Logo

Woh beete din yaad hai

In memories of 24th december 2005....
Cant forget the time from
13th december 2003 - 16th April 2004 &
January 2005-6th November 2005 &
13th december 2005-19th March 2006


Woh beete din yaad hai, Woh palchhin yaad hai
Guzaare tere sang jo lagaake tujhe ang jo
Woh muskaana tera, Woh sharmaana tera
December ka sama, Woh bheegi bheegi sardiyaan
Woh mausam kya hua, na jaane kahan kho gaya
Bas yaadein baaqi
Woh baatein sab yaad hain, Woh raatein sab yaad hain
Bitaayi tere sang jo lagaake tujhe ang jo
Mujhse lipatna tera, palkein jhukaana tera
Abhi hai dil mein mere honton ki voh narmiyaan
Aag lagaake tum na jaane kahan kho gaye
Bas yaadein baaqi

Woh beete din yaad hai, Woh palchhin yaad hai
Guzaare tere sang jo lagaake tujhe ang jo
Woh muskaana tera, Woh sharmaana tera
December ka sama, Woh bheegi bheegi sardiyaan
Woh mausam kya hua, na jaane kahan kho gaya
Bas yaadein baaqi,

Posted on 12/25/2006 12:01:05 AM

still waiting for da time to come

Posted on 12/25/2006 2:59:09 PM

yeh song to acha hy magar yeh sab kiya hay

Posted on 12/25/2006 6:32:34 PM

dhoka aik aur dhoka

Posted on 12/25/2006 9:20:41 PM

sadiyan purani

Posted on 2/18/2007 11:00:40 AM