Logo

I Cannot Understand It Is Wrong Or Good !



Should Be Appreciated Or Condemned?


What’s A Love Of People With Owais Qadri













Posted on 10/14/2008 2:10:35 PM

hMmmMmMMmm

i Say thats border line shrik

Posted on 10/14/2008 2:46:55 PM

Assalam O Alaikum

*Waisay yeh kar kya rahay hain?

Posted on 10/14/2008 4:57:37 PM

Astagfirullah

Posted on 10/14/2008 5:36:27 PM

yeh un ko soney k barabar tol rahey hain

Posted on 10/14/2008 5:37:14 PM


~Fragi~:
yeh un ko soney k barabar tol rahey hain



Sahi Pehchana!!!



Posted on 10/14/2008 5:43:03 PM

*Oh Right
Hum Asians ne Islam ko jitna Nuksaan puhunchaya hain shayad Hi kisi aur ne puhunchaya Ho
May Allah swt Guide All of us To the right path Ameen...!

Posted on 10/14/2008 5:52:29 PM

bus Allah sab ko akel dey

Posted on 10/14/2008 6:47:21 PM

yeh log kaisi kaisi harkatein kartey hain well allah hum sab ko hidayat dey ameen.

Posted on 10/15/2008 12:31:58 AM

sum ameen

Posted on 10/15/2008 2:22:58 AM

*Ameen...!

Posted on 10/15/2008 10:19:21 AM



Ameen Sum Ameen!!!



Posted on 10/15/2008 12:06:36 PM

how can we stop dese kinda things ??

Posted on 10/15/2008 7:10:47 PM

thats gr8 kon ketha hai ya sub wrong hai ya pic dekh k meri ankhoo say ansoo nikal ayay hain plz koi woh bhi pic post karay jiss mai owais qadri sahib pay pasion ki barish ho rahi hai . subhan ALLAH YA SUB QAYMAT KI NISHANIYAN HAIN . islam ko lucky irani circus bana diya hai shame on us .neeli,peeeli,kali,safid pugriyan pehan kar har pugri walay ki apni masque . n e ways dill jalta hai asa sub dekh k           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;           ;

Posted on 10/16/2008 1:33:25 AM

~Fragi~:
how can we stop dese kinda things ??


unfortunately, none of us can. We are not the people who can bring the glory back to the deen of Allah....we are too week and too attached to our own benefit. This will continue to happen except, if we change our selves first....if we don't, then lets enjoy life and forget about what happens in the next life...

Posted on 10/16/2008 3:25:50 AM


Rito Daddy

May Allah Help us!

Posted on 10/16/2008 10:49:12 AM

*detail mein answer karny ko dil kar raha hay... so bear with me.


"sony mein tolna" ...... urdu ka mahawra hay .... kafi arsay k baad suna aur dekha .... purani yadein taza ho gayein ... jis ka matlab mujhay abhi tak yaad hay "izat afzaye karna or kissi insaan ko us ki khisi khaas (special) salahiyat (skill/quality) par us kay wazan k mutabiq sona (GOLD) dyna."

yeh tarjuma / translation / interpration ... is mahawray ki jahan tak mujhy yaaad hay .. yeh hi hay. ek fiqra /sentance hum aksar bolty hein har insaan ki apni khawahish hoti hay apny kaam karny ka tareeqa hota hay ... they express their joy in different ways.... khushi ka izhaar karna kissi ko sarahna /appreciate karna us k apny mizaaj matlab us ki apni khushi / khawahish par hota hay k woh kyse aur kia karta hay.

yahan ek baat bilkul waziah (clear) hay k Janab Awais Raza Qadri sahib ko "sonay mein tola ja raha hay" matlab un ko inaaam diya ja raha hay ... un ki izaat ki ja rahi hay ... un ki salahiyaat (skill / quality ) ko saraha ja raha hay... Gratitude has been given to him on his extraordinary excellence as a “NAAAT KHAWAN”.


aaj se 5-6 saal pehly Pakistan k kafi cassete stores / music centers par ginti ki kuch tapes hoti thien "NAAT WALI CASSETES". un k display par Movies stars k posters hoty they..... fir jab Paksitan mein Naat ki rooh taza howi ... Naatein parhna start howi ... Awaiz Raza Qadri jayse logoun Ki naatein logoun nay sun-na start ki tab kafi logoun nay apny computers / mobiles par naatein rakhein ..... rasty bazaroun par aap ko naatoun ki awaazein sunayein diein. music center k display par Naaat k new volume k poster lagay.

in sab batoun ko bhi choar diya jaye aur wapis sawal k upper aya jaye ky yeh sahi hay k ghalat .... good or wrong .... tu ek aur baat bhi zehan mein ati hay .... jab koi cricket team ek match jeet (win) kar ati hay sab team k members ko phooloun k haar pehnaye jaty hein .... 10 - 10 marlay k plot issue kiye jaty hein ... captain ko 1 kanaal ka plot issue kiya jata hay... man of the match ko ... BIG CHEQUE (specimen of orignal cheque) kuch thosand dollar ka diya jata hay. kabhi koi car win karta hay .. woh car ki chaat (roof) par beth kar puri ground ka chakar lagata hay. Singers ko un ki album hit hony par pride of performance diya jata hay. Movie stars ko Nishaan e Sadarat diya jata hay ..... kartab dekhany walay ko "great performar" kaha jata hay. Miss World ko ... sonay ka taj (crown) pehnaya jata hay .... ek jholay par khara kar k stage k upper ly jaty hein....

har insaan ki zati raye hoti hay istarhan mere bhi raye hay k agar koi "SHAN E MUSTAFA SAW" biyaan karta hay ... NAAT PARHTA HAY agar us ki IZAT AFZAYE HO RAHI HAY. us ko tareeqa kuch bhi ho ..... niyaat ehtaram ki ho .... jis shakhas ki ankhoun se "frt e musarat" (khushi) yeah "Inkasari" (humbleness) ki wajah se ansoo jari hon. (ALLAH SWT NIYAAT KA HAAL BEHTAR JANTA HAY..... BUT HUM MEIN KISSI KO HAQ NAHI PUHANCHTA K BAGAIR KISI REASON K KISSI KI NIYAAT PAR SHAQ KAREIN).

apny hathoun apna mazak nahi urahana chahiye.... ALLAH SWT ISLAAAM aur MUSALMANOUN ki madad farmaye hum ko hidayaat day ... hum har baat ka negative pehlo naah dekhein. Islaaam ki Hifazat karein ... Karnay ki koshish karein ..... AMEEEN    

Posted on 10/17/2008 3:45:41 AM

totally agree with u WOL


Posted on 10/17/2008 5:17:48 AM

@ wol .first of all yaar islam n cricket mai bht faraq hai n islam hamsiha sadgi k daras dayta hai . n i think its totally wrong asiya looog islam k liya muslims k liya ek misal honay chaiyah .two years ago i wz in pak on vacation n mujy eke mhfil naat mai janay k ittifaq hua wahan ya sub naam garami naat khawan ayay huyay thay n i wz so excited k mai in sub ko sun sakoon ga. jasiya ya program start hua phely naat khawan nay naat pharna start ki tou mery sath bhatay huyay admi nay apni pocket say ten ten k bills nikaly n uth k gayay aur us pay phankna start kar diya like eke nachnay wali pay jasiya pasiya phankay jatay hain n jasiya jasiya us naat khawan pay bills girtay woh aur zor lagtaa n sub naat khawaoon nay asa kiya wot do ya think is it right way ? n almost har jagaa pay asa hota hai ya sub dekh k kum say kum mujy say nahi raha gayay n mai uth k chala aya .bahi mery is thran pasiya nichawar karnay say kon say dosra religion k ppl impress hooon gay hum say . n if u have any example HAZART MOHAMMAD PBUH or khulfa rashiend k zamany ki then bataoo

Posted on 10/17/2008 5:42:08 AM

WARMTH OF LOVE:
*detail mein answer karny ko dil kar raha hay... so bear with me.


"sony mein tolna" ...... urdu ka mahawra hay .... kafi arsay k baad suna aur dekha .... purani yadein taza ho gayein ... jis ka matlab mujhay abhi tak yaad hay "izat afzaye karna or kissi insaan ko us ki khisi khaas (special) salahiyat (skill/quality) par us kay wazan k mutabiq sona (GOLD) dyna."

yeh tarjuma / translation / interpration ... is mahawray ki jahan tak mujhy yaaad hay .. yeh hi hay. ek fiqra /sentance hum aksar bolty hein har insaan ki apni khawahish hoti hay apny kaam karny ka tareeqa hota hay ... they express their joy in different ways.... khushi ka izhaar karna kissi ko sarahna /appreciate karna us k apny mizaaj matlab us ki apni khushi / khawahish par hota hay k woh kyse aur kia karta hay.

yahan ek baat bilkul waziah (clear) hay k Janab Awais Raza Qadri sahib ko "sonay mein tola ja raha hay" matlab un ko inaaam diya ja raha hay ... un ki izaat ki ja rahi hay ... un ki salahiyaat (skill / quality ) ko saraha ja raha hay... Gratitude has been given to him on his extraordinary excellence as a “NAAAT KHAWAN”.


aaj se 5-6 saal pehly Pakistan k kafi cassete stores / music centers par ginti ki kuch tapes hoti thien "NAAT WALI CASSETES". un k display par Movies stars k posters hoty they..... fir jab Paksitan mein Naat ki rooh taza howi ... Naatein parhna start howi ... Awaiz Raza Qadri jayse logoun Ki naatein logoun nay sun-na start ki tab kafi logoun nay apny computers / mobiles par naatein rakhein ..... rasty bazaroun par aap ko naatoun ki awaazein sunayein diein. music center k display par Naaat k new volume k poster lagay.

in sab batoun ko bhi choar diya jaye aur wapis sawal k upper aya jaye ky yeh sahi hay k ghalat .... good or wrong .... tu ek aur baat bhi zehan mein ati hay .... jab koi cricket team ek match jeet (win) kar ati hay sab team k members ko phooloun k haar pehnaye jaty hein .... 10 - 10 marlay k plot issue kiye jaty hein ... captain ko 1 kanaal ka plot issue kiya jata hay... man of the match ko ... BIG CHEQUE (specimen of orignal cheque) kuch thosand dollar ka diya jata hay. kabhi koi car win karta hay .. woh car ki chaat (roof) par beth kar puri ground ka chakar lagata hay. Singers ko un ki album hit hony par pride of performance diya jata hay. Movie stars ko Nishaan e Sadarat diya jata hay ..... kartab dekhany walay ko "great performar" kaha jata hay. Miss World ko ... sonay ka taj (crown) pehnaya jata hay .... ek jholay par khara kar k stage k upper ly jaty hein....

har insaan ki zati raye hoti hay istarhan mere bhi raye hay k agar koi "SHAN E MUSTAFA SAW" biyaan karta hay ... NAAT PARHTA HAY agar us ki IZAT AFZAYE HO RAHI HAY. us ko tareeqa kuch bhi ho ..... niyaat ehtaram ki ho .... jis shakhas ki ankhoun se "frt e musarat" (khushi) yeah "Inkasari" (humbleness) ki wajah se ansoo jari hon. (ALLAH SWT NIYAAT KA HAAL BEHTAR JANTA HAY..... BUT HUM MEIN KISSI KO HAQ NAHI PUHANCHTA K BAGAIR KISI REASON K KISSI KI NIYAAT PAR SHAQ KAREIN).

apny hathoun apna mazak nahi urahana chahiye.... ALLAH SWT ISLAAAM aur MUSALMANOUN ki madad farmaye hum ko hidayaat day ... hum har baat ka negative pehlo naah dekhein. Islaaam ki Hifazat karein ... Karnay ki koshish karein ..... AMEEEN    


apka yeh reply raat ko tab hee perh liya tha jab apney post kiya
tab is ka reply is liye na kar saka k neend ka galba tha

P.S:abb meray is reply ko plz plz koi religious behas na samjhey


i juz want to ask few questions from u

1 - islam mein shirk kee maafi hai ??
2 - shirkia taleemat/ shirkia iqdamat ko sahi karar dena jaiz hai ??
3 - Naat kehtey kis ko hain ?
4 - Kiya Allah kee zaat k siwa koi app ka palan haar hai ?
5 - Islam mein dua kee kiya ehmiat hai ??
6 - Islam mein Naiki ko namod o namaish k saath karney waley ko ajar milta hai ?
7 - jo jitna b naik ho ... kiya shirk kar k woh muslim reh sakta hai ??

WOL zara socho

Posted on 10/17/2008 9:46:09 AM