Logo

anokha waqiya

jb ki history ka anokha waqiya
GEE_Z ki 1000 post
congratss GZ

Posted on 3/28/2007 9:31:58 PM


Posted on 3/28/2007 10:21:19 PM



CONGRATULAAATIONSssss JEE

Posted on 3/28/2007 11:42:01 PM


Congrats....


Posted on 3/29/2007 8:35:00 AM

mubarakaaaaan
lagay raho

Posted on 3/29/2007 4:51:15 PM

awww.. atleast ker lie 1000 :)

Congratz!

Posted on 3/29/2007 7:45:56 PM

Congratsssssss

Posted on 3/29/2007 8:19:37 PM

dekho zara sab kaisay hans rahay hain

Posted on 3/29/2007 9:21:57 PM

Queeni v ji kiyon new members k samnay meri sari bazti khrab kar rahi hain


aub baat he hansy wali hai mai na socha jin ko hansi nahi bhi a rahi woh meri pic dekh k hans layan lolzzz

Posted on 3/29/2007 11:56:01 PM

Gee-Z:
Queeni v ji kiyon new members k samnay meri sari bazti khrab kar rahi hain


aub baat he hansy wali hai mai na socha jin ko hansi nahi bhi a rahi woh meri pic dekh k hans layan lolzzz




pehlay tou aap ko meri taraf say is izat afzai pe shuker guzar hona chahye kay is azeem kamiyabi per main nay topic banaya


waisay new members ko is 1000 ki ahmiat ka andaza nahin hai na ye tou aap aur hum janatay hain na kay is 1000 kay liye kitni mehnat hui hai
kitni yadain hain is kay peechhay

Posted on 3/30/2007 10:19:50 PM

thanx ji iss izzat afzi k

no doubt mai khud bhi ya he soch raha hooon is mai mera koi itna khass karnamaa nahi hai ya sub ap logan ki waja say he 1000 tak ayii hain
wasiya is baar mery pay khass mehrabni bhi bauth ki gayii hai is k ap sub ko notice layna chiyah

wasiya no doubt yaaaaaaaaaaadian kumbukht peecha nahi chorti

khar ek sher hai but addha ataa hai

"Mai tanha Thaa Magar Accha Larah Thaa"




thanx again

holla

Posted on 3/30/2007 11:18:09 PM

YEHI SPEED RAHI TO...........NEXT MUBARAK DENAY K LIYE 2010 TAK WAIT KARNA PARY GA..

Posted on 4/5/2007 8:41:34 AM

CONGRGTZZ YR

Posted on 4/5/2007 8:42:21 AM

aik anokha waqiya G-zee nay kiya   

dosra anokha waqiyaa mein karongi

congratulations G-zee kitni mehnat ki hogi na 1000 karnay mein

Posted on 4/5/2007 12:37:42 PM

aww bisma.. app bus ajaya kijiye.. 1000 khud hi ho jaen gey

Posted on 4/5/2007 8:33:34 PM

javad:
YEHI SPEED RAHI TO...........NEXT MUBARAK DENAY K LIYE 2010 TAK WAIT KARNA PARY GA..


javed yaar u r a innocent guy ..

tum ko shayd mery shorat k kissson k nahi pata lolzzz


Posted on 4/5/2007 11:40:46 PM

BisMa:
aik anokha waqiya G-zee nay kiya   

dosra anokha waqiyaa mein karongi

congratulations G-zee kitni mehnat ki hogi na 1000 karnay mein



lolzzz haan yaar mujy world cup mil gaya
aub tumhari baari hai lolzz

is 1000 post mai mera koi haath nahi hai ..
ya tu buss khuch ppl ki khass shafqat hai muj pay warna mai tu 10 pay he out ho jata thaa





n ways thanx Bima

Posted on 4/5/2007 11:44:05 PM

hahaha 10 pay out kyun app kiya Inzimam hain jo run out hojatay

haan abb team ki zimmay daari meray nazuk shouldr pay hay dekho kitnay run bana paati hon aur kitni jaldi jeetati hon team ko

Posted on 4/6/2007 12:23:07 PM

London_Girl:
aww bisma.. app bus ajaya kijiye.. 1000 khud hi ho jaen gey


Lg sis tum dua karo mein jaldi he 1000 karlongi

Posted on 4/6/2007 12:24:37 PM

BisMa:
hahaha 10 pay out kyun app kiya Inzimam hain jo run out hojatay




lolzzz yaar umpire jaan k out day daytay hain

but aub ICC k rules mai zara change a gaya hai

mery out honay ki appeal paay aub sirf third umpire he fasila dey sakta hai lolzz

Posted on 4/7/2007 8:14:23 PM

shahrukh khan:


new tooth paste.........

Posted on 4/7/2007 10:11:18 PM

shahrukh khan:
BisMa:
hahaha 10 pay out kyun app kiya Inzimam hain jo run out hojatay

haan abb team ki zimmay daari meray nazuk shouldr pay hay dekho kitnay run bana paati hon aur kitni jaldi jeetati hon team ko


aslaam o alekum.thanx to ALLAH...boys is very good is

w.salam

Posted on 4/10/2007 12:08:14 PM

KING OF JB:
BisMa:
aik anokha waqiya G-zee nay kiya   

dosra anokha waqiyaa mein karongi

congratulations G-zee kitni mehnat ki hogi na 1000 karnay mein


lay ya koi baa thain 3 din main 1000 ho jatti hian


mujhay na zamanay mein aur bhe kaaam karnay hotay hain

Posted on 4/10/2007 12:11:31 PM

Gee-Z:
BisMa:
hahaha 10 pay out kyun app kiya Inzimam hain jo run out hojatay




lolzzz yaar umpire jaan k out day daytay hain

but aub ICC k rules mai zara change a gaya hai

mery out honay ki appeal paay aub sirf third umpire he fasila dey sakta hai lolzz


lolzzzzzz app ki aur Umpire ki to pooraani dushmani lagti hay

Posted on 4/10/2007 12:14:07 PM

haan yaar bauth purani hai but aub haalat acchy hotu ja rahiyah hain bulkay aub sub khuch theek hai cz meri cricket improve ho gayi hai aub lolzz

Posted on 4/10/2007 9:51:08 PM


magar abb improv honay say kiya faida
app ki retirmnt ka waqt achuka hay
yeh lijiye app ki badnaami ka crtificate aur door hojaae apna saya Lay Kar

Posted on 4/10/2007 10:11:43 PM