Logo

complete da story

every person has 2 write one sentence n da other has 2 continue it wid another sentence
lets start...
aik dafa ka zikr hai 4 dost they

Posted on 12/21/2007 1:03:46 PM


in charon frnds mai duniya fatha karnay ,mean un ki soch taroon pay kumand dalany wali nahi thiii ....woh 25 ki age mai apni life mai sub khuch kar chukay thay mean(fun,eashhh n study too)us level tak jo normal insaan dream kar sakta hai ....woh sub muslims thay but sirf naam k .




mai tou poori story likh dayta but bollywood walay chori kar laytay lol n e ways is story ko zara serious laytay hain no bongii so agay kisis aur ki bari mai phir ata hooon

Posted on 12/21/2007 6:34:13 PM

yaa there was everything in their lives
Except peace of mind.aik din in chaaron dooston may say aik nay khwaab man dekha k woh mar chuka hota hain,log usay dafnanay lay jaa rahay hotay hain.usay sab kuch mehsoos ho raha tha per log uski taraf koi response nahi daitay.wo logo ki taraf chilla raha hota hain per log uski awaaz nahi sun saktay.woh apnay 3 friends ko aur apni family ko dekh raha hota hain k woh roo rahay hotay hain k woh hamesha k liye chala gaya hain,uskay zehen main yehi baat hoti hain k us nay koi naiki nahi ki to aagay uskay saath kya hashar hoga.tabhi uski aankh khul jaati hain aur wo apnay aap ko zinda paata hain k yeh to ek khwaab tha.
aagay any one else

Posted on 12/21/2007 9:33:48 PM

usko feel hota hai k uski zindagi ka koi pata nai uski jaan kabi b kabz ho sakti hai n dis is a sign frm God k he shud return 2 his religion so he talks 2 his 3 friends n decide dat dey shud mend dere ways............

Posted on 12/21/2007 10:35:01 PM

frnds names r sunny ,sam,mani n hamza
but sunny , hamza k is dream say agree nahi kartaa .. cz woh muslim hotay huya bhi AkRat pay blv neahi kartaa ..so woh apny sub frnds ko ketha k yaar life mai sub khuch kar k dekh liya sub mazay ,nasahy pooray kar liya but i heard k Mout jub ati hai tou bht takleef hoti hai kiyon na sub mar k dekhain ... ya baat sun k sub hansny lag pary k ya kiya baat hui ..but khuch dair k baad sub raazi ho gayay .....k mara jayay .....



plz guys its really serious if u nothing to say tou plz no post

Posted on 12/21/2007 11:27:58 PM

u guys r supposed to write one sentence only..u r writing whole paragraphs?????

Posted on 12/22/2007 11:40:53 AM

pa ji tusi knwo me very well mai lakeer k fakeer nahi hoon yaar khuch alag say hona chiyah is liya


so .....woh charoon frnds plan karty hain k apna accident karwaty hain n un ho nay asa he kiya un ho nay apni car ek trucj mai day mari n result woh sub injured ho gayay hospital lay jaya gaya n woh bach gayay mean un hoo nay har tharn say apni jaan laynay ki koshsih ki but har baar bahosh ho k hospital ponch jatay aur apny plan mai kamyaab na ho saktay cz we know all "Mout k ek din Matyrn hai"

so ek din woh late night ek club say nikaly k acchnak khuch kidnappers nay un charoon frnds k kidnap kar liya nnnnnn and ..............

Posted on 12/23/2007 7:38:40 PM

kidnapp karnay k baad un ki family say 10 million dollars ka mutalba kiya

Posted on 12/23/2007 8:24:22 PM

yeh mutalba sun ker un kee fam ney police ko inform karney ka fiasla kar liya leikin..........................

Posted on 12/23/2007 8:38:32 PM

woh police to inform nahi kartay kyunki unhay police ki karkartigi ka pata hain.aik month woh kidnappers kay paas rehtay hain phir money na milnay per kidnappers unhay chor daitay hain

Posted on 12/23/2007 8:41:43 PM

balke saath mei unn ko paise bhi dete hein
k jao apni kangli family mei wapis

Posted on 12/23/2007 10:38:45 PM

aur wo soch ke samander mae doob jatay hain
itna doobtay hain ke ek too ooper nahi aa sakta aur sach mae hee doob ke mar jata hae
baki jo bach gye to wo soch ke samander se nikal ataya hain

Posted on 12/24/2007 1:25:21 AM

asa khuch bhi nahi hua un k sath jasa ap sub kah rahiyah hoo.. khuch hatt k hona chiyah in sub k sath

Gee-Z:
pa ji tusi knwo me very well mai lakeer k fakeer nahi hoon yaar khuch alag say hona chiyah is liya


so .....woh charoon frnds plan karty hain k apna accident karwaty hain n un ho nay asa he kiya un ho nay apni car ek trucj mai day mari n result woh sub injured ho gayay hospital lay jaya gaya n woh bach gayay mean un hoo nay har tharn say apni jaan laynay ki koshsih ki but har baar bahosh ho k hospital ponch jatay aur apny plan mai kamyaab na ho saktay cz we know all "Mout k ek din Matyrn hai"

so ek din woh late night ek club say nikaly k acchnak khuch kidnappers nay un charoon frnds k kidnap kar liya nnnnnn and ..............


kidnappers un ko ek weeran place pay lay jaty hain un k $ etc sub khuch khanch laytay hain n un sub frnds ko tree's k sath bhand daytay hain un n un k moun mai kapray thoons daytay hain k woh bol na sakian ..
phir wahan pay jub keery mokary un ko katay hain woh cheekh bhi nahi sakty sirf roo sakty hain
u kno very well woh baht baar marnay ki koshsih tou kar chukay hotay but is baar un ko pata chalta hai k Mout kiya hoti hai akhir 4 days ki aziyat k baad khuch loog un ko dekthay hain n un ki jaan bachti hai
n n n ..........

khuch alag say likhoo yaar sub itny zaheen hooo n n woh abbhi acchy nahi banay ok   

Posted on 12/24/2007 2:55:21 PM

laykin itnay main ek cheeta aa gata hai.....

dats me guys i m the hero of the story

Posted on 12/24/2007 2:58:10 PM

ye hero shakal se villan lagta tha

Posted on 12/24/2007 3:12:50 PM

ajkal aissay hi aa rahay hain, apko nahi pata

Posted on 12/24/2007 3:20:47 PM

complete da story

Posted on 12/24/2007 3:39:20 PM

haan tu as i was saying k cheeta agay........ agay app btaoo na pweez

Posted on 12/24/2007 3:50:17 PM

ok cheeta aya aur us se agay barh k elaan kya...

Posted on 12/24/2007 4:13:40 PM

phir azaad honay k baad woh phir say apni life k baaray main sochna shoru kar daitay hain.
phir aik din America unhay pakar k guantanamobay Cuba bhej daiti hain

Posted on 12/24/2007 5:22:35 PM

phr wo wahan se frar ho jate hjain

Posted on 12/24/2007 5:40:46 PM

aur aik desert main puhanch jatey hain...kafi di chalne k baad unko duur aik basti nazar ati hai....

Posted on 12/24/2007 6:41:12 PM

us basti mein aadam khoor rahte the wo log wahan dakhil huay phr...

Posted on 12/27/2007 3:11:49 PM

phir kya.......


phir unhoon nay un bundoon kay sath mill ker bot say bunday khaye our bara maza aya




Posted on 12/27/2007 3:31:39 PM

maza aya tu phr jald hi wo so gye

Posted on 12/27/2007 4:08:14 PM

so k jab woh uthey tu unhe khyal aya k ab kia kiya jaye?

Posted on 12/27/2007 10:16:17 PM

unhon ne Cheetay ko kaha Ja Bhai kuch pani dhoond

Posted on 12/28/2007 1:05:23 PM

par cheeta nikama itna chota sa kaam b na kar paya

Posted on 12/28/2007 7:03:48 PM

moved to tt

Posted on 12/30/2007 4:38:12 AM

han nikama jo hua

cheetaha wahan se bhag nikla un logon ko chor k phr

Posted on 12/30/2007 5:26:08 PM