Logo

{{{ GiLa }}}


Posted on 10/10/2006 11:01:34 PM

Doctor Sam:



nice very nice

Posted on 10/11/2006 1:11:12 AM

buhat khoob

Posted on 10/11/2006 7:14:27 AM

Hawa....


hawa ka kaam tu chalna tha ......



infact jo kaam qudrat k hain, unko koi badal nahi sakta ... gila tu khiar kisi sey ban hee nahi sakta ...haan doosh diya ja sakta hai ... per woh bhi merit per

Posted on 10/11/2006 10:49:58 AM

gilla to apnay bikhertay huey safar say hai

Posted on 10/11/2006 12:14:28 PM

shahrukh khan:


aap ko achi lagi..?

Posted on 10/11/2006 12:40:29 PM

koi mujhe yeh tu bataye k gila kahan hota hai ???

Posted on 10/11/2006 2:43:24 PM

istarah k sawal na poocha karain...
lekin agar aap poochain gay to nahi aap ki maloomaat main izaafa kese hoga..

Posted on 10/11/2006 7:03:16 PM

no comments

Posted on 10/12/2006 12:48:37 AM

"uduu k sang se aghyaar ki jafa se nahi"
"gila to ehl e chaman k dil o nazar se hai"

Posted on 10/12/2006 2:48:01 AM

Doctor Sam:
istarah k sawal na poocha karain...
lekin agar aap poochain gay to nahi aap ki maloomaat main izaafa kese hoga..



maloommat k saath sath waisey bhi ....


insan sochta hee hia na

Posted on 10/12/2006 2:33:40 PM

baba jee..


post to hum ne ki hey...

Posted on 10/12/2006 9:34:00 PM

tu apko baba ji bana diya hia MG ney

Posted on 10/13/2006 9:02:48 AM

bohat khoobsoorat intikhab once again doc.sam
amjad islam amjad ki kuch nazmain perh ker faiz ahmed faiz yad a jate jain

Posted on 10/13/2006 11:08:17 AM

~Fragi~:
tu apko baba ji bana diya hia MG ney


Guitar walay bhai ki ye ghalti hum kese maaf karain gay...?

Posted on 10/13/2006 11:29:58 AM

nikama:
bohat khoobsoorat intikhab once again doc.sam
amjad islam amjad ki kuch nazmain perh ker faiz ahmed faiz yad a jate jain



shukriya nikamma bhai..

ab hum soch rahay hain k kuch aor bhi post kiya jaye aap k liye...

Posted on 10/13/2006 11:32:26 AM

Doctor Sam:
~Fragi~:
tu apko baba ji bana diya hia MG ney


Guitar walay bhai ki ye ghalti hum kese maaf karain gay...?



tu kiya hoya sam bhaiya aap bhi Baba ji ban jayein

Posted on 10/13/2006 11:45:55 AM

na jee na...


Posted on 10/13/2006 1:53:11 PM


Posted on 10/14/2006 2:23:16 AM

Doctor Sam:
na jee na...




haan ji haan .. tu phir 2 baba ho jayein gein

Posted on 10/14/2006 1:40:32 PM

Doc saab,
Can I again request you to write this poetry
in english alphabets ?

Yes na.


Posted on 10/15/2006 7:43:56 AM

hmmmmm aap ki wish zaroor poori karain gay Danie..

lekin fruit chaat khanay k baad..

Posted on 10/15/2006 7:16:55 PM

abhi tak fruit chat khatam na ho sakee ???

Posted on 10/15/2006 11:04:09 PM

DAnie ki Fermayesh

Posted on 10/29/2006 5:49:56 PM

oooh v sorry danie...

ye topic mujhe yaad e nahi tha...

abhi to hum buss jaldi jaldi topics dekh rahay hain, exams k baad likh dain gay..

wese ye kaam koi aor bhi kar sakta hey....

Posted on 10/30/2006 12:34:46 PM

Ishaara Kahin Hamaari taraf tou nahin


Mqinn Paris say aa ker likh doon ga thora wait pls Danie Bro...

Posted on 10/31/2006 12:53:17 AM


Gila hawa se nahi hey hawa to andhi thi
magar wo barg k tootay to phir haray na huye
magar wo sir k jhukay aor phir kharday na huye
magar wo khwab k bikhray to be-nishaan thehray
magar wo hath k bichrday to istakhwan thehray
gila hawa se nahi , tundi-e-hawa se nahi
hansi k teer chalati hui fiza se nahi
aduu k sang se ,aghyaar ki jafa se nahi
gila to girtay makaanon k baam-o-dar se hey
gila to apnay bikhartay huye safar se hey
hawa ka kaam hey to chalna hey,usko chalna tha
koi darakht giray ya rahay, usay kya hey
gila to ahl-e-chaman k dil-o-nazar se hey
khazaan ki dhool main liptay huye shajar se hey
Gila seher se nahi, ronaq-e-seher se hey
Amjad Islam Amjad




for U danie... for this i had to come...

Posted on 11/4/2006 7:40:34 PM

have u seen it danie?

Posted on 11/5/2006 5:44:45 PM

Thanx bro.
I like the style of this poet.
When r ur exams?

Best of luck and many many heartiest wishes

ki aap hamesha rahen

AVVALL NUMBER

Posted on 11/5/2006 5:59:09 PM