Logo

hum chahtay jaisa....

... saab waisa hota ... tu kitna maza ata na ...

Posted on 9/26/2007 3:15:59 PM

main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay

Posted on 9/26/2007 8:04:39 PM

friend_16:
... saab waisa hota ... tu kitna maza ata na ...



yup phr tu kabhi kuch bura na hota kisi k sath

Posted on 9/26/2007 8:11:43 PM

nikama:
main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay


itna bura soochte ho tauba tauba

Posted on 9/26/2007 8:17:17 PM

sirf sochta hi hoon na ker to nahin sakta

Posted on 9/26/2007 8:40:06 PM

ager asa hota tu hum bohaat say logo ka dil torte bohat say logo ki umeedain bohaat say logo ko marty and bohat say logo ko zindagi dayty
is say acha nai hum ho chahty hain wo ALLAH kay he hath main rahnain dayain and wo jo karty hain acha karty hain

Posted on 9/26/2007 8:45:18 PM

friend_16:
... saab waisa hota ... tu kitna maza ata na ...




aray aisa hota to bus thoray din he maza ata....phir phir say boriyat shuru ho jati

Posted on 9/26/2007 9:34:03 PM

nikama:
main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay



is liye Allah mian ganjon aur nikammon ko nails nahi daita

Posted on 9/26/2007 9:34:49 PM

yar wesa ho tu baki kafi logon ko tension ho jaye gi

Posted on 9/27/2007 2:00:49 AM

kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per

khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....

Posted on 9/27/2007 11:25:14 AM

heart_hacker:
ager asa hota tu hum bohaat say logo ka dil torte bohat say logo ki umeedain bohaat say logo ko marty and bohat say logo ko zindagi dayty
is say acha nai hum ho chahty hain wo ALLAH kay he hath main rahnain dayain and wo jo karty hain acha karty hain

hacker is absolutely right here.aap apni khuahish ko ALLAH ki marzi k under ker do,sab theek ho jay ga

Posted on 9/27/2007 11:28:31 AM

Ayesha:
nikama:
main jo chahta hoon ager sab vaisa hi ho jay to mujhe to maza aay ga per baqi sab rona shroo ker dain gay



is liye Allah mian ganjon aur nikammon ko nails nahi daita

mere to hain,itne pyare pyare gulabi gulabi

Posted on 9/27/2007 11:29:25 AM

aesa hota tou kya hota
wesa hota tou kya hota
hum hamesha EUTOPIA main hi rehna pasand kartay hain

Posted on 9/27/2007 11:47:03 PM

friend_16:
kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per

khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....



.... ??????

Posted on 9/28/2007 1:36:19 AM

cutefriend:
friend_16:
kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per

khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....



.... ??????

isi liay,jaisa k ayesha ne fermaya,Khuda ganjoun ko naakhun nahi deta

Posted on 9/28/2007 12:04:49 PM

QUEEN VICTORIA:
aesa hota tou kya hota
wesa hota tou kya hota
hum hamesha EUTOPIA main hi rehna pasand kartay hain


sahe keh rahe hein..

per sab kuch apni marzi ka hota tu .....


aj main yahaan thori bhaithee hoti..

Posted on 9/28/2007 2:01:40 PM

jaisa hum sochte the
sab waisa ho jata to ab tak hum yakeenan kissi jail mei chakki pees rahe hote
ya phir pagal khane mei hote
ya phir kuch mann zameen k neeche




shukar hai hum bach gae

Posted on 9/28/2007 2:32:29 PM

matlab sab bura hi sochte hain
shuker he hum jo chahte hain vaisa nahin hota

Posted on 9/28/2007 2:57:49 PM

nikama:
cutefriend:
friend_16:
kisi aur ko ata na ata mjay tu bht he ata... per

khair .. kind of super power hamara dil chaha aur sab jb members ....



.... ??????

isi liay,jaisa k ayesha ne fermaya,Khuda ganjoun ko naakhun nahi deta


kis time per yaad aya hai muhawra

Posted on 9/28/2007 3:24:28 PM


Posted on 9/28/2007 3:34:29 PM

hamari qismat

Posted on 9/28/2007 7:31:05 PM

hum chahtay tu jail say bhe bhag nikaltay .. akhir hum jaisa chahein gay waisay he tu hona hai ..

Posted on 9/28/2007 10:49:48 PM

waaah lagta hai F16 k pas jadu ki cheri hai

Posted on 9/30/2007 12:33:43 PM

kaash hoti na .. yahi tu keh rahe hon.. jaisa main chahti waisa hota ... tu mazaaa ajata..

Posted on 9/30/2007 1:26:34 PM

bas khayali palao pakati raho

Posted on 9/30/2007 5:16:30 PM

hum to bach gae
par ab aap ko kaun bachae ga

Posted on 10/1/2007 1:27:17 PM

koi tu bacha he lay ga ..

Posted on 10/1/2007 1:28:15 PM

pehlye batao ke scene kia hia phir bachanye ka sochtye hain

Posted on 10/2/2007 2:26:44 AM

hum nahi batatay app ko..

Posted on 10/2/2007 1:33:49 PM

friend_16:
... saab waisa hota ... tu kitna maza ata na ...


aisa mumkin nai hota na

Posted on 10/15/2007 11:51:03 AM