tunay sunayia woh jo sunaye na day
or dikhayia woh jo dikhaye na day
suba sarhid main nikla ramadan ka chand
baqi dunyia main kahin dikhaye na day
chand daykha nahin phir bhi deed karli
main nay to kahay sunay ki taheed karli
saray mulik kay against hokay yaroo
sab ka roza tha or main nay eid karli
oye hoye sadqay jawan gusa a hi jata hai ab roza hi nahin khul rahac f kahin judge laga huwa hai kyia