Logo

Hawa us se kehna.........................


Posted on 10/18/2006 1:47:41 AM



wah wah raat main shayeri and back ground bhi black lagaya hia
kiya combination kiya hai raat ka

Posted on 10/18/2006 1:59:23 AM

very good poetry n designing also

Posted on 10/18/2006 8:59:13 AM


Posted on 10/18/2006 10:10:37 AM

zaber dast poetry hai

Posted on 10/18/2006 12:19:01 PM

cutefriend:


wah wah raat main shayeri and back ground bhi black lagaya hia
kiya combination kiya hai raat ka


aadaab arz hey jee...

Posted on 10/18/2006 3:21:24 PM

sun_shine:
very good poetry n designing also


shukriya sunshine..

aray janab.. main ne kya designing karni thi.. buss dil chaha k isko black background main likha jaye...

Posted on 10/18/2006 3:22:59 PM

QUEEN VICTORIA:
zaber dast poetry hai


jee qv... bohat khoobsoorat poetry hey... Mohsin naqvi ki..

Posted on 10/18/2006 3:26:15 PM

Doctor Sam:
cutefriend:


wah wah raat main shayeri and back ground bhi black lagaya hia
kiya combination kiya hai raat ka


aadaab arz hey jee...




Posted on 10/18/2006 5:50:40 PM

simple designing hain per buhat khoobsurat hain

Posted on 10/19/2006 7:04:30 AM




Hawa us sey kuch na kehna   

Posted on 10/19/2006 9:43:05 AM

payari poem
payari choice

Posted on 10/19/2006 10:31:54 AM

Aor Pyaray " Dr Sam"

Posted on 10/19/2006 2:22:52 PM

itnee piyaari poem k end mein aisee baat

Posted on 10/19/2006 2:50:21 PM

Doctor Sam:
Aor Pyaray " Dr Sam"

ager ap larki hote to main bhi yehi kehta

Posted on 10/19/2006 3:00:02 PM

shuker hey...

Posted on 10/19/2006 3:31:28 PM

Doctor Sam:
shuker hey...



kis baat ka ???



waisey poem bohat achee hai







uknow y i m laffing

Posted on 10/19/2006 3:33:37 PM

~Fragi~:
itnee piyaari poem k end mein aisee baat


pyari poem k end main aik pyari baat...

Posted on 10/19/2006 3:38:44 PM

~Fragi~:
Doctor Sam:
shuker hey...



kis baat ka ???



waisey poem bohat achee hai







uknow y i m laffing


me too laughing...
a lot..

thts y i said Shukar hey...

Posted on 10/19/2006 3:39:45 PM

Doctor Sam:
~Fragi~:
itnee piyaari poem k end mein aisee baat


pyari poem k end main aik pyari baat...


i doubt

Posted on 10/19/2006 4:35:15 PM

lagta yeh hawa koi larki hia

Posted on 10/20/2006 1:16:29 AM

aap se isi baat ki ummeed hey cf

Posted on 10/20/2006 9:04:31 PM

hawa chalna bund ho gayee

Posted on 10/20/2006 9:05:29 PM

For danie

hawa
subh-damm uski aahista aahista khulti hui aankh se
khwab ki seepiyan chun-nay jaye to kehna
K hum jagtay hain
hawa us se kehna
k jo hijr ki aag peeti ruton ki tanaabain
ragon k sath ulajhti hui sans k sath kass dain
unhain raat k surmai haath khairat main neend kab de sakay hain
hawa us k baazu pe likha hua koi taaweez bandhay to kehna
k aawargi ordh kar sans lete musafir
tujhay khojtay khojtay thakk gaye hain
hawa us se kehna
k hum n tujhe khojne ki sabhi khwahishon ko
udaasi ki deewar main chunn diya hey
hawa us se kehna
k wehshi darindon ki basti ko jatay huye raston per
tere naqsh-e-paa dekh kar
hum ne dil main tere naam k har taraf
ik seyaah maatmi hashiya Bunn diya hey
hawa us se kehna

Hawa kuch na kehna
hawa kuch na kehna

Mohsin Naqvi

Posted on 10/20/2006 9:09:39 PM

Doctor Sam:
aap se isi baat ki ummeed hey cf


chalooo ap khush tu huyeeeeeeeeee


Posted on 10/20/2006 10:36:27 PM

Thanx Doc Bro, I liked it.

hawa us se kehna
k hum n tujhe khojne ki sabhi khwahishon ko
udaasi ki deewar main chunn diya hey

hawa us se kehna
k wehshi darindon ki basti ko jatay huye raston per
tere naqsh-e-paa dekh kar
hum ne dil main tere naam k har taraf
ik seyaah maatmi hashiya Bunn diya hey



Posted on 10/20/2006 11:48:23 PM

no thanks Danie...

aap k liye baqi bhi english main likhain gay...

Posted on 10/21/2006 1:49:52 PM

aur Hamaary Liyey

Posted on 10/29/2006 5:39:48 PM

aapko urdu aor english dono e parhni nahi aatien..?

Posted on 10/30/2006 12:39:12 PM

   

Posted on 10/31/2006 12:52:07 AM