Logo

Nahi.. dia ....

terye siwa qarar kisi ne nahi dia
itna tu mujhye pyar kisi ne nahi dia
main apnye sath bhi koi lamha guzar lon
itna bhi ikhtyar kisi ne nahi dia

Posted on 5/21/2007 2:15:30 AM

ankhyen hi ayan kerti hain sab dil ke chupye raaz
kyon tujh ko yakeen meri nighaoon pe nahi hai

Posted on 5/21/2007 2:27:48 AM

Posted on 5/21/2007 8:51:08 AM

Posted on 5/21/2007 10:33:33 AM

thx rehan

and FG

Posted on 5/21/2007 11:26:08 AM

yeh bahut acha song hai yarrrr

ranjha jogi ho gaya kani mundra payan
ishq di khatir ashiq di to jali majan cahrye
12 saal da moun tu paya la ke chootye larye
jandi doli dekh ke neno anjho cho gaya
ranjha jogi ho gaya kani munra payan

i'll upload this song soon

thx chandani again yaad kerwanye ka

Posted on 5/21/2007 11:17:17 PM

nice song
jazzy b??hai na

Posted on 5/22/2007 4:40:52 AM

yup nice one
nai nia lagta jazy b ka hia ager audio sunye

per wesye yeh   mehsopuriya ka hai

Posted on 5/23/2007 1:03:00 AM

Posted on 5/23/2007 12:29:20 PM

Posted on 5/23/2007 7:30:21 PM

chanada jiii idher aooo yeh samjhaoo kuch chandani ko   

Posted on 5/23/2007 11:48:45 PM

thx rehan and tasha

Posted on 5/23/2007 11:49:20 PM

Woh jahaan banade koi jahan pyar hi pyar ho,
Jahan mann ka sakoon aur dil ka karaar ho,
Jahan her taraf churiya chehkein aur mann muskaye,
Jahan hazaron phool khile aur her mausam bahar ho,
Jahan koi shikwa na ho na koi kare gunah,
Jahan sirf hansti howe sachai ka ikaraar ho,
Jahan milan ho pyar karnewale har dil ka,
Jahan bewafai na ho aur na hi intazaar ho,
Jahan mohabbat ki kabhi na haar ho,
Jahan sirf khushiyan ho aisa Sansaar ho

Posted on 5/28/2007 2:54:09 AM

most welcome

Posted on 5/28/2007 5:02:41 AM

nice 1

Posted on 5/29/2007 5:00:04 AM

nice

Posted on 6/1/2007 3:02:16 PM

thnk u fg
lg

Posted on 6/2/2007 2:00:49 AM

Halaat K Qadmoon Pay Qalandar Nahin Girta
Tootay Bhi Jo Taara Tu Zameen Par Nahin Girta

Girtay Hain Samandar Main Baray Shooq Say Dariya
Laikin Kisi Dariya Main Samandar Nahin Girta

Samjho Wahan Phal Daar Shajar Koi Nahin Hai
Woh Sehan K Jis Main Koi Pathar Nahin Girta

Hairaan Hai Kaiey Rooz Say Thehra Howa Paani
Talaab Main Ab Kion Koi Kankar Nahin Girta

Posted on 7/9/2007 1:15:10 PM

cutefriend:

gooodd

Posted on 7/27/2007 6:51:19 AM

Posted on 7/27/2007 10:11:22 PM

Fairl_Girl:
cutefriend:
Halaat K Qadmoon Pay Qalandar Nahin Girta
Tootay Bhi Jo Taara Tu Zameen Par Nahin Girta

Girtay Hain Samandar Main Baray Shooq Say Dariya
Laikin Kisi Dariya Main Samandar Nahin Girta

Samjho Wahan Phal Daar Shajar Koi Nahin Hai
Woh Sehan K Jis Main Koi Pathar Nahin Girta

Hairaan Hai Kaiey Rooz Say Thehra Howa Paani
Talaab Main Ab Kion Koi Kankar Nahin Girta
gooodd

welcome

Posted on 7/28/2007 3:57:50 AM

thx mg and tashi

Posted on 7/28/2007 3:58:11 AM

sawan ki hain phuware jevan pe ab tumharye
pyasa mera shajar hai kya tum sath chalo gye

Posted on 8/1/2007 3:43:03 AM

Posted on 8/3/2007 7:25:37 AM

cutefriend:
sawan ki hain phuware jevan pe ab tumharye
pyasa mera shajar hai kya tum sath chalo gye

Posted on 8/3/2007 7:08:54 PM

thx
mg
dewaja
and lg

Posted on 8/6/2007 3:06:49 AM

NICW LIL WORK

Posted on 8/9/2007 8:40:01 AM

KING OF JB:
mujay to Fg ka sigi bohat acha laga Fg kon hian ya
MAIN HO YEH
KHOBSURAT HASEEN

Posted on 8/9/2007 8:42:37 AM

NAHI MERA MUH ITNA UNCHA NAHI JA SAKTA JO KHOF KAHON

Posted on 8/13/2007 7:50:31 AM

sham-e-mehfil mein muskuraya na gaya
dard-e-dil duniya ko dikhaya na gaya
tadpta raha dil mera raat bhar
magar Aankh se ek anshu bahaya na gaya.

Posted on 8/13/2007 7:52:19 AM

thx

Aansuon ko bohot samjhaya ke yun na aaya karo, mehfil mein
hamara mazaak na udaya karo, ispar aansu bole Mehfil mein tumhe akele paate hain is liye chale aate hain

Posted on 8/14/2007 6:41:03 AM