Balli:
CHULBULI:
X-balli:
Govt. is doing perfectly fine! I'm with them! Mulla Ghazi, they are bloody terrorists!!!They should be killed!!!
Govt and all of U are bloody aj jaise wo shaheed huay haina sab kal ye sab kuttay ki maut se badtar maraingay
gussa kisi baat ka hal nahee hota!!
baat ko samujhnay ki koshish karain!
agar ghazi ko kisi ki jaan ki parwa hoti to wo serrender ker deta!!
apna point of view to us ney clear ker he diya tha to phir ye sab ki kya zaroorat thi??
un key paas itna aslaha kahan say aya??
Phir itnay saray interviews TV per dikhaye gaye hain jin main khud JAMIA key students(Talaba and Talibaat) ney ye kaha k hum bahir aana chaahtay hain lekin wo hamain jaan say marnay ki dhamki detay hain. kyun??
ye islaam hay?? islaam mae ye kahan likha hay k aap bachchoun ko dhaal bana ker larain?? kahan likha hay quran main k aurat agar car chala rahi hay to usay utaar ker usay mara jaye?? kahan likha hay qanoon ko apnay haath main ley liya jaye jab key hakoomat koi kafir nahee balkey musalman hakoomat hay aur yahan adalat mae nahee jaya jaa sakta???
mulla ghazi ney koi bhi qadum qanooni uthaya hota to main bhi kehta k haan unhoun ney pehlay seedha rasta ikhtiyaar kiya!! aap ko Mulla brothers ki Jaidaad key baray main pata hay???
pehlay research karain phir baat karain mohtarma!!!
i can give u answer Balli
u said Ghazi ko surrender karna chhaiye tha im agree jab us ne 3 bar ye bat man li even shahedd hone se 1 din pahle b tu awan e sadar se wo proposal rej ho k koyo aya gimme answer
Aslaha

amazing agar unk pas itna powertful aslaha tha tu kya mein tum unk hath bandhe bethe the jo Un sab se use nhi kya Govt ne sab aslaha provide kya Aijaz ul haq sahib jante hain sab Aslaha itna ziada pohancha n wahan police Govt sab ankhain band kar k bethi thi???
Talibat ne kaha mein ne aik b aisa interview nhi dekha jahan pe unhon ne ye kaha ho phone pe talibat ne jab bata ki unhon ne kaha hum andar rahna chhate hain bahir nikle tu unhon ne biyan badle agar tumse koi gunpoint pe aise biyan le tu tum b yehi kahogay 2nd agar wo sab sach kah rhe hain tu theek hai phr Govt media ko hosp k andar koyo nhi jane de rhi??wahan logon se sawal koyo nhi akrne de rhi?? jo log abhi tak la pata hain unka koyo nhi bataya ja rha log lists dekh chuke sab jagah pata kar aye jo 00,50 syudents ghayab hain unhein asman nighal gya hai??
use pata ho na ho mujhe pata k unki jihad kis maqsid se thi n aik aur bat niyat ka sirf Allah janta hai mein tum nhi bacho ko dhal hargiz nhi bananya chhaiye theek agar koyi khud Allah ki khatir jan dene chahe tu Govt ye koyo kahti hai unhein dhaal banaya gya Wahan pe aisab weak karne wale shell phenke gaye andar media ne khud bataya hai lekin Govt kahti hai Aisa kuch nhi
Pani band karna konsa qanoon hai kya Quran PAk yehi kahta hai k koyi agar ye kare tu uska pani khana band kar do tab Govt ko in BACHON AUR KHAWATEEn ka khayal nhi aya????????? Agar Andar walon ne bachon ko dhaal banaya tu bahir walon ne kya acha kya Wahan jo dewaron k upewr tak goliyan mari gyi hain mujhe batayo itne uper dewaar pe tum ya mein char sakte hain?nhi na tu phr itni firing koyo je ye tu janain bachana chhate the khoon bahana nhi!!!
Jab is mulk mein Nawaz Shareef aur in jaise kayi logon ko save passage de k bahir bheja ja sajka hai, jab wo log jin pe 300 logon k qatal k muqadmay hain neb min unk khilab files hain wo sab band karwayi ja sakti hain jab ink dilon mein itna bachon ka dard tha tu Ghazi ki bat manne mein ohr itni hatdharmi koyo???Pakistan mein aj tak kayi logon ko save passage n surrender k bajaye maufi de gyi tu inhein koyo nhi?????
Unka maqsid ghalat tha mein ya tum koyi nhi janta Allah janta hai Unhon ne Aunty Shameem ko gariftar kya bohhhhhhhhhhhat ghalat kya unhein tu chahiye tha apni maa behanian b US aurat k pass bhej dein

Unhon ne Shariayt E MOHAMMADI nafiz karna chhai bilkul ghalat kya Unhein tu American Culture introduce karna chahiye tha!!!!
BALLI baaz batain pe dosron k bajaye khud b sochna chhaiye agar Ghazi Bro inte ghalat the tu GOVT ne 2004 se qadam koyo nhi uthaya?Unk khilaf case the unhein koyo chora? Kuch batain hamein waqt samjhata hai aur kuch hum samjah k b samjhna nhi chahte!!!!!