT bhai,

aaj ya kal aap ka address wese bhi mash-hoor ho e jana tha, aakhir aik AZEEM TAREEN PERSONALITY wahan rehti hey,,

aray haan, wo kuch newspapers walay aapka interview chahtay hain...

Posted on 2/24/2006 10:55:48 AM


Posted on 2/24/2006 11:38:04 AM

haan paper main inter view kay saath photo bhi daina per oon ko yaad say keh daina picture title ye ho

WANTED

Posted on 2/24/2006 1:55:40 PM

Doctor Sam:
TT bhai zindabaad...




rapunzel:
achaaaaaaaaaaa
TT bahi Zindabad





TT kitnay kitnay paisay diye hain in nara bazon ko

Posted on 2/24/2006 2:00:02 PM

Teen Tracker:
Aur yeh kia qv aap ne address bata dia


wo bas main nay socha tumhari publicity main hissa daal doon

Posted on 2/24/2006 2:02:39 PM

mein bhi is tanzeem mein shamil ho sakti hoon kai

Posted on 2/24/2006 3:36:55 PM

Teen Tracker:
ab TT kaum se khitab farmaye gay

sab chup kar jaoooo
dabba bajne wala hai

Posted on 2/24/2006 5:36:54 PM

Doctor Sam:
khair mubarak khair mubarak..

lekin kya ye mubarak sirf hamaray liye hey..

han to kya,,
agar aap ka matlab hum se hai to jii hamara bhi bhala koi sardar ho sakta hai kya

Posted on 2/24/2006 5:38:13 PM

QUEEN VICTORIA:
haan paper main inter view kay saath photo bhi daina per oon ko yaad say keh daina picture title ye ho

WANTED


nahi jee, aapko ghalat fehmi hui hey jee...
TT bhai k liye ye title nahi ho sakta..

Posted on 2/24/2006 6:51:33 PM

QUEEN VICTORIA:
Teen Tracker:
Aur yeh kia qv aap ne address bata dia


wo bas main nay socha tumhari publicity main hissa daal doon


kya ye koi itna naik kaam tha?

Posted on 2/24/2006 6:53:36 PM

QUEEN VICTORIA:
Doctor Sam:
TT bhai zindabaad...




rapunzel:
achaaaaaaaaaaa
TT bahi Zindabad





TT kitnay kitnay paisay diye hain in nara bazon ko



pese

oooh to kya naara laganay walon ko pese bhi miltay hain...

Posted on 2/24/2006 6:55:05 PM

red rose:
mein bhi is tanzeem mein shamil ho sakti hoon kai


kion nahi kion nahi

ye tanzeem bani e aap jese logon k liye hey..

Posted on 2/24/2006 6:57:17 PM