Logo

kiu dil jalate ho (Akash)

Be sabab be waja kiu dil jalate ho
tod ker dil mera fir pas bulate ho
tum se hoker khfa jab ham rooth jai ger
apni baho main bherke pyaar fir jatate ho
besabab be waja...
kaya karo kaya na karo kuch samjh main aye na
mujh ko lagne laga hai tum bhut satate ho
kaya samjh pai ham pyaar ko tere woh sanam
darde dil dil ka tum had se badate ho
hayera hoke ham door jab jate hai
apni majboriya bata ker fir hame samjhate ho
tera andaze bayan kabhi kuch tu kabhi kuch khta hai
ham ko lagne laga hai ke tum hame khoob banate ho
besabab be waja kiu dil jalate ho
tod ker dil mera fir tum muskorate ho

Posted on 4/8/2007 8:34:02 PM


Posted on 4/9/2007 9:06:14 AM


Posted on 4/12/2007 7:33:07 PM

~CHANDNI~:
akash:
Be sabab be waja kiu dil jalate ho
tod ker dil mera fir pas bulate ho
tum se hoker khfa jab ham rooth jai ger
apni baho main bherke pyaar fir jatate ho
besabab be waja...
kaya karo kaya na karo kuch samjh main aye na
mujh ko lagne laga hai tum bhut satate ho
kaya samjh pai ham pyaar ko tere woh sanam
darde dil dil ka tum had se badate ho
hayera hoke ham door jab jate hai
apni majboriya bata ker fir hame samjhate ho
tera andaze bayan kabhi kuch tu kabhi kuch khta hai
ham ko lagne laga hai ke tum hame khoob banate ho
besabab be waja kiu dil jalate ho
tod ker dil mera fir tum muskorate ho












cute birdie

Posted on 4/13/2007 3:04:10 AM

kismat kaun likhata hai kisee aur zindgee ka is main hissa hai ek umr sa bada hamara rishta hai dil ko ek baar ankhen to deejiye zindgee se aage bhee kuch dikta hai main jo bhee geet kagaz pe utaroon koyee aa ke wahan tera nam likhata hai main likhana kis tarah chor sakta hoon ye ayeena hai too jis main dikhata hai log kahate hain us ko kisee ne nahee dekha too muskraye to mujhe woh dikhata hai tera do lamho ka sath mila to sab mil gaya ab kyon poochen ye kismat kaun likhata hai

Posted on 4/13/2007 7:04:52 AM

''E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde'':-'


Posted on 4/13/2007 7:06:03 AM

nice, nina

Posted on 4/13/2007 9:17:10 PM


Posted on 4/23/2007 9:28:12 AM