Logo

Mujhe Tum Yaad aatay ho


Posted on 4/6/2006 12:37:43 PM

again. mujhe yaad nahi k ye main ne pehle post ki hey ya nahi...

agar nahi ki to ye boooohat pyari c nazm... dedicated to Nikammay bhai...

Posted on 4/6/2006 12:39:26 PM

Really Good Poem....Hum Sehraonn Kay rehnay waalonn ko tou aur bhi achhi lagti hay ...Kiyun Humainn aksar sub yaad atay hainn

Posted on 4/6/2006 12:48:09 PM

ufffffffffff.... nb aap ne humain bhi dukhi kar diya...

Posted on 4/6/2006 1:18:14 PM

"jo hum nay daastaann apni sunayee aap kiyun roye"


Posted on 4/6/2006 1:31:33 PM

kion k wo bohat dukhi thi...

Posted on 4/7/2006 7:14:37 PM

"Apna Dukh bass Apna hi Dukh Hota hay"
"Apnay Aap say Saari Baatainn Kehna Sekh Liya"

"Nayee Naweli tanhayee ki baanhainn Daal kay banhonn mainn"
"Raat Gaye tek Nehar kinaaray baithay rehna seek liya"

Posted on 4/7/2006 7:43:45 PM

nahi janaab..... apna dukh buss apna hi nahi hota...

yaad k hawalay se aik aor nazm mere paas pardi hui hey..

Posted on 4/7/2006 7:56:22 PM

Bohat achhi Akkasiye Jazabaat ki gayee hay iss Nazam mainn...


Magar Tumhainn kiyun udaas keroon yaad ker yunn
Iss say achha hay Khush Raho kisi ky Sang


Posted on 4/7/2006 7:58:57 PM

i love this nazm... i think Mohsin naqvi has wrote so many great poems.. its one of them.. no doubt...
booohat khoobsoorat.. aik aik lafz...

Posted on 4/7/2006 8:08:25 PM

No Doubt....

Dil k taar chher denay waala nahin...Dil kay Taaronn ko Zer-o-Zabar ker denay waalay Hurrooff..


May Allah Bless Him and His Soul rest in Peace...Aameen

Posted on 4/7/2006 8:10:28 PM

aameen...


Posted on 4/7/2006 8:22:30 PM