Logo

kis kis ki

shadi ho chukki he
aur kis kis ki
mangni
aur kis kis ki
divorce

Posted on 9/20/2007 8:58:05 PM

LOLZ
i think everybody knows dat im a shadi shuda lady

Posted on 9/20/2007 10:32:16 PM

sweetie:
LOLZ
i think everybody knows dat im a shadi shuda lady


u r????

Posted on 9/21/2007 5:44:01 AM

nikama:
shadi ho chukki he
aur kis kis ki
mangni
aur kis kis ki
divorce



yah kaisay mumkin hai?

same same same topic kal raat ko meray zehan main aya...aur socha subha JB pay topic banaon gi...aur yahan Nikamay nay pehlay say he bana lia....



chalo ab batana to hai he nah...

15th June 2007 main shadi hui hai...


aur ab apna bhi to batao

Posted on 9/21/2007 11:02:07 AM

congrats Ayesha.. May u have a happy married life

ab meri tu teenon mein say koi category nahi hai..

na engaged , na married na divorced..

single/ bachelors ka tu option rakha he nahi hai..

Posted on 9/21/2007 12:47:12 PM

logggooo hoshyaaarrrrrrr
balke larkiyon khabardaaarrr

nikama jii apna jaal phenkne lage hein

Posted on 9/21/2007 2:02:30 PM

very smart Nikama ......
aub kaheen tum bhi... karooo karooo







Posted on 9/21/2007 2:57:28 PM

apun bilkul khush hansta hua phir raha hia

yani ke no shadi no mangani



Posted on 9/21/2007 3:07:30 PM

Bazigaar:
sweetie:
LOLZ
i think everybody knows dat im a shadi shuda lady


u r????


jesh
ye to sab ko already pata hae

Posted on 9/21/2007 3:18:13 PM

masiii tum nay shadi kub kar li batiya bhi nahi
cheeting

Posted on 9/21/2007 3:24:48 PM

u didnt knowwww?
aur cheating kaisi oye?

Posted on 9/21/2007 3:28:35 PM

nai nai koi nai ki
is ne shadi

Posted on 9/21/2007 3:31:09 PM

acha? how do ya know?

Posted on 9/21/2007 3:34:59 PM

sweetie:
u didnt knowwww?
aur cheating kaisi oye?



nahiii

is he baat ki kay ap nay batiya he nahi




by the way masii kiya ap apny "UNHOOOON" k sir khatii hooo ager asaa karti hoo tou is k reason kya hai pochnay k mean ya hai k wife apny husband k kuft mai saaar kiyon khatii hain

Posted on 9/21/2007 3:35:19 PM

Gee-Z:
sweetie:
u didnt knowwww?
aur cheating kaisi oye?



nahiii

is he baat ki kay ap nay batiya he nahi




by the way masii kiya ap apny "UNHOOOON" k sir khatii hooo ager asaa karti hoo tou is k reason kya hai pochnay k mean ya hai k wife apny husband k kuft mai saaar kiyon khatii hain


lagta hae tumh e bhi freddy ka asar ho gaya hae

saree wife aisi nahi hoti
mae to aisa kuch nahi karti
alhamdolillah hamari aaj tak fite nahi hoi
na hi argument hoi

Posted on 9/21/2007 3:37:14 PM

masi muj pay kisi k asar nahi hota mery ASRAT sub pay hoty hain ...... n e ways

mean accha ji ,tou woh ya ,ap kitnay acchy lag rahiyah hain ,/acchi lag rahi hoo. mean acchi acchi baatian
masi yooon tou muskil nahi ho kata rehna mean jahan koi fight na hooo fir maza kiss cheez k hum dono tou khooob enjoy karty hain really n meri wife meri wife kum G.F zaida hai ...

Posted on 9/21/2007 3:43:44 PM

Ashii:
logggooo hoshyaaarrrrrrr
balke larkiyon khabardaaarrr

nikama jii apna jaal phenkne lage hein

ashiiiiiiiiiiii app ko key pata ky who..........

Posted on 9/21/2007 3:46:49 PM

dats gud. aisa hi hona chahiye
hum dono mai bhi friendship ziyada hae
mae har baat un k sath share karti hoon
n he does da same

we are more friends dan husband/wife

Posted on 9/21/2007 3:48:16 PM

16 may 2007 ko mari shadi ti or who mari life ka sab sy acha day ta

Posted on 9/21/2007 3:49:32 PM

Ashii:
logggooo hoshyaaarrrrrrr
balke larkiyon khabardaaarrr

nikama jii apna jaal phenkne lage hein

aap kitni samajhdar ho ashii
waise jo unmarried hain un ko ghabrane ki zaroorat nahin kyunk main srif married lerkion pe line marta hoon

Posted on 9/21/2007 3:59:22 PM




Posted on 9/21/2007 4:00:47 PM

Ayesha:



yah kaisay mumkin hai?

same same same topic kal raat ko meray zehan main aya...aur socha subha JB pay topic banaon gi...aur yahan Nikamay nay pehlay say he bana lia....



chalo ab batana to hai he nah...

15th June 2007 main shadi hui hai...


aur ab apna bhi to batao

ayesha main us din bhi aap ko keh raha tha k aap ka nick nikammi hona chahiay,dekh lain hamare khayalat kitne miltay hain
apna kya bataoun
mangni ka shouq he
shadi ka armaan he
aur divorce ki hasrat he

Posted on 9/21/2007 4:01:43 PM

OMG

Posted on 9/21/2007 4:02:13 PM

sweetie:




Posted on 9/21/2007 4:02:33 PM

sweetie:
LOLZ
i think everybody knows dat im a shadi shuda lady

haan hamaian maloom tha lekin ehtiaat achi cheez he

Posted on 9/21/2007 4:03:47 PM

nikama:
Ayesha:



yah kaisay mumkin hai?

same same same topic kal raat ko meray zehan main aya...aur socha subha JB pay topic banaon gi...aur yahan Nikamay nay pehlay say he bana lia....



chalo ab batana to hai he nah...

15th June 2007 main shadi hui hai...


aur ab apna bhi to batao

ayesha main us din bhi aap ko keh raha tha k aap ka nick nikammi hona chahiay,dekh lain hamare khayalat kitne miltay hain
apna kya bataoun
mangni ka shouq he
shadi ka armaan he
aur divorce ki hasrat he

ohhh mmmmmmmmmm

Posted on 9/21/2007 4:04:08 PM

friend_16:
congrats Ayesha.. May u have a happy married life

ab meri tu teenon mein say koi category nahi hai..

na engaged , na married na divorced..

single/ bachelors ka tu option rakha he nahi hai..

single/bachelor ki jaga vahan nahin....
yahan he    

Posted on 9/21/2007 4:05:02 PM

Royaa Afghan:
nikama:
Ayesha:



yah kaisay mumkin hai?

same same same topic kal raat ko meray zehan main aya...aur socha subha JB pay topic banaon gi...aur yahan Nikamay nay pehlay say he bana lia....



chalo ab batana to hai he nah...

15th June 2007 main shadi hui hai...


aur ab apna bhi to batao

ayesha main us din bhi aap ko keh raha tha k aap ka nick nikammi hona chahiay,dekh lain hamare khayalat kitne miltay hain
apna kya bataoun
mangni ka shouq he
shadi ka armaan he
aur divorce ki hasrat he

ohhh mmmmmmmmmm

jitni hairat aap ko hui
uff itna to main aap ki shadi ki khaber per hairan nahin hua
itni jaldi kis baat ki thi akhir

Posted on 9/21/2007 4:06:59 PM

~CHANDNI~:
me 2 shadi shuda lady

bherjaai jee,tuanoun ki zaroorat si dasan di
is tragedy to assi bohat pehle to waqif haan

Posted on 9/21/2007 4:08:40 PM

nikama:
Royaa Afghan:
nikama:
Ayesha:



yah kaisay mumkin hai?

same same same topic kal raat ko meray zehan main aya...aur socha subha JB pay topic banaon gi...aur yahan Nikamay nay pehlay say he bana lia....



chalo ab batana to hai he nah...

15th June 2007 main shadi hui hai...


aur ab apna bhi to batao

ayesha main us din bhi aap ko keh raha tha k aap ka nick nikammi hona chahiay,dekh lain hamare khayalat kitne miltay hain
apna kya bataoun
mangni ka shouq he
shadi ka armaan he
aur divorce ki hasrat he

ohhh mmmmmmmmmm

jitni hairat aap ko hui
uff itna to main aap ki shadi ki khaber per hairan nahin hua
itni jaldi kis baat ki thi akhir

kiu es main jaldi ki keya bath hain

Posted on 9/21/2007 4:13:10 PM

ager aap lerka ho to bohat acha kia
lerki ho to yeh nainsafi he

Posted on 9/21/2007 4:16:39 PM