Logo

+ shajra e nasb *

hekehkeheee...

woh "nb ka nanehal" pa nazar pari
to hum ne socha yeh topic banaya jae,, jahan sab bata'ain k api family k baare mei kitna jante hein
(well im one of those jiss k nazdeek iss sab ki koi ehmiyat nahi k kya khandan kahan k log,, its just for fun)



hamari to saaabbbb se purani rooots ja k milti hein
Adam Hawwa se hehekehekhee...
uss k bad seedhi jump,, murad abad and saharanpur,, wahan se lurak k kabhi idher kabhi udher,, abhi filhal IDHER


wot abt u

Posted on 12/31/2007 6:08:17 PM



My Grandpa was belonging to Nasik (India)
My Grandpa belongs to Lahore (Turkey)
My self belongs to Isloo (Costa Rica)





Posted on 12/31/2007 9:16:25 PM

We all family belongs to Afghanistan,no one from other country

Posted on 1/1/2008 9:08:55 AM

hmara shajra nasab bohat peechhhay ja kay bohat naik logon(apnay waqt kay koi sufi thay) say milta hai
details written main tareeeb di gai hain
meray aik cousin nay sab details jama ki hain bohat mehnat say
kabhi copy aa gai meray haath tou sahi sahi bata sakoon gi.

jehlam(tatral and cloa sedanshah) say taluq hai
meray dada aur nana dono ka
baad main nanhiyal walay sahiwal(gaggo) ki taraf aa gaye
we are janjua rajpoot(ghussay aur akar walay)

hum log paidaishi lahori hain


Posted on 1/2/2008 10:59:39 PM

Unn ka naam PEER BAABA SATTU tha...saatweenn pusht mainn..

Posted on 1/2/2008 11:20:32 PM

ok
hamari family main sab Pathan hain

Posted on 1/2/2008 11:28:38 PM

babon wali familyyyy



thore se pathan to hum bhi hein
hehkehekheee... oupssss
nahi matlab k like few centuries ago koi afghanistan se aa k india bass gaya hoga,, ussi ka naam "khan" dil se lagae bethe hein sab nanehal waale aaj tak

Posted on 1/3/2008 2:02:08 PM

yaa to shayad woh khan kehlaana pasand kartay ho

Posted on 1/3/2008 2:06:53 PM

Ashii:
babon wali familyyyy


kya hua ji

Posted on 1/3/2008 9:17:48 PM

Pathanayetes ka attacck ...

Posted on 1/4/2008 7:55:36 PM