Logo

< Ajab Ghardi thi >

is nazm pe mujhe aap k views chahiyen..


Posted on 10/1/2006 1:41:21 PM


Posted on 10/1/2006 2:41:34 PM

no comments cf.. give ur opinion...

Posted on 10/1/2006 3:26:06 PM

insaan apney poraney saathi dost chor ker kabhi kabhi kisi andheki raah per chal perta hai aur phir akser woh kuch bhi hasil nahi kar pata kuch decide nahi kar pata tu woh beyakeeni kee sorat mein wapsi kee soch rakhtey hoye bhi wapis nahi jaa paata

Posted on 10/2/2006 9:20:51 AM

Thank U fragi baba..

NB aap kya kahain gay..

qv aor sall aap log kahan hain..?

Posted on 10/2/2006 12:40:46 PM

na janey kiyoon yeh mujhe eik haqeeqat maloom hoti hai

Posted on 10/2/2006 12:57:27 PM

iftikhar arifffffffff

Posted on 10/2/2006 3:28:17 PM

Insaan ki zindagi mainn Hamesha 2 Raastay hotay hainn...Good Or Bad...Donon Raastay Aik hi Point say start hotay hainn

Good per chalay tou bohat achha,,,

Bad per chalay tou uss ki apni choice ya bay khayaali aur attraction...

Magar Bad Raastay per chal pernay kay baad jaisay jaisay insaan ko ehsaas hota hay aur samajh aati hay...Woh wapsi ki koshish kerta hay...

Magar Problem yeh hay keh pehlay ussi point per wapas aana perta hay jahan donon raastonn ka JOINT tha,,,,Jahan say Donon shuru huwe thay..

Iss Jaaanay Aur Point per wapas aanay mainn jo Time Factor involve hay woh Important hay....




Posted on 10/2/2006 10:34:33 PM

baat waheen per chalee jati hai

Riz ji ka khiyal tha

Dont Let it Die in an easy way, Burry it alive, and forget the place where you burried it, Run on the way of Life and never turn back.

Posted on 10/2/2006 10:37:41 PM

meri Line....

Posted on 10/2/2006 10:42:38 PM

issay perh ker jo pehla khaayal zehan mainn aaya woh yeh tha


Posted on 10/2/2006 10:45:10 PM



per mein shaid is ka kail hoon


Umeed ........

Posted on 10/2/2006 10:45:22 PM

Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay

Posted on 10/3/2006 12:11:47 AM

shaid is hadsey ka mein shikar ho chuka hoon

Posted on 10/3/2006 8:41:03 AM

new_beau:
Insaan ki zindagi mainn Hamesha 2 Raastay hotay hainn...Good Or Bad...Donon Raastay Aik hi Point say start hotay hainn

Good per chalay tou bohat achha,,,

Bad per chalay tou uss ki apni choice ya bay khayaali aur attraction...

Magar Bad Raastay per chal pernay kay baad jaisay jaisay insaan ko ehsaas hota hay aur samajh aati hay...Woh wapsi ki koshish kerta hay...

Magar Problem yeh hay keh pehlay ussi point per wapas aana perta hay jahan donon raastonn ka JOINT tha,,,,Jahan say Donon shuru huwe thay..

Iss Jaaanay Aur Point per wapas aanay mainn jo Time Factor involve hay woh Important hay....





Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm ye wese to bari simple c baat hey.. lekin aap ki simple c baaton ki complexity mujhe kafi sawal de jati hey NB..

Posted on 10/3/2006 3:31:36 PM

~Fragi~:


Dont Let it Die in an easy way, Burry it alive, and forget the place where you burried it, Run on the way of Life and never turn back.


die in an easy way...

Mohabbat aor Mot... .... easy way..... never turn back..... ...
............... question marks...

Posted on 10/3/2006 3:33:41 PM

new_beau:
issay perh ker jo pehla khaayal zehan mainn aaya woh yeh tha



ye pehla khayal adhura kion hey...?

Posted on 10/3/2006 3:34:28 PM

~Fragi~:


per mein shaid is ka kail hoon


Umeed ........


aaap wapis lotna chahtay hain...wapsi ka amal bohat takleed wala hota hey aor kya pata...
wahan ja k aapko pata chalay... k kitaab to hey e nahi.. phir...

Posted on 10/3/2006 3:40:26 PM

new_beau:
Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay


well said...

kabhi kabhar peeche dekhne main kya faeda hey
?

Posted on 10/3/2006 3:41:48 PM

Doctor Sam:
~Fragi~:

Dont Let it Die in an easy way, Burry it alive, and forget the place where you burried it, Run on the way of Life and never turn back.


die in an easy way...

Mohabbat aor Mot... .... easy way..... never turn back..... ...
............... question marks...


mohabat mein takmeel mohabat ko shaid maut bhi na rok sakey

wapsi k rastey nahi band karney chaiyee

we muz turn bak ..

ya wapsi k liye rasta khula rakhna chaiyee na

Posted on 10/3/2006 4:54:51 PM

Doctor Sam:
~Fragi~:


per mein shaid is ka kail hoon


Umeed ........


aaap wapis lotna chahtay hain...wapsi ka amal bohat takleed wala hota hey aor kya pata...
wahan ja k aapko pata chalay... k kitaab to hey e nahi.. phir...



per is umeed per k shaid wahan per abhi tak woh kitab ho tu, wahan chaley jana chaiye

wapsi ka safar bohat takleef wala hota hai mein manta hoon per umeedian insaan ko wapis janey ka dars deti rehti hain

k shaid rah mein abhi woh kitab muntazir ho abhi tak

Posted on 10/3/2006 4:57:36 PM

Doctor Sam:
new_beau:
Back View Mirror sirf iss liyey hota hay keh kabhi kabhaar uss mainn dekh liya jaye..keh koi peechhay hay keh nahin....Musalsal dekhnay say aagay accident ho sakta hay


well said...

kabhi kabhar peeche dekhne main kya faeda hey
?



kam az kaam insaan apney track ko hee dekh leta hia .. jahan sey ho ker woh aya hota hai

Posted on 10/3/2006 4:58:32 PM

hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

Posted on 10/3/2006 11:41:09 PM

itna lamba hmmmm

Posted on 10/4/2006 9:50:56 AM

abhi hum soch rahay hain na...

Posted on 10/4/2006 9:13:59 PM

abhi tak ...



03-October-2006 at 11:41pm sey abb tak .... itnee lambhi soch

Posted on 10/4/2006 9:15:37 PM

soch to hum abhi tak rahay hain..

Posted on 10/6/2006 8:56:45 PM

yeah kaiseee soch hai.... jo abhi tak chal rahee hai

Posted on 10/6/2006 8:58:46 PM

Doctor Sam:
new_beau:
Insaan ki zindagi mainn Hamesha 2 Raastay hotay hainn...Good Or Bad...Donon Raastay Aik hi Point say start hotay hainn

Good per chalay tou bohat achha,,,

Bad per chalay tou uss ki apni choice ya bay khayaali aur attraction...

Magar Bad Raastay per chal pernay kay baad jaisay jaisay insaan ko ehsaas hota hay aur samajh aati hay...Woh wapsi ki koshish kerta hay...

Magar Problem yeh hay keh pehlay ussi point per wapas aana perta hay jahan donon raastonn ka JOINT tha,,,,Jahan say Donon shuru huwe thay..

Iss Jaaanay Aur Point per wapas aanay mainn jo Time Factor involve hay woh Important hay....





Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm ye wese to bari simple c baat hey.. lekin aap ki simple c baaton ki complexity mujhe kafi sawal de jati hey NB..


"Guzar jaata hoonn chup chaap tahi daaman saa"
"Ussay kuchh magar meri khamashi day jaati hay"




Doctor Sam:
~Fragi~:


Dont Let it Die in an easy way, Burry it alive, and forget the place where you burried it, Run on the way of Life and never turn back.


die in an easy way...

Mohabbat aor Mot... .... easy way..... never turn back..... ...
............... question marks...


Yahann baat Mohabbat ki nahin..."RABT" aur "TA'ALLUQ" ki ho rahi hay...Mohabbat wahinn rehti hay aur rehni bhi chahiyey magar Rabt ko tor dou taa keh donon apnay liyey Naye Raastay aur Manzil talaash ker sakainn...(Personal View - Qaari ka Raaqem ki raye say Mutaafiq hona zaroori nahin)

Doctor Sam:
ye pehla khayal adhura kion hey...?


Takmeel planned baatonn ki hoti hay...Khayaalaat kay dhaaray kabhi mukammal nahin hotay...

Posted on 10/6/2006 11:55:50 PM

per Takmeel e mohabat kiya hia akhir ???

Posted on 10/7/2006 9:11:07 AM

Mohabbat mainn Takmeel ho sakti hay...Magar Honi nahin chahiyey

Posted on 10/7/2006 11:16:21 PM