Logo

¤ Gussa ¤


- im short temperd
- gusse mei mujhe kuch hosh nahi rehta
- mera blood pressure bohot jaldi barh jata hai
- me bura nahi hu par mujh se gussa kabu nahi hota





yeh batein sabbb k sab log beshumar baar sunn chuke honge
experience bhi kar chuke honge
wot do u answer to these silly reasons

Posted on 7/1/2007 4:57:42 PM

meray khyial main ghusa natural kuch logon main zeyiada hota hai koshish karkay kam ho sakta hai lakin khatum nahin

Posted on 7/1/2007 6:03:29 PM

does it mean they have a licence to get out of control

Posted on 7/1/2007 6:11:40 PM

liecence ki bat nahin hai je ghusa bhe without reason nahin ata ager koi reason ho to ata hai yeh alag bat hai kisi ko zeyiada ata hai kisi ko kum mainay koi aisa insaan nahin daykha jisay ghusa na ata ho lakin han jinko kuch zeyiada ata hai unhay koshish karni chaye kay aik limit say zeyiada na aye to acha hai

Posted on 7/1/2007 6:19:50 PM

gusah ek bohat bori chez hai is mein insan pagal ho jata hai jaisa ka mein agar koi gult baat kara to mein gussah mein ata hoon phir mein yeh nahin dekhta ka woh larka hai ya larki i dam care the gender but now iam knowing the dangers of getting angry so i suggest that we should sabr on everything and there two types of gussah 1 is that a person loses his temper at once
2 is that a person has sabr and is recuring gussah in him and in the end a lot gussah comes out and this is a lot bad. one you get and and him/her and his/her in a bad condition and    in end


Posted on 7/1/2007 7:31:48 PM

baaz logon ko bager waja k bhi gussa aata hai
jaise baaz logon ko bager waja rona aata hai
aur baaz logon ko hansi



vc
doosron ko hi suggest kar rahe ho aap ya khud bhi amal ka irada hai



atharrrrrrrrrr
tum itne akalmand kab se ho gae

Posted on 7/1/2007 10:49:16 PM

Ashii SRK k aqalmand honay ki waja ye to nahin k us nay ap k hath ka bana khana kha lia ha

Posted on 7/1/2007 10:53:18 PM

heeeeeehehehehheheheee...
mere haath ka paka khaya hota to aaj einstein jr hota woh

Posted on 7/1/2007 10:54:44 PM

shahrukh khan:
agree with mmja..well esay halaat main tu phsycatrische ke paas jana chahiyey..jo loog sabar kar saktey hain woh gussa bhi control kar saktey
jaisa main karti hon
guse mai apni tabiyat karab hoti hai aur kisi ko kuch nahi hota
jitna ap guse per kazo karo ge utna saber apmain ata jayega

Posted on 7/2/2007 5:36:42 AM


Hosh mai reh kar gussa kia karain na..


Posted on 7/3/2007 10:33:14 AM

oh cherious topic abt Ghucha

i think aj kal ka door mai sub k sath ya prob hai jasa k pheli post mai mention kya gaya hai .. aj kal k life style he asaa hai so ya koi bari baat nahi hai

sory sorry mai koi acchi acchi baatian nahi kar saktaa k nahi yooon kar loo ya yoon hona chiyah...

bus is mai asi Anokhi baat nahi hai .un k sath ya prob retha hai jo loog aggsive hoon

Posted on 7/3/2007 12:34:42 PM

Make tea not war

Posted on 7/3/2007 1:10:09 PM

Asian:
Make tea not war


two tea bags for me
punga is not chunga yaar
tumhari batain sun sun k mujhay gussa aa raha hay hrrrrrrrrrrr.....dimagh ki lassi...lolz

Posted on 7/3/2007 8:25:46 PM

yaa ghussa control ho sakta hain
Aapki apni koshish say
hamain waisay ziyada ghussa nahi aata
per jab aata hain to kam wakt k liye
per buhat shadeed hota hain
But I am trying my very best to control it

Posted on 7/4/2007 12:37:43 AM

yehi sab pistol wali billi ko bhi samjhao

Posted on 7/4/2007 12:39:14 AM

Pistol wali billi?

Posted on 7/4/2007 12:44:55 AM

oh khabardar jo kesi nay meri bili kay khalaf kuch bola nahin to uska ghusa tumharay samnay hai

Posted on 7/4/2007 12:56:10 AM

are u tryin ta tell us that its not u

Posted on 7/4/2007 1:06:27 AM

bad joke not imp
btw yeh apko pistol lag raha hai doc ka number don

Posted on 7/4/2007 1:09:05 AM

lagti hay lagti hay...sabar

Posted on 7/4/2007 1:13:05 AM

yeh itna bara pistol kahan say milta hai janab

Posted on 7/4/2007 1:15:07 AM

mmja tum tension mut lo tumhari billi bari zabardast hai
uska gussah la jawab hai yaar

Posted on 7/4/2007 1:16:05 AM

bus bhai kyia karon boht samghata hon mante nahin kyia karon

Posted on 7/4/2007 1:17:48 AM

abay yaar inhon ne kabhi pistol hi nahin dekhi lagta hai mmga in ko batao pistol kya hoti hai or mmg kya hoti hai

Posted on 7/4/2007 1:18:57 AM

samjhna ka liya dimag chahiya hota hai aur uski killat dekh rahi hai

Posted on 7/4/2007 1:20:41 AM

lagta hai xballli ko satta lag gaya hai

Posted on 7/4/2007 1:21:29 AM

venomius child:
samjhna ka liya dimag chahiya hota hai aur uski killat dekh rahi hai


i can understand this behavior

Posted on 7/4/2007 1:22:23 AM

mmja jo hota hai na woh abhi kisi ko nahin pata plz correct your sent
jahan tak pistol ki bat hai woh sachi main nahin daykhi nahin to kleshenkof ko pistol na kehta

Posted on 7/4/2007 1:23:45 AM

LAGTA HAI DONNON DAR GAY EK DOSRA SE

Posted on 7/4/2007 1:23:56 AM

LAGTAY HAI LAGTYA HAI HAVE SABR
[LOL    

Posted on 7/4/2007 1:26:36 AM

jab ap hain to kisi or say darnay ki kyia zarorat hai

Posted on 7/4/2007 1:28:38 AM