Logo

buss aise e

topic bananay ka mann kar raha tha.. hum ne bana diya..
Kabhi kabhi dil ki baat maan leni chahiye na...
aor humain to aksar inkaar e karna parta hey, khas tor pe rozana subha.. jab dil kehta hey.. Meethi meethi neend k mazay lo...
to ab agar aik nanni c masoom c khwahish hum ne maan li to kya ghalat kiya..


Posted on 8/9/2006 8:46:54 PM

aap ne belkul ghalat nahi kiya

Posted on 8/9/2006 9:44:49 PM

kher hey

Posted on 8/9/2006 9:56:59 PM

ab aap ka dil chahay ager kay qutab meenar per charhh jain to kya aap pohanch jain gay wahan

Posted on 8/10/2006 4:47:32 PM

qutab minar hey kahan..?

wese hamara dil bhi aqalmand hey..

Posted on 8/10/2006 8:09:42 PM

qutab minaar Dehli main hai
and hanooz dilli door ast
bye shye

Posted on 8/10/2006 8:22:19 PM

dil se ray...

Posted on 8/10/2006 8:26:27 PM

Dr ko sharam a gaye



Posted on 8/11/2006 4:52:47 AM

haan haan bohat shermeelay hain

Posted on 8/11/2006 12:27:57 PM

ha ha ha ha

Dr ko sharam

Posted on 8/11/2006 1:28:45 PM

kaise hi




daktar ka ilaj karwao
hamare wali beemari ho gai hai inn ko

Posted on 8/11/2006 3:58:27 PM

aur aap ko konsi bemaari hai

Posted on 8/11/2006 4:08:26 PM

QUEEN VICTORIA:
haan haan bohat shermeelay hain



Dr jeee bhi na

arye yeh sab drama hia


Posted on 8/11/2006 9:09:16 PM

haan na.. hum mashriqi hain na.. isliye sharmeele hain..
busss.. bohat chammo aati hey,...

Posted on 8/11/2006 10:30:43 PM

cutefriend:
QUEEN VICTORIA:
haan haan bohat shermeelay hain



Dr jeee bhi na

arye yeh sab drama hia



cf aajkal hum se phadda karne k chakkar main hain..

Posted on 8/11/2006 10:32:03 PM

mashriqiiiiiiiiiiii
dr sb kya hain aap mashriqi............?

Posted on 8/12/2006 12:23:10 PM

.......... mashriqi bashinde

Posted on 8/12/2006 12:51:31 PM

sall ki aqalmandi ki azmat ko hum salam kartay hain..

Posted on 8/12/2006 8:17:25 PM

Doctor Sam:
topic bananay ka mann kar raha tha.. hum ne bana diya..
Kabhi kabhi dil ki baat maan leni chahiye na...
aor humain to aksar inkaar e karna parta hey, khas tor pe rozana subha.. jab dil kehta hey.. Meethi meethi neend k mazay lo...
to ab agar aik nanni c masoom c khwahish hum ne maan li to kya ghalat kiya..




koi baat ni iss baar muafff kiya..

Posted on 8/12/2006 8:20:04 PM

meherbani aap ki...

aapka ehsaan hey mujh pe...

Posted on 8/12/2006 8:23:08 PM

nahin nahin.... ehsaan ki kay abaat .......bary dil wally haan...(muhawaraten,not really bara dil)muaffi araaaaam se dy dety han..

Posted on 8/13/2006 4:20:00 AM

Doctor Sam:
topic bananay ka mann kar raha tha.. hum ne bana diya..
Kabhi kabhi dil ki baat maan leni chahiye na...
aor humain to aksar inkaar e karna parta hey, khas tor pe rozana subha.. jab dil kehta hey.. Meethi meethi neend k mazay lo...
to ab agar aik nanni c masoom c khwahish hum ne maan li to kya ghalat kiya..




nahi kuch bhi galat nahi kiya ...

Posted on 8/13/2006 11:54:15 AM

MeMe:
nahin nahin.... ehsaan ki kay abaat .......bary dil wally haan...(muhawaraten,not really bara dil)muaffi araaaaam se dy dety han..


oye hoye... jb main barday dil walay log aa gaye hain..
wah jee wah... aaahaa...

wo kya hey na k aik experiment k liye hamain aik barday dil walay insaan ki zaroorat hey...

Posted on 8/13/2006 6:12:25 PM

Doctor Sam:
meherbani aap ki...

aapka ehsaan hey mujh pe...



dr sb main

asai mhrubanai ker tha reh tha hoon

Posted on 8/17/2006 3:08:46 PM

ab to aadat c hey aapko aise jeene main..

Posted on 8/27/2006 4:22:03 PM

Bus eik paal



mein guzar janee hai yeh zindagi

Posted on 8/27/2006 4:29:14 PM

sahi ka ha Aap nai Dr sb

Posted on 8/28/2006 4:41:39 PM

aap ne bhi ye baat sahi kahi hey...

Posted on 8/28/2006 8:10:53 PM

but dr kee her baat zaroori tu nahi k sahi ho

Posted on 8/28/2006 8:57:21 PM

sahi

Posted on 8/28/2006 11:10:34 PM

hanji Sahi sahi sahi


waisey aaj kal yeh Sahi virus kafi pehla hoya hia

Sahi

Posted on 8/28/2006 11:16:24 PM