Logo

Akeela hoon Main Akeela hoon

Akeela hoon

manzil hai na ham dam hai
kuch hai tu ager dam hi dam hai
main is dunya main akela hoon
akeela hoon main akeela
awara hon badal ki tarhan
meri dunya dur sitaron se
barghat ki hui ik mauj main
jo mil na sakye gi kinaron se
jo mil na skaye gi kinaron se
manzil hai na hamdam hai
kuch hai tu ager dam hi dam hia
main is dunya main akela hoon
main har gham pe hasta hi raha
yeh ankh kabhi purnam na hui
main har gham pe hasta hi raha
yeh ankh kabhi purnam na hui
main sath chala duniya ke mager
duniya hi sharkey gham na hui
dunya hi sharkye gham na hui

manzil hia na hamdam hai
kuch haitu ager dam hi dam hia
main is dunya main akela hon
mujh pyar hai kyon tanhay se
bedard zamana kia janye
jis dil ne chot na khai ho
woh mera fasana kia janye
manzil hia na hamdam hai
kuch haitu ager dam hi dam hia
main is dunya main akela hon

Posted on 2/7/2007 2:25:21 AM

kya hoo gaya CF Bro

Posted on 2/7/2007 10:14:35 AM

kuch nai jeeee
bas awayen

Posted on 2/7/2007 12:40:11 PM

acha acha

Posted on 2/7/2007 2:11:26 PM

oay aram se koi akela nhi sab k sath Allah hai

Posted on 2/7/2007 2:44:01 PM

wafakadard:
acha acha


jee jeee

Posted on 2/7/2007 2:50:08 PM

rapunzel:
oay aram se koi akela nhi sab k sath Allah hai


woh tu hai


Posted on 2/7/2007 2:50:42 PM