Logo

~ mein mar bhi jayoon


Posted on 9/3/2006 5:49:44 PM

good

Posted on 9/4/2006 8:00:37 AM

fragi very good

Posted on 9/4/2006 1:25:02 PM

Yeh Daulat bhi lelo Yeh Shohrat bhi lelo
Bhale Cheen Lo mughse mere jawani
Mager mughko lauta go bachpan ka sawan
Woh Kaghaz ki Kashti woh barish ka pani

Muhale ki sabse Purani Nishane
Woh Budhriya Jisse bache kehte thai Nani
Woh Nani ki batoon main Paryoon Ka daira
Woh chehre ki jhudhioon Main Sadiyoon Ka Phaira
Bhulae nahin bhul sakta hai koi
woh chooti si raatain woh lambi kahani

Kari dhoop main appne gher se nikalna
woh chirya woh bulbul woh titli pakrna
woh gurya ki shaadi pe larna jhagrna
woh jhuloon se girna gir ker sambhalna
woh pital ke chaloon ke pyare se tofe
woh tuti hui chooriyoon ki nishane
woh kaghaz ki kashti woh barish ka pani






Posted on 9/4/2006 5:08:16 PM

jab tu akeli bheti hogi
tujhe ko khub rulayoon ga

Posted on 9/7/2006 10:01:53 PM

wow great poem in urdu writing
wowwwwwwwwwwwwwwwwwww

Posted on 9/7/2006 10:02:59 PM


Posted on 9/8/2006 2:32:44 AM